Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Marnay ki batian..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Marnay ki batian..

    Assalamalikum
    kuch loog humesha marnay ki batian kartay rehtay hain kay ham maar jian zindagi say tang a chukye hain waghera waghera ....kuch apnay avatar/siggi bhi aisay laga daytay hian :khi:
    marna itna asaan hai ?:)
    kia ham nay apnay haqooq -o- faraiz saray pooray kar leye hain kay ab bas maar jaian ?
    agay kia hoo ga yeh sab jantay hain woh loog jo aisi batian kartay hian :cc:
    aik insaan kay chalye janay say kitna faraq parta hai poori family main ....chaye burhay houn chaye jawaan ........Tv main or apnay aas paas deekhian jin kay han foutgi hoo jati hai un ki family ka kia haal hota hai :)..
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: Marnay ki batian..

    Allah ham sab ko mehfooz farmaye.
    Ye buhat bure baat hai Maut ki dua mangana, is se buhat ziyada gunnah hota hai, aur mujhe tarsas aata hai aise loge per jo choti choti baaton pe marne ki dua mangna shuru kar dete hain. Ye Nashukuray pan ki nishani hai

    Allah ham sab ko hidayat de

    Comment


    • #3
      Re: Marnay ki batian..

      Originally posted by Aanchal View Post
      Assalamalikum
      kuch loog humesha marnay ki batian kartay rehtay hain kay ham maar jian zindagi say tang a chukye hain waghera waghera ....kuch apnay avatar/siggi bhi aisay laga daytay hian :khi:
      marna itna asaan hai ?:)
      kia ham nay apnay haqooq -o- faraiz saray pooray kar leye hain kay ab bas maar jaian ?
      agay kia hoo ga yeh sab jantay hain woh loog jo aisi batian kartay hian :cc:
      aik insaan kay chalye janay say kitna faraq parta hai poori family main ....chaye burhay houn chaye jawaan ........Tv main or apnay aas paas deekhian jin kay han foutgi hoo jati hai un ki family ka kia haal hota hai :)..
      jab insaan zindgi se tang aa jata hai tu kaafi log iss tarah ki baatein karta hai..... lakin yeh mayusi ki baatein hoti hain....... :)
      wese aaj kal marna bahut aasan hai....... :) aur log aisay aisay kaam karte hain aisay lagta hai jese vo kabhi nahi marein gay...... hum shayid khuda se nahi darte...... aaj hi eik akhbaar mein eik khabar hai betay nay apni sagi maa ko kisi zameen kay tanazay per qatal kardiya.... jab isnaan zameen ki khatir apni maa ko qatal karsakta hai tu hum kiya kahsakte hain k mout se darte hain..... agar vo mout yaa khuda se darta kiya vo apni maa ko qatal karta????
      aaj kal jab hum kisi key janazay mein jatey hain tu hansi mazaak kar rehe hotay hain..... hum janazay per kharay ho kar iss tarah baatein kar rahe hotay hain jese hum kisi ki shadi ki party mein aae hoon.....


      Comment


      • #4
        Re: Marnay ki batian..

        Jo Log Har Bat Pe Marny Ki Bat Karty Hai To Iss Ka Matlab Hotta Hai K Aooni Zindagi Se Mayuss Ho Gayee Hai ..

        **jab Mausi Ko Guhnah Qarar Dia Gia Hai **

        Wo Aik Guhnah(mayuss Ho Kar ) Kar Rahy Hai Orr Phir Bi Mot K Talib Hai ..
        To App Khud Sochyee Kia Asse Lod Appne Duniya Orr Akharat K Fariaz Main Ada Karny Main Kitnny Kamyabb Howe Howe Hongy...?????????

        Jo K Aik Khais Orr Ghuhnah Main Farq Hi Nahi Kar Saky Hai ...

        Bahal Hall Mery Khayall Main To Jo Log Zindagi Se Tang Aakar Bi Assa Karty Hai Wo Galat Hai ....wo Khda Ki Di Hoi Assi Ceehz Se Uktahat Ka Izhar Karty Hai Jo Uss Pak Zaat Nay Appni Raza Manddi Se Unhee Di Hai ....
        Balky Unhee To Shukar Guzar Hona Chayee K Un K Pass Jo Zindagi Hai Uss Ko Appy Rub Ka Kurab Hasil Karnay Main Guzar Sakyee....

