Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~14th-August: Jashn E Aazaadi Mubarak~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: ~14th-August: Jashn E Aazaadi Mubarak~

    Originally posted by jia View Post
    to is main sharam app ko krni chahiay yaan baqe sab ko
    app ko apny he logoon may kis nay qaid kia hay app khud he hoay hain na ....k app say bahir say kisi nay aa kr qaid kr lia hay .......in logoon ko brhawa kis nay dia hay jin logoon ke qaid main app hain ...i think k app nay he brhawa dia hay isiliay app qaid hain
    chalii kurii ............

    Comment


    • #32
      Re: ~14th-August: Jashn E Aazaadi Mubarak~

      Assalam-o-alaikummmmmmm:salam:

      hehehe der ho gayi kher phir bhi mere taraf se aap sab ko bohot bohot JASHN-E-AZAADI MUBARAK ho

      Comment


      • #33
        Re: ~14th-August: Jashn E Aazaadi Mubarak~

        دل کے دیئے جلالو
        جان پہچان کرالو


        ھم ایک قوم ایک جان ھیں
        دین اسلام کی شان ھیں
        وطن ایک آزاد ھمارا دل ھے
        پاکستان پر ھم قربان ھیں

        دشمن کی نظر سے، وقت ھے اسے بچالو
        دل کے دیئے جلالو
        جان پہچان کرالو


        بھول ماضی کو کچھ تدبیر کر
        حال پر نظر رکھ آزاد زنجیر کر
        الجھا نہ جال کو وقت تھام لے
        حوالے اب نہ اس کو تقدیر کر

        قطرہ قطرہ بنے دریا، دل میں اسے بٹھالو
        دل کے دیئے جلالو
        جان پہچان کرالو


        بکھرو نہ خشک میدانوں میں
        الجھو نہ سنگین چٹانوں میں
        خوابوں سے جگا لو ضمیر کو
        بھٹکو نہ جنگل بیابانوں میں

        عہد و پیماں کے، اصولوں کو اپنالو
        دل کے دیئے جلالو
        جان پہچان کرالو


        ھم سچے ایک مسلمان ھیں
        پھولوں کا ایک گلستان ھیں
        کس دشمنی یر کیسا چلن
        محبت اقوت کی پہچان ھیں

        شکوے گلے بھلا کر، دل سے دل ملالو
        دل کے دیئے جلالو
        جان پہچان کرالو



        **********************KHUSH RAHAIN**********************



        Thanks & Best Regards,


        Abdul Rehman Syed,
        zindagi ek baar hee miltee hai, khush rehna seekho, khushian baato aur khushian samaito.
        :welcome:

        Comment


        • #34
          Re: ~14th-August: Jashn E Aazaadi Mubarak~

          [QUOTE]
          Originally posted by Khalil View Post
          yaar main to etna shuker karta hun k siraf saans apni azadi sy ly sakta hun...
          kia tum aisa shukar ada kertay ho jaisa k ooper kia hai?????
          werna yehan kia halat hain shaid aap na janty hun.
          main bhi usi mulk ka sheri hooon khalil...main bhi wahin say uth ker aaya hooon...mere maan bap, behen bhaee sab wahan hi hain..aur mujhe bhi wapis usi sarzameen par aana hai
          aur bakee aap ny kuch batian theek kee hian aur kuch shaid mujy pasand nahi

          yaar kia aap kee tarah main b insaan nahi hun aik azaad insaan.
          lakin yaar wo kaisi azadi jis main aap apni marzi sy koi kaam na kar sakin..
          apna watan apny hath main na rahy os kee Bhaag door USA sanhbal lay

          yaar mujy aisi azadi nahi chayee.
          yeh nashukri nahien tu aur kia hai????
          sigpic

          Comment


          • #35
            Re: ~14th-August: Jashn E Aazaadi Mubarak~

            choro yaar raat gai so baat gai......................

            Comment


            • #36
              Re: ~14th-August: Jashn E Aazaadi Mubarak~

              yeh thread Mubarakbad key leye tha is leye yaha sirf mubarakbad hi daian ...jin ko behas karni hai Behas-o-Mubahsiaa min is topic pay kafi thread moujood hain vohan post karain ...!
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #37
                Re: ~14th-August: Jashn E Aazaadi Mubarak~

                Originally posted by Aanchal View Post
                yeh thread Mubarakbad key leye tha is leye yaha sirf mubarakbad hi daian ...jin ko behas karni hai Behas-o-Mubahsiaa min is topic pay kafi thread moujood hain vohan post karain ...!
                kiun yehan hamary zakhmoo pr namak chirka jaa raha hay aur aap ko apny sectionoo kee pari hay

                Comment


                • #38
                  Re: ~14th-August: Jashn E Aazaadi Mubarak~

                  Originally posted by Khalil View Post
                  kiun yehan hamary zakhmoo pr namak chirka jaa raha hay aur aap ko apny sectionoo kee pari hay
                  aik baar pher keh rahi houn jis ko behas karni hai Behas-o-Mubahisa main posting karay aisi ..
                  main delete kar doun gee kisi nay yaha Mubarakbad kay elawa koi or behas ki to ...
                  jab behas kay leye alag section moujood hain to yaha kia tuk banti hai behas ki ?
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #39
                    Re: ~14th-August: Jashn E Aazaadi Mubarak~

                    Originally posted by Aania View Post
                    Pyarey Pakistan ke Pyarey Pakistanion ko

                    Jashn E Aazaadi Mubarak

                    Allah hamarey Pakistan ko
                    qaiim daiim rakhey aameen ..

                    Allah Pakistan ko apni hifz o amaan main rakhey
                    sada shaad o aabaad rakhey ..

                    aameen ..


                    ameen.............................

                    Comment

                    Working...
                    X