Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

manzilain apni jagah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: manzilain apni jagah

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Bohat achi tehreer he...tum bohat aagay jao gi...itni aagay jahan we wapsi nahi hoti :kr:
    aaj kal jo koi question krta hai
    aap ko lgta hai k koi tehreer hai:hehe:
    kahin aap writer to nahi ban gaye
    Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

    Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

    Comment


    • #32
      Re: manzilain apni jagah

      Originally posted by D@y W@lk3r View Post
      aik baat kahonga,,

      Kabhi kisi ko mokamal jahan nahi milta
      kisi ko zameen nahi milti kisi asman nahi milta
      is se acha jawab nahi ho sakta :thmbup:

      Comment


      • #33
        Re: manzilain apni jagah

        Originally posted by lucky View Post
        aaj kal jo koi question krta hai
        aap ko lgta hai k koi tehreer hai:hehe:
        kahin aap writer to nahi ban gaye

        Mein writer kese bun sakta hoon, mein to aisa larka he nahi hon :lpop:
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: manzilain apni jagah

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          :mm:
          :lol

          Comment


          • #35
            Re: manzilain apni jagah

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Mein writer kese bun sakta hoon, mein to aisa larka he nahi hon :lpop:
            acha aap aisy lrky nahi hain?
            it means k aap waisy lrky hain
            Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

            Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

            Comment


            • #36
              Re: manzilain apni jagah

              itnay achay jawab milain hain kay dil chahta hay kay .................................................. ....................
              janti hon zindagi main kabhi koi manzil nahi hoti bus rastay main her mor ko hum manzil samjh laytay hain laykin mayra sawal to ey nahi hay mayra sawal to ey hay kay ager main nain 1 jagah pahnchana hay or janti hon wo hi mayri manzil hay or wahan phonchnay pay pata chalay kay jis ko manzil samjhi thi wo to hay hi nahi.khalil bhai nain sahi kaha kay asel manzil to ALLAH ji ki talash hay per jub hum apni manzilon ki talash main nikaltay hain to aap ka kia kheal hay hum akylay nikaltay hain.nahi bulkay ALLAH ji humaray sath hotay hain.
              sub kay jawab mujhay mutmain nahi ker sakay.hasil lahisl to abhi bhi hay.manzil hay ya nahi baat to wahin hay.

              Comment


              • #37
                Re: manzilain apni jagah

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Tere yeh thuper bhi mere liye Russgullay se kum nahi :D

                Filmaan toon waikhna ein, veyaa toon kharkana ein, te saanu kehna ein moojaan ker...toon saanu tanz kerna ein :slap:
                yaar main ny kehna wahn
                too bee apna vehan hun KHARRKAAA ly..........
                :khi:

                Comment


                • #38
                  Re: manzilain apni jagah

                  Originally posted by neha_ahmad View Post
                  itnay achay jawab milain hain kay dil chahta hay kay .................................................. ....................
                  janti hon zindagi main kabhi koi manzil nahi hoti bus rastay main her mor ko hum manzil samjh laytay hain laykin mayra sawal to ey nahi hay mayra sawal to ey hay kay ager main nain 1 jagah pahnchana hay or janti hon wo hi mayri manzil hay or wahan phonchnay pay pata chalay kay jis ko manzil samjhi thi wo to hay hi nahi.khalil bhai nain sahi kaha kay asel manzil to ALLAH ji ki talash hay per jub hum apni manzilon ki talash main nikaltay hain to aap ka kia kheal hay hum akylay nikaltay hain.nahi bulkay ALLAH ji humaray sath hotay hain.
                  sub kay jawab mujhay mutmain nahi ker sakay.hasil lahisl to abhi bhi hay.manzil hay ya nahi baat to wahin hay.
                  Thanks
                  waisy aik baat hay main aap ko Mutmhin ker sakta hun ager aap huna chayee too?
                  sary jawabat hamary ander hee huty hian lakin hum wo apny jawabat kisi aur kee zubani sun'na chahty hian....?
                  think again aap k pass ap k swalat ka jawabat hai

                  Comment


                  • #39
                    Re: manzilain apni jagah

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Bohat achi tehreer he...tum bohat aagay jao gi...itni aagay jahan we wapsi nahi hoti :kr:
                    mujay be kush asa he lagta ha..k yah bahot agay jayaan ge jahan sa wapsi nahi hote:khi:
                    sigpic

                    Comment


                    • #40
                      Re: manzilain apni jagah

                      neha tum kahan ja ruhi ho agay mujhay to pta nahi

                      Comment


                      • #41
                        Re: manzilain apni jagah

                        Originally posted by ummid_e_sehar View Post
                        neha tum kahan ja ruhi ho agay mujhay to pta nahi
                        muj sy poch lain



                        mujy b pata nahi

                        Comment


                        • #42
                          Re: manzilain apni jagah

                          Originally posted by Khalil View Post
                          muj sy poch lain



                          mujy b pata nahi
                          agar app ko nahi pata to kaya pochay app sa:mm:
                          sigpic

                          Comment


                          • #43
                            Re: manzilain apni jagah

                            Originally posted by ummid_e_sehar View Post
                            hur insan tulash main hay asal ki ,,,,,,,,,,,,,or asay main wo suwal bhi kurta hay or juwab bhi chahta hay un say jo us k ird gird rehtay hain ,,,,,,,,,,,
                            Sawal kero zaroor kero jawab bhi milay ga laikin sawal Mathimatics ki zuban main mat kiya kero samjhnay main aur hal nikalnay main bhot peraishani hoti hai...aur tumhain tu pata hai meri math kitni kamzor hai
                            Last edited by sccorpion81; 28 July 2007, 11:23.
                            sigpic

                            Comment


                            • #44
                              Re: manzilain apni jagah

                              Originally posted by neha_ahmad View Post
                              ager koi insan apni manzil pay phonchta hay to wahan phonch kay usay ey pata chalay kay ey to manizil hay hi nahi balkay wo to wahin khera hay jahan say chala tha.to?:tauba
                              kyuon aysa hota hay jis chez ko insan apni manzil samjhta hay jub waqt ki nao usay bohat dor tak lay ati hay or tub usay pata chalay kay ey to manzil hay hi nahi.to?:tauba
                              aysy bohat say sawal hain is leay abhi bus itnay hi
                              :taubaufff pher itna mushkil sawal:khi:
                              sigpicHappy bhi

                              Comment


                              • #45
                                Re: manzilain apni jagah

                                jwab mila k aur jawab don>?

                                Comment

                                Working...
                                X