Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap k khaiyaal main?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aap k khaiyaal main?

    AOA,

    Bohat kam hamanhangi payi jati hai afraad main iss liye har aik ki soch mokhtalif hoti hai aap k khaiyaal main dunya ki talkh haqeeqat kia hai?

    Sohail Abbasi.
    Apna haq ada karo.

  • #2
    Re: aap k khaiyaal main?

    meree khiall mein dunia ki talkh haqeeqat baddbeeni haii..... dosroo ko khush nahi dik saktii.......... jelousy.......
    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

    Comment

    • #3
      Re: aap k khaiyaal main?

      Duniya khud hi aik tulk haqeekat hai....

      Fani....

      Comment

      • #4
        Re: aap k khaiyaal main?

        life is so beautifull...
        lakin buhat kaam loog samajty hain..
        aur jo samjana nahi chahty
        wo es ko talakh kehty hain...
        enjoy your life.

        Comment

        • #5
          Re: aap k khaiyaal main?

          Originally posted by khl
          life is so beautifull...
          lakin buhat kaam loog samajty hain..
          aur jo samjana nahi chahty
          wo es ko talakh kehty hain...
          enjoy your life.
          Well ofcourse life is beautiful...depends on your circumstances ....

          But the truth remains...

          It's inevitable END..... isn't it !!!

          Comment

          • #6
            Re: aap k khaiyaal main?

            Originally posted by aas
            Well ofcourse life is beautiful...depends on your circumstances ....

            But the truth remains...

            It's inevitable END..... isn't it !!!
            .................................................
            lakin hum apny halat khudh hee paida kerty hain
            hum apny khawhishat ko aur ziyada berhaty hain.
            apny syy oper wali kee taraf dekhty hain.
            achy aany waly KAL ka entizar kerty hain.

            aaj kuch nahi kerty......
            jiss haal main hun us haal main kabi nahi khush huty...
            wo kia hay k doseron ka oncha matha dekh ker apna phaad laity hain.
            ALLAH kee nahmaton ka shuker nahi kerty aur mangty hain.

            Comment

            • #7

              Hmm , dilchusp tubsara kiya hai aap nain...
              Laiken main to shuroo se hi kuch aur keh reha hoon....aur aap..meri baat per...kuch aur ....

              Aik baar phir ghaur fermain....shayed aap ki samajh main aa hi jaye....

              nahin to bunda hazir hai....

              Comment

              • #8
                Re: aap k khaiyaal main?

                Originally posted by aas
                Duniya khud hi aik tulk haqeekat hai....

                Fani....
                bilkul sahi kaha :rose

                Comment

                • #9
                  Re: aap k khaiyaal main?

                  Originally posted by khan
                  AOA,

                  Bohat kam hamanhangi payi jati hai afraad main iss liye har aik ki soch mokhtalif hoti hai aap k khaiyaal main dunya ki talkh haqeeqat kia hai?

                  Sohail Abbasi.
                  KHUD GHARZI.....duniya ki talkh tareen haqeeqat merey nazdeek

                  Comment

                  • #10
                    Re: aap k khaiyaal main?

                    Originally posted by aas
                    Hmm , dilchusp tubsara kiya hai aap nain...
                    Laiken main to shuroo se hi kuch aur keh reha hoon....aur aap..meri baat per...kuch aur ....

                    Aik baar phir ghaur fermain....shayed aap ki samajh main aa hi jaye....

                    nahin to bunda hazir hai....
                    dear mujy sab samaj hay
                    khush rahoo:welcome: :phool:

                    Comment

                    • #11
                      Re: aap k khaiyaal main?

                      Originally posted by Hala
                      meree khiall mein dunia ki talkh haqeeqat baddbeeni haii..... dosroo ko khush nahi dik saktii.......... jelousy.......
                      AOA,

                      Aap ka nokta parR k mokhtalif paya bohat khush rahain:)

                      Sohail Abbasi.
                      Apna haq ada karo.

                      Comment

                      • #12
                        Re: aap k khaiyaal main?

                        Originally posted by aas
                        Duniya khud hi aik tulk haqeekat hai....

                        Fani....
                        AOA,

                        Ji aap ka nakta e nazar b baja hai dunya b yaqeenan....:)

                        Sohail Abbasi.
                        Apna haq ada karo.

                        Comment

                        • #13
                          Re: aap k khaiyaal main?

                          Originally posted by khl
                          life is so beautifull...
                          lakin buhat kaam loog samajty hain..
                          aur jo samjana nahi chahty
                          wo es ko talakh kehty hain...
                          enjoy your life.

                          AOA,

                          Janaab iss main koi shak nain zindagi fitri tor pe rangeen hai lakin sab iss rangeeni ko nain pa sakte halaat bahz o kat khud ban jate hain:)

                          Sohail Abbasi.
                          Apna haq ada karo.

                          Comment

                          • #14
                            Re: aap k khaiyaal main?

                            Originally posted by aas
                            Well ofcourse life is beautiful...depends on your circumstances ....

                            But the truth remains...

                            It's inevitable END..... isn't it !!!
                            AOA,

                            Janaab k irshadaat koli tor pae bajja hain aap ka bohat shukria:)

                            Sohail Abbasi.
                            Apna haq ada karo.

                            Comment

                            • #15
                              Re: aap k khaiyaal main?

                              Originally posted by kanwal
                              KHUD GHARZI.....duniya ki talkh tareen haqeeqat merey nazdeek
                              AOA,

                              Us pe zulm ye k jab hamare qareebi halke garr ahsa kam karain:)

                              Sohail Abbasi.
                              Apna haq ada karo.

                              Comment

                              Working...
                              X