Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Preparation for Jannah!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Preparation for Jannah!

    Originally posted by Super Cop View Post
    ap ka msg kuch clear nehi hai plzzzzzzzzzzz :shh:
    In Islamic eschatology, Jannah is a place where Muslims believe they will go after death--means (heaven), if they have been loyal to Allah.

    So her basic question is what we all are preparing to go to Jannat.



    I hope its simply cleared now..



    Allah hum sub ko nek aa'maal karney ki taufeeq ataa farmaaye aur burayon se aur shayateen ke behkawon se bachaye aameen ....


    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment


    • #77
      Re: Preparation for Jannah!

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Is Tarah ki baaton se behtar he ke aap koi hadith reference ke saath pesh karein...bunda ager is tarha ki suni sunai baaton per janay lagay to saara din yahi kerta rahay :donno:
      "Moaz bin Jabal razi Allah anho se riwayet hai, ke main ne arz ki yaa Rasool Allah Peace Be upon Him.. mujhey koi aiesa amal batayen jo mujhey jannat main dakhil ker de... aur jahanum se door ker de .. Rasool Allah Peace Be Upon Him ne fermaya: tu ne barri cheez maangi .. lekin ye us ke liye aasaan hai jis ke liye Allah tabarak o ta'ala aasaan fermaa de .

      'tu Allah ki ibaadat ker aur uske saath kisi ko shareek na thehraa .. nemaz qaim kero, zakat adaa kero, ramazan ke rozay rakho, aur baytullah ka hajj adaa kero.'

      Rasool Allah Peace Be Upon Him, ne fermaya:
      saarey karobaar e hayat ki asal Islam hai,
      is ka satoon nemaz hai
      aur is ki oonchi chotti jehad hai
      phir fermaya kya MAIN tujhey in sab per fauqyat rakhney wali baat bataoon?

      main ne arz ki 'ji zaroor'

      Rasool Allah (PBUH) ne apni zeban e mubarak pakarr li aur fermaya isey rok ke rakhna ,

      main ne arz ki Aie Allah ke Nabi (PBUH)

      kya hum apni guftagoo ke sabab pakrrey jayen ge?

      Nabi Kareem (PBUH) ne fermaya:
      Aie Moaz, tujhey teri maaan gum karey "keh log jahanum main apney munh ke bal, apni zubanon ki kutar bewand ki waja se hi daley jayen ge"_ (bahawala: TIRMIZI HADEES)

      Fawaiid:
      apni zeban per qabu rakhna barri bahaduri ka kaam hai, jis ne is per qabu pa liya us ne nijaat paa li, jis ne isey be-lagaam ker diya, wo tabah o barbaad hua.




      NOTE:
      meri request hai, kion ke mard hazraat ke liye bohat aasaan hai, masjid mein nemaz parhney jatey hein, to Ulmaa, Maulana, Maulvi .. se apney doubts ki detail pooch len, aur ho sakey to deen ko sahi se jaan-ney samajhney ki koshish keren, Allah hum sab ko deen e Islam pe, hidayet ke raastey pe chalney ki taufeeq aur taaqat ataa fermaaye aameen..

      mera maqsad kisi ko bhi criticize kerna nahen hai, please mind nahen keejye ga, aur koshish keejye; aap log khaas tor per jo Pakistan main rehtey ho, khush qismat ho, ke deen ko jaan-ney ka sahi main bohat chance hai aap ke paas .. libraries, schools, deeni dars gaah, masajid se zaroor mustafeed hon... zindagi yehi hai, hum ye sab abhi nahen janeyn ge to jis right time aur kal(tomorrow) ke intizar main hain .. wo hum chahtey nahen ke aaye to kesey aaye gaa ...
      Visit My Early PS Work
      You Are Welcome To Comment

      Comment


      • #78
        Re: Preparation for Jannah!

        Originally posted by Aania View Post
        "Moaz bin Jabal razi Allah anho se riwayet hai, ke main ne arz ki yaa Rasool Allah Peace Be upon Him.. mujhey koi aiesa amal batayen jo mujhey jannat main dakhil ker de... aur jahanum se door ker de .. Rasool Allah Peace Be Upon Him ne fermaya: tu ne barri cheez maangi .. lekin ye us ke liye aasaan hai jis ke liye Allah tabarak o ta'ala aasaan fermaa de .

