Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ultay pultay!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: ultay pultay!!!

    Originally posted by *Fari* View Post
    khushfahmi ka koi ilaj nahi ha :donno:
    aur ghalat fahmi ka bhi:)
    sigpic

    Comment

    • #32
      Re: ultay pultay!!!

      Originally posted by sccorpion81 View Post
      aur ghalat fahmi ka bhi:)

      :khi:acha ap ki khush fahmi aur ghalat fahmi ka koi ilaaj nahi:tasali:

      Comment

      • #33
        Re: ultay pultay!!!

        Originally posted by *Fari* View Post
        :khi:acha ap ki khush fahmi aur ghalat fahmi ka koi ilaaj nahi:tasali:
        tu kia tumhari ghalat fehmi aur khush fehmai ka hai ilaj??????????????
        sigpic

        Comment

        • #34
          Re: ultay pultay!!!

          Originally posted by sccorpion81 View Post
          tu kia tumhari ghalat fehmi aur khush fehmai ka hai ilaj??????????????

          :khi:mai asi chizian nahi rakhti :donno:

          Comment

          • #35
            Re: ultay pultay!!!

            Mian to kio sidha kaam kerta hi nahi hion .jo ghalti sy sidha kerna bhi chahoon to woh khud ba khud hi ulta ho jata ha.

            Comment

            • #36
              Re: ultay pultay!!!

              me kabhi koi ulta pulta kaam nahi karti :blush:har kaam seedha hi karne ki koshish karti hon lekin kabhi kabhi kaam khud hi se utlat pulat ho jate hen jis me mera koi kasur nahi hota:khi:

              Comment

              • #37
                Re: ultay pultay!!!

                Originally posted by Rai View Post
                Mian to kio sidha kaam kerta hi nahi hion .jo ghalti sy sidha kerna bhi chahoon to woh khud ba khud hi ulta ho jata ha.

                :kr:chalo maza tu ata ha na u ko:comfort:

                Originally posted by hamzad View Post
                me kabhi koi ulta pulta kaam nahi karti :blush:har kaam seedha hi karne ki koshish karti hon lekin kabhi kabhi kaam khud hi se utlat pulat ho jate hen jis me mera koi kasur nahi hota:khi:

                ap tu bari achi bachi hoti hain phir tu:khi:

                Comment

                • #38
                  Re: ultay pultay!!!

                  [quote=*Fari*;532686]:kr:chalo maza tu ata ha na u ko:comfort:

                  Kuch Maza bhi :kr:r Kuch daant bhi .

                  Comment

                  • #39
                    Re: ultay pultay!!!

                    walaikum salam fari!

                    tumhara ye ulta pulta thread deykh ker waqai dil chah raha hai..ulta pulta kaam kerney ko :lol
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #40
                      Re: ultay pultay!!!

                      Originally posted by *Fari* View Post
                      Assalam-o-Alikum!

                      Kasay hian ap sab?...khariyat se hi hongay:tasali:
                      har insaan ka kahbi na khabi ultay pultay kam karnay ko dil karta ha.............kuch logo ko zaydaa tar ultay pultay kam karnay ko dil karta ha kuch ko khabi saal ma aik bar karnay ko dil karta ha!!!
                      Maslan........rulzz torna , seedhay rastay kay bajay ultay rastay se jana, jo kam ap nay khabi na kiya howa woh karnay ko dil karay ..nayay anokhay experiment karna ...(khana bana nay ma ya koi bhi kam karnay ma)

                      Ap ko batana ha kah ap ka aksar dil karta ha ya zayda tar ultay pultay kam karnay ko dil karta ha:khi:aur jab ap ka ultay pultay anokhay kam karnay ko dil karta ha tu kes kesam kay kkarnamay martay hain app:donno:
                      WalikomAssalam

                      umMm pehly ma har kaam he ulta kerte the.. Mery her kaam hi ulty pulty hoty thay..ma seedha kerny ki koshish kerte bhe the to khude ulty ho jaty thay..:embarasse
                      Ab kiya kiya kaam bataon mai :blush:

                      Mager ab esa nahe ha .. Ab to ma her kaam seedha kerte hon:eye: aur shuker ha seedha ho bhe jata hai :hehe:

                      Comment

                      • #41
                        Re: ultay pultay!!!

                        Originally posted by *Fari* View Post
                        :taubaohoooooooooo ustaad ghalat science lara rahy ho:slap:khair ap pagal hain ap ki baat hamesha ulti hi hoti ha:donno: .....ghaltfamily ha ap ko:kr::kr::kr:aur us ka koi ilaj nahi:donno:
                        Ager ustaad pagal he to shagird ke zehni past-gi ka andaza tum khud ba-khoobi laga sakti ho
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #42
                          Re: ultay pultay!!!

                          Originally posted by KurriPunjaban View Post
                          NAHI,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, ,,OEY AP KO MUNDA SIALKOTI KIUN KEHTY HIAN
                          LOLZ
                          Aap moaafi kis se maang rahi hein aur aap ho kahan se

                          Mujay munda_sialkoty kyoon kehtay hein, yeh aik bohat he lambi aur derd bhari daastan he...kabi aap sialkot aaiye ga phir me aap ko bataon ga :embarasse
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #43
                            Re: ultay pultay!!!

                            W salam Farii:khi:
                            thread khasa mazey ka haii..pr mujhey seedhey kamoo sey furasat ho tu ultey kaam karoo naa :blush:

                            Comment

                            • #44
                              Re: ultay pultay!!!

                              waalaikumasalam chanda....

                              (jub hum groun mein khialne jaya karte the)....humari society mein huamre frndzz ka aik froup howa karta tha... hum school se aane ke baad din bhar balke raat 9 baje tak saath khaila karte the... aur is saare arse mein jo nahi who sharat hum karte the... kisi ke gher ki bell baja ker bhaag jana.:blush:.. kisi ne society secretary ko complain ki ho tu:fuming: us k egher ki khirkyaan torna.:blush:.. koi humari bet ball ki ball kaat ker phaink de tu:fuming: us per upper se paani daalna..:blush:. kisi kharos type bande ke gher mein crackles ki lari jala ker chorna..:blush:. aur sub se special... aik ke gher ki cheez dosre ke gher mein pohnchana... kisi ka powder ka dabba kisi ke yahan.. tu kisi ke chapple kisi ke yahan... lolz... yeh sub kaam bauaht kiye hai.... lolz:lpop:

                              Ab aisi shartein tu nahi karte..:donno:. per... ab hum akser train line cross karte hain... road per boundaries bhi phalng lete hain... kisi raah chalte ko raah bhtka dete hain.... lolz.. etc etc.... kaafi adventures life pasnd hai hume.. hum akser hi tez barsaat mein sair ke liye nikalte hai..... maza aata hai... aur accha lagta hai.... zindagi ka ehsaas hota hai kabhi kabhi... aur kuch nahi...:rose
                              Last edited by ummid; 2 October 2007, 06:07.

                              Comment

                              • #45
                                Re: ultay pultay!!!

                                Originally posted by ummid View Post

                                Shabaash, tum to meri ummidon se bhi berh ker nikli :khi:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X