Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kamyabi!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Kamyabi!

    Originally posted by *Pooky* View Post
    :duaAmeen Sum AMeen:phool:
    Thank you but me saath mein sharminda bhi ho gaya :D
    :thmbup:

    Comment

    • #47
      Re: Kamyabi!

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Thank you but me saath mein sharminda bhi ho gaya :D

      :kr: Sharam tu ap may kout kout:hathora kay bhari pari ha:khi:
      is ma sharminda honay wali kiya baat ha:tomato:

      Comment

      • #48
        Re: Kamyabi!

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Aur aap ka jawaab bhi hameesha ki tarah kafi logical aur comprehensive he
        :lol

        Jawab to mey poora diya hi nahi :donno:

        @Topic!

        Pooky :D
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #49
          Re: Kamyabi!

          Originally posted by *Pooky* View Post
          :kr: Sharam tu ap may kout kout:hathora kay bhari pari ha:khi:
          is ma sharminda honay wali kiya baat ha:tomato:
          Ager yeh baat he to phir tum ne meri duaa sahi se perhi nahi :bhago:
          :thmbup:

          Comment

          • #50
            Re: Kamyabi!

            Originally posted by bloo View Post
            :lol

            Jawab to mey poora diya hi nahi :donno:

            @Topic!

            Pooky :D
            mere khyaal mein aap khudgarzi ke bagair kaamyaab ho saktay hein aur achay tareekay se kaamyaab ho saktay hein...haan aap apna nuksaan na karein, jahan se faida hota he usay hasil karein lekin khud-garzi na karein...kisi ka haq na maarein...this is what i think
            :thmbup:

            Comment

            • #51
              Re: Kamyabi!

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              mere khyaal mein aap khudgarzi ke bagair kaamyