Assalamalikum
kuch loog humesha marnay ki batian kartay rehtay hain kay ham maar jian zindagi say tang a chukye hain waghera waghera ....kuch apnay avatar/siggi bhi aisay laga daytay hian :khi:
marna itna asaan hai ?:)
kia ham nay apnay haqooq -o- faraiz saray pooray kar leye hain kay ab bas maar jaian ?
agay kia hoo ga yeh sab jantay hain woh loog jo aisi batian kartay hian :cc:
aik insaan kay chalye janay say kitna faraq parta hai poori family main ....chaye burhay houn chaye jawaan ........Tv main or apnay aas paas deekhian jin kay han foutgi hoo jati hai un ki family ka kia haal hota hai :)..

Comment