        'tu Allah ki ibaadat ker aur uske saath kisi ko shareek na thehraa .. nemaz qaim kero, zakat adaa kero, ramazan ke rozay rakho, aur baytullah ka hajj adaa kero.'

        Rasool Allah Peace Be Upon Him, ne fermaya:
        saarey karobaar e hayat ki asal Islam hai,
        is ka satoon nemaz hai
        aur is ki oonchi chotti jehad hai
        phir fermaya kya MAIN tujhey in sab per fauqyat rakhney wali baat bataoon?

        main ne arz ki 'ji zaroor'

        Rasool Allah (PBUH) ne apni zeban e mubarak pakarr li aur fermaya isey rok ke rakhna ,

        main ne arz ki Aie Allah ke Nabi (PBUH)

        kya hum apni guftagoo ke sabab pakrrey jayen ge?

        Nabi Kareem (PBUH) ne fermaya:
        Aie Moaz, tujhey teri maaan gum karey "keh log jahanum main apney munh ke bal, apni zubanon ki kutar bewand ki waja se hi daley jayen ge"_ (bahawala: TIRMIZI HADEES)

        Fawaiid:
        apni zeban per qabu rakhna barri bahaduri ka kaam hai, jis ne is per qabu pa liya us ne nijaat paa li, jis ne isey be-lagaam ker diya, wo tabah o barbaad hua.




        NOTE: meri request hai, kion ke mard hazraat ke liye bohat aasaan hai, masjid mein nemaz parhney jatey hein, to Ulmaa, Maulana, Maulvi .. se apney doubts ki detail pooch len, aur ho sakey to deen ko sahi se jaan-ney samajhney ki koshish keren, Allah hum sab ko deen e Islam pe, hidayet ke raastey pe chalney ki taufeeq aur taaqat ataa fermaaye aameen..

        mera maqsad kisi ko bhi criticize kerna nahen hai, please mind nahen keejye ga, aur koshish keejye; aap log khaas tor per jo Pakistan main rehtey ho, khush qismat ho, ke deen ko jaan-ney ka sahi main bohat chance hai aap ke paas .. libraries, schools, deeni dars gaah, masajid se zaroor mustafeed hon... zindagi yehi hai, hum ye sab abhi nahen janeyn ge to jis right time aur kal(tomorrow) ke intizar main hain .. wo hum chahtey nahen ke aaye to kesey aaye gaa ...
        don't worry mein ne mind nahi kia aur na main Islam ke moaamlat mein emotionally blackmail hota hoon.

        Dekho Aania, meri samaj se bahir hota ja raha he ke Islam ko itna complex kyoon kia ja raha he, jitnay moun utni misaalein...is liye mein ne kaha yahan pe jo bhi quote kerna he sub se pehlay Quran se aur us ke baad authentic Hadith se quote karein...so there is no harm in it...it is for the betterment of the ppl...hope u get me
        :thmbup:

        Comment


        • #79
          Re: Preparation for Jannah!

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Is Tarah ki baaton se behtar he ke aap koi hadith reference ke saath pesh karein...bunda ager is tarha ki suni sunai baaton per janay lagay to saara din yahi kerta rahay :donno:

          aik book say perha tha...yeh ....woh book itni purani hai keh title ghyab ho chuka hai...aur is kay ilawa PTVkay program Meezan mein suna tha...
          aur bhi sites say dekha hai....mujhay maloom nahin tha sab kabhi share karna paray ga...warna sources bhi yaad rakhti...khair aainda jab kabhi perhon gi tu yahan sourses bhi share kar don gi yahan per....:insha:


          Nimaaz kay hawalay say Qurani Ayaat aur Ahaadees


          Qurani Ayat

          aur Nimaaz ki pabandi karo aur shirk karnay walooN mein say mat ho.
          Sura Room Ayat 31


          Ahaadees

          tamam kamooN ki bunyaad islam hai aur Is ka sutootn Nimaaz hai.
          Tirmizi ,,,Ibn-e-Maja

          Hazrat Abdullah Bin Umro Bin Al-Aas RATA say riwayat hai
          HAZRAT MUHAMMAD SAW nay fermaya...

