Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

manzilain apni jagah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • manzilain apni jagah

    ager koi insan apni manzil pay phonchta hay to wahan phonch kay usay ey pata chalay kay ey to manizil hay hi nahi balkay wo to wahin khera hay jahan say chala tha.to?:tauba
    kyuon aysa hota hay jis chez ko insan apni manzil samjhta hay jub waqt ki nao usay bohat dor tak lay ati hay or tub usay pata chalay kay ey to manzil hay hi nahi.to?:tauba
    aysy bohat say sawal hain is leay abhi bus itnay hi

  • #2
    Re: manzilain apni jagah

    :tauba kon c manzal

    I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


    Comment


    • #3
      Re: manzilain apni jagah

      Tu kay liye Shair kay "Girtey Hain Sha'Sawar hi Maidaan Jung Main" :P
      Zindagi Thak Gaye ..!!

      Comment


      • #4
        Re: manzilain apni jagah

        Originally posted by neha_ahmad View Post
        ager koi insan apni manzil pay phonchta hay to wahan phonch kay usay ey pata chalay kay ey to manizil hay hi nahi balkay wo to wahin khera hay jahan say chala tha.to?:tauba
        kyuon aysa hota hay jis chez ko insan apni manzil samjhta hay jub waqt ki nao usay bohat dor tak lay ati hay or tub usay pata chalay kay ey to manzil hay hi nahi.to?:tauba
        aysy bohat say sawal hain is leay abhi bus itnay hi
        kahi app lahore sa to nahi...?

        hmmmmm haan g app to waka he lahore sa haan.?

        waka he app asa ulta sawal karsakti haan..
        .:khi:
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: manzilain apni jagah

          kabhi tu koee asan baat pooch liya kero tum dono behnain:tauba
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: manzilain apni jagah

            aik baat kahonga,,

            Kabhi kisi ko mokamal jahan nahi milta
            kisi ko zameen nahi milti kisi asman nahi milta
            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

            Comment


            • #7
              Re: manzilain apni jagah

              Originally posted by neha_ahmad View Post
              ager koi insan apni manzil pay phonchta hay to wahan phonch kay usay ey pata chalay kay ey to manizil hay hi nahi balkay wo to wahin khera hay jahan say chala tha.to?:tauba
              kyuon aysa hota hay jis chez ko insan apni manzil samjhta hay jub waqt ki nao usay bohat dor tak lay ati hay or tub usay pata chalay kay ey to manzil hay hi nahi.to?:tauba
              aysy bohat say sawal hain is leay abhi bus itnay hi
              Bohat achi tehreer he...tum bohat aagay jao gi...itni aagay jahan we wapsi nahi hoti :kr:
              :thmbup:

              Comment


              • #8
                Re: manzilain apni jagah

                Originally posted by waitingeyes View Post
                kabhi tu koee asan baat pooch liya kero tum dono behnain:tauba
                Mein teri baat se sehmat hoon murgi ke anday
                :thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: manzilain apni jagah

                  Originally posted by waitingeyes View Post
                  kabhi tu koee asan baat pooch liya kero tum dono behnain:tauba
                  hur insan tulash main hay asal ki ,,,,,,,,,,,,,or asay main wo suwal bhi kurta hay or juwab bhi chahta hay un say jo us k ird gird rehtay hain ,,,,,,,,,,,

                  Comment


                  • #10
                    Re: manzilain apni jagah

                    Originally posted by ummid_e_sehar View Post
                    hur insan tulash main hay asal ki ,,,,,,,,,,,,,or asay main wo suwal bhi kurta hay or juwab bhi chahta hay un say jo us k ird gird rehtay hain ,,,,,,,,,,,
                    Bohat khoob :clap:aap ne to waiting eyes ka moun black ker diya
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #11
                      Re: manzilain apni jagah

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Bohat khoob :clap:aap ne to waiting eyes ka moun black ker diya
                      main eak dost ko bus satisfied kurnay ki koshish ki hay AMIR

                      Comment


                      • #12
                        Re: manzilain apni jagah

                        Originally posted by ummid_e_sehar View Post
                        main eak dost ko bus satisfied kurnay ki koshish ki hay AMIR
                        acha acha theek he theek he
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #13
                          Re: manzilain apni jagah

                          :)
                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          acha acha theek he theek he

                          Comment


                          • #14
                            Re: manzilain apni jagah

                            Jehan tak mera view hay main kabi manzal per pohnchy kee baat nahi kerta
                            mery mutabik manzil k rasty per chalna hee asal main manzil ka paa lina hay

                            Comment


                            • #15
                              Re: manzilain apni jagah

                              ap ne theak kaha khalil bhai tulash kubhi bhi khutam nahi hoti insan ki zindagy main koi munzil hoti hi kahan hay eak k bad dosra mor ata hay lekin munzil nahi

                              Comment

                              Working...
                              X