Re: ~14th-August: Jashn E Aazaadi Mubarak~
Bhai mery main ny yehan dekha hay k jo loag abroad rehty hain wo kehty hian k humain pakistan sy buhat piyar hain piyar to humain bee hain..es main to koi shak nahi...
lakin yehan k jo halat aur wakiat hain Na wo jan'ny kee koshash kerty hian aur na hee kisi ko kehny daity hian bus yehi ratt lagay rakhty hian k humain pakistan sy piyar hay..
================
can u belive aaj azadi k din hamara city main dakhla mana hay jihan siraf army waly ya koi aur oficer hee ja skaty hian?
kia ab hum apny watan main be azad nahi?

Comment