Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

dil k ache,zuban k bure

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: dil k ache,zuban k bure

    Originally posted by hamzad View Post
    jee bilkul sahi andaza lagaya ap ne ese hi logon ke bare me poocha he me ne:donno:lekin ese log jitna bhi dil ke ache hon apni zuban or aik dam bharak jane wali adat se dusron ke leay pareshani or akser tehkeer ka baes bhi to bante hen:mm:
    Hamzad kehtey hain keh talwar key zakhm bhar jatey hain magar alfaz key zakhma kabhi nahin bhartey - yehi wajah hai keh zuban key karwey logon ko hamesha bura hi samjha jata hai, aur jab jab yeh log samney aatey hain, doosrey log in sey "kanni katratey" hain... Siyaney isi liyey to kehtey hain keh "pehley tolo phir bolo" - magar kuchh log apna tarazu bhool jatey hain :p
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #17
      Re: dil k ache,zuban k bure

      Originally posted by Masood View Post

      ager ap ka wasta ese angaare khaey huey shaks se pare to ap ka rad-e-amal kia ho ga?pani daal kar aag bhujaen ge ya tael daal kar mazeed bharkaen ge?:khi:

      Comment

      • #18
        Re: dil k ache,zuban k bure

        Originally posted by hamzad View Post
        ager ap ka wasta ese angaare khaey huey shaks se pare to ap ka rad-e-amal kia ho ga?pani daal kar aag bhujaen ge ya tael daal kar mazeed bharkaen ge?:khi:
        "jalton ko jalaein gey ....." :lol

        kya khiyaal aisey logon ko mazeed na jalaya jaey?
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #19
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #20
            Re: dil k ache,zuban k bure

            hmm ...... mere khayaal se ye sawaal kuch yun hona chahye tha k .. lehjay ka sakhat insaan dil ka buhat naram hota hai ....... aisa hi shayad kuch :hhh:

            Comment

            • #21
              Re: dil k ache,zuban k bure

              [quote=Xenya;541436]quote]
              yup u r right zinia..woh kehtey hain naa "ek chup 100 sukh ":)

              Originally posted by hamzad View Post
              tafsili reply ke leay thanx:)or ye acha point he k ese logon se soch samjh kar baat ki jaey:blush:
              haa dear jaisey zinia ney b hi kaha k hum apni izat khud krwatey hainn..so behter hai k daman bachaa kr chala jayee

              Comment

              • #22
                Re: dil k ache,zuban k bure

                Originally posted by Masood View Post
                "jalton ko jalaein gey ....." :lol

                kya khiyaal aisey logon ko mazeed na jalaya jaey?
                idea to acha he:khi:lekin is tarah aik na khatam hone wali WAR shiru ho jati he:mm:

                Comment

                • #23
                  Re: dil k ache,zuban k bure

                  haan sahi kaha ye patience bohat kaam ki cheez he ager bohat majbur ho kar sath na chor jaey to:)
                  asal me esa insan kisi bhi mamuli baat par bharak kar apna ghusa to utar phenkta he lekin dusron par us ke after effects kia hon ge is bare nahi sochta:donno:

                  Comment

                  • #24
                    Re: dil k ache,zuban k bure

                    [quote=aquari;541507]
                    Originally posted by Xenya View Post
                    quote]
                    yup u r right zinia..woh kehtey hain naa "ek chup 100 sukh ":)

                    haa dear jaisey zinia ney b hi kaha k hum apni izat khud krwatey hainn..so behter hai k daman bachaa kr chala jayee
                    :)

                    Comment

                    • #25
                      Re: dil k ache,zuban k bure

                      Originally posted by Mr.Khan View Post
                      hmm ...... mere khayaal se ye sawaal kuch yun hona chahye tha k .. lehjay ka sakhat insaan dil ka buhat naram hota hai ....... aisa hi shayad kuch :hhh:
                      haan aap esa hi samjh lein:donno:

                      Comment

                      • #26
                        Re: dil k ache,zuban k bure

                        Originally posted by hamzad View Post
                        idea to acha he:khi:lekin is tarah aik na khatam hone wali WAR shiru ho jati he:mm:
                        Haan yeh bhi hai aur aisa na ho keh aisi aisi batein suneney ko parh jaein in talakh'kalam logon sey keh unhein censor karna parr jaey :lol
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #27
                          Re: dil k ache,zuban k bure

                          Originally posted by hamzad View Post
                          haan sahi kaha ye patience bohat kaam ki cheez he ager bohat majbur ho kar sath na chor jaey to:)
                          asal me esa insan kisi bhi mamuli baat par bharak kar apna ghusa to utar phenkta he lekin dusron par us ke after effects kia hon ge is bare nahi sochta:donno:
                          Regarding Patience:-

                          aik hadees hai .... " jo sabr ka talib hota hai Allah T'ala uss ko sabr ata kertey hein" ...iss liye iss ko apni dua mey shamil rakho .... :rose

                          baki ALlah T'ala her aik ko heydayat deiN key wo seedhey, achey aur neyk raastey per sab raheiN ameen.
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #28
                            Re: dil k ache,zuban k bure

                            Originally posted by Xenya View Post
                            Regarding Patience:-

                            aik hadees hai .... " jo sabr ka talib hota hai Allah T'ala uss ko sabr ata kertey hein" ...iss liye iss ko apni dua mey shamil rakho .... :rose

                            baki ALlah T'ala her aik ko heydayat deiN key wo seedhey, achey aur neyk raastey per sab raheiN ameen.
                            ameen:dua

                            Comment

                            Working...
                            X