        Comment


        • #5
          Re: Marnay ki batian..

          Yeh frustration ki bohat buri kism he.

          Aisay loogon ko mahir-e-nafseyaat ki zaroorat hoti he
          :thmbup:

          Comment


          • #6
            Re: Marnay ki batian..

            Originally posted by Super Cop View Post
            Ye Nashukuray pan ki nishani hai

            Allah ham sab ko hidayat de
            :thmbup:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #7
              Re: Marnay ki batian..

              Originally posted by raafi View Post
              jab insaan zindgi se tang aa jata hai tu kaafi log iss tarah ki baatein karta hai..... lakin yeh mayusi ki baatein hoti hain....... :)
              wese aaj kal marna bahut aasan hai....... :) aur log aisay aisay kaam karte hain aisay lagta hai jese vo kabhi nahi marein gay...... hum shayid khuda se nahi darte...... aaj hi eik akhbaar mein eik khabar hai betay nay apni sagi maa ko kisi zameen kay tanazay per qatal kardiya.... jab isnaan zameen ki khatir apni maa ko qatal karsakta hai tu hum kiya kahsakte hain k mout se darte hain..... agar vo mout yaa khuda se darta kiya vo apni maa ko qatal karta????
              aaj kal jab hum kisi key janazay mein jatey hain tu hansi mazaak kar rehe hotay hain..... hum janazay per kharay ho kar iss tarah baatein kar rahe hotay hain jese hum kisi ki shadi ki party mein aae hoon.....

              moot ko yaad to karna chaye or apnay amaal durust karnay chaian lekan moot ki dua.....:donno:
              jitni zindagi di hai Allha Tala nay usay achi taraha say guzarian :)
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #8
                Re: Marnay ki batian..

                Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                Jo Log Har Bat Pe Marny Ki Bat Karty Hai To Iss Ka Matlab Hotta Hai K Aooni Zindagi Se Mayuss Ho Gayee Hai ..

                **jab Mausi Ko Guhnah Qarar Dia Gia Hai **

                Wo Aik Guhnah(mayuss Ho Kar ) Kar Rahy Hai Orr Phir Bi Mot K Talib Hai ..
                To App Khud Sochyee Kia Asse Lod Appne Duniya Orr Akharat K Fariaz Main Ada Karny Main Kitnny Kamyabb Howe Howe Hongy...?????????

                Jo K Aik Khais Orr Ghuhnah Main Farq Hi Nahi Kar Saky Hai ...

                Bahal Hall Mery Khayall Main To Jo Log Zindagi Se Tang Aakar Bi Assa Karty Hai Wo Galat Hai ....wo Khda Ki Di Hoi Assi Ceehz Se Uktahat Ka Izhar Karty Hai Jo Uss Pak Zaat Nay Appni Raza Manddi Se Unhee Di Hai ....
                Balky Unhee To Shukar Guzar Hona Chayee K Un K Pass Jo Zindagi Hai Uss Ko Appy Rub Ka Kurab Hasil Karnay Main Guzar Sakyee....
                :thmbup:
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • #9
                  Re: Marnay ki batian..

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Yeh frustration ki bohat buri kism he.

                  Aisay loogon ko mahir-e-nafseyaat ki zaroorat hoti he
                  hamray han loog mahir nafseeyat kay paas janay say isleye dartay hain kay loog unhay pagal samjhian gay :)
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #10
                    Re: Marnay ki batian..

                    sub loog acha nahiien

                    :donno:BYE :donno:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Marnay ki batian..

                      yeh to hona hai .....zahir hai qayamat ki nashaniya be tu zahir honi hain na...q k maine hadees may aisa para tha

                      Comment


                      • #12
                        Re: Marnay ki batian..

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        hamray han loog mahir nafseeyat kay paas janay say isleye dartay hain kay loog unhay pagal samjhian gay :)
                        We ppl need to change our mentality....ager in future Khuda na khawasta mein is tarah ki koi cheez kafi der tak experience karon ga to Mahir-e-Nafseyaat ke paas zaroor jaon ga.

                        Aakhir yeh bhi to zindagi ka moaamla he.:donno:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #13
                          Last edited by Z.; 9 September 2007, 15:59.
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          Working...
                          X