Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap k khaiyaal main?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: aap k khaiyaal main?

    Originally posted by khan
    AOA,

    Aap ka nokta parR k mokhtalif paya bohat khush rahain:)


    Sohail Abbasi.
    app bi kush rahin......... thanks ......
    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

    Comment


    • #17
      Re: aap k khaiyaal main?

      Originally posted by khan
      AOA,

      Us pe zulm ye k jab hamare qareebi halke garr ahsa kam karain:)


      Sohail Abbasi.
      wasalam

      aur shayed ye talkhi sab sey bhari hey...ghaeron sey barh kar apnon ki khudhgharzi dukh deyti hey.




      Comment


      • #18
        Re: aap k khaiyaal main?

        Koi bhi aisa sach jo kisi key khawabon ka ghar jala dey :)

        Comment


        • #19
          Re: aap k khaiyaal main?

          Originally posted by aas
          Duniya khud hi aik tulk haqeekat hai....

          Fani....
          ..sooooooooooooooooooo true :)

          Zindagii mein sada muskaratay raho
          Baant'ni hai agar baant lo har khushi
          Gham na zahir karo tum kisi per kabhi
          Dil ki gehraai mein ghum chupatay raho
          Zindagii mein sada muskaratay raho

          Comment


          • #20
            Re: aap k khaiyaal main?

            Originally posted by WorThless
            Koi bhi aisa sach jo kisi key khawabon ka ghar jala dey :)
            ..hmmmmmmmmmmmmmm :)

            Zindagii mein sada muskaratay raho
            Baant'ni hai agar baant lo har khushi
            Gham na zahir karo tum kisi per kabhi
            Dil ki gehraai mein ghum chupatay raho
            Zindagii mein sada muskaratay raho

            Comment


            • #21
              Re: aap k khaiyaal main?

              Originally posted by Bheegi Shaam
              ..hmmmmmmmmmmmmmm :)
              Ki hoya

              Comment


              • #22
                Re: aap k khaiyaal main?

                Originally posted by WorThless
                Ki hoya
                ..kuch nahi


                achi lagi thi aap ki baat :)

                Zindagii mein sada muskaratay raho
                Baant'ni hai agar baant lo har khushi
                Gham na zahir karo tum kisi per kabhi
                Dil ki gehraai mein ghum chupatay raho
                Zindagii mein sada muskaratay raho

                Comment


                • #23
                  Re: aap k khaiyaal main?

                  Originally posted by Bheegi Shaam
                  ..kuch nahi


                  achi lagi thi aap ki baat :)
                  Merey nazdeek mujhey yehi laga ..!!

                  Comment


                  • #24
                    Re: aap k khaiyaal main?

                    Originally posted by WorThless
                    Merey nazdeek mujhey yehi laga ..!!
                    ..ye baat bilkul such hai :)

                    Zindagii mein sada muskaratay raho
                    Baant'ni hai agar baant lo har khushi
                    Gham na zahir karo tum kisi per kabhi
                    Dil ki gehraai mein ghum chupatay raho
                    Zindagii mein sada muskaratay raho

                    Comment


                    • #25
                      Re: aap k khaiyaal main?

                      Originally posted by Bheegi Shaam
                      ..ye baat bilkul such hai :)
                      Chalo kuch to sach kaha main ney :)

                      Comment


                      • #26
                        Re: aap k khaiyaal main?

                        Duniya wahi hai jo aaj se hazaron saal pehle thi, subah hona shaam ka hona raat phir din, naa suraj ki roshni mein kami aayi hai, naa chand ki chandni mein, darya wahi apni maujon se bah rahi, agar kuchh badla hai to wo hai Insaan, ham log, ham log badal gaye, ham logon ke aankhen badal gayi dekhne ka nazariya badal gaya apni falah ke liye suraj o chand ki roshni ko kam kar diye, daryaon ka rukh mod diya aur gande bhi kar diya...
                        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                        Comment


                        • #27
                          Re: aap k khaiyaal main?

                          Originally posted by WorThless
                          Koi bhi aisa sach jo kisi key khawabon ka ghar jala dey :)

                          AOA,

                          MashaAllah:)


                          Sohail Abbasi.
                          Apna haq ada karo.

                          Comment


                          • #28
                            Re: aap k khaiyaal main?

                            Originally posted by Spy009
                            Duniya wahi hai jo aaj se hazaron saal pehle thi, subah hona shaam ka hona raat phir din, naa suraj ki roshni mein kami aayi hai, naa chand ki chandni mein, darya wahi apni maujon se bah rahi, agar kuchh badla hai to wo hai Insaan, ham log, ham log badal gaye, ham logon ke aankhen badal gayi dekhne ka nazariya badal gaya apni falah ke liye suraj o chand ki roshni ko kam kar diye, daryaon ka rukh mod diya aur gande bhi kar diya...
                            AOA,

                            Ji baja farmaya iss k bawajood insaan mohtaaj rahye ga rabulizaat ka:)


                            Sohail Abbasi.
                            Apna haq ada karo.

                            Comment


                            • #29
                              Re: aap k khaiyaal main?

                              Duniya Intihayi khoobsurat magar fani hai"
                              sigpic

                              Comment


                              • #30
                                Re: aap k khaiyaal main?

                                Originally posted by khan View Post
                                AOA,

                                Bohat kam hamanhangi payi jati hai afraad main iss liye har aik ki soch mokhtalif hoti hai aap k khaiyaal main dunya ki talkh haqeeqat kia hai?


                                Sohail Abbasi.

                                chalo byi saraay batao..........
                                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                                Comment

                                Working...
                                X