          " jo muhafzat krta hai Nimaaz per , hogi us kay liye roshni ka sabab qayamat kay din aur daleel aur nijaat ka zariya aur jo shakhs us per muhafzat nahin karta as ky liye roshni , daleel aur nijaat ka zariya nahin hogi aur yeh (hifaazat na karnay wala) qayamat kay din qaroon , firoon , hamaan aur abi bin Khalf kay saath azaab mein mubtila hoga.
          MIshkwaat




          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment


          • #80
            Re: Preparation for Jannah!

            Nimaz ki ahmiat

            Volume 1, Book 10, Number 505:
            Sahih Bukhari

            Narrated 'Abdullah:

            I asked the Prophet "Which deed is the dearest to ALLAH?" He replied, "To offer the prayers at their early stated fixed times." I asked, "What is the next (in goodness)?" He replied, "To be good and dutiful to your parents" I again asked, "What is the next (in goodness)?" He replied, 'To participate in Jihad (religious fighting) in ALLAH's cause." 'Abdullah added, "I asked only that much and if I had asked more, the Prophet would have told me more."



            Nimaz ke aukaat
            Sahih Bukhari
            Volume 1, Book 10, Number 516:

            Narrated Abu Al-Minhal:

            Abu Barza said, "The Prophet used to offer the Fajr (prayer) when one could recognize the person sitting by him (after the prayer) and he used to recite between 60 to 100 Ayat (verses) of the Qur'an. He used to offer the Zuhr prayer as soon as the sun declined (at noon) and the 'Asr at a time when a man might go and return from the farthest place in Medina and find the sun still hot. (The sub-narrator forgot what was said about the Maghrib). He did not mind delaying the 'Isha prayer to one third of the night or the middle of the night."


            shadeed germi ke alam main sathion ke liye asaani ka samaan kerna
            Sahih Bukhari
            Volume 1, Book 10, Number 514:

            Narrated Abu Zar Al-Ghifar:

            We were with the Prophet on a journey and the Mu'azzin (call maker for the prayer) wanted to pronounce the Aazan (call) for the Zuhr prayer. The Prophet said, 'Let it become cooler." He again (after a while) wanted to pronounce the Aazan but the Prophet said to him, "Let it become cooler till we see the shadows of hillocks." The Prophet added, "The severity of heat is from the raging of the JAHANNAM-fire, and in very hot weather pray (Zuhr) when it becomes cooler."



            Volume 1, Book 10, Number 529:
            Sahih Bukhari
            Narrated Qais:

            Jarir said, "We were with the Prophet and he looked at the moon--full-moon--and said, 'Certainly you will see your Lord as you see this moon and you will have no trouble in seeing Him. So if you can avoid missing (through sleep or business, etc.) a prayer before the sun-rise (Fajr) and a prayer before sunset ('Asr), you must do so.' He then recited ALLAH's Statement:

            And celebrate the praises Of your Lord before The rising of the sun And before (its) setting." (50.39) Isma'il said, "Offer those prayers and do not miss them."


            Volume 1, Book 10, Number 530:
            Sahih Bukhari

            Narrated Abu Huraira:

            ALLAH's Apostle said, "Angels come to you in succession by night and day and all of them get together at the time of the Fajr and 'Asr prayers. Those who have passed the night with you (or stayed with you) ascend (to the Heaven) and ALLAH asks them, though He knows everything about you, well, "In what state did you leave my slaves?" The angels reply: "When we left them they were praying and when we reached them, they were praying."




            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment


            • #81
              Re: Preparation for Jannah!

              JazakAllah khair Rida :rose
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #82
                Re: Preparation for Jannah!

                Importance of deeds:-

                Islam is not a race or family in which membership is automatically passed on from father to son. A high caste priest's son will not command respect in the eyes of God, if he does wrong deeds, just coz he is bron into a priestly home; nor will He look down on the son of a low caste family, diregarding his good deeds, simply coz of his birth

                Allah T'ala says in holy Quran: " Indeed the noblest among you in the sight of God is the most God fearing" (al-Hujurat 49:13)
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                Working...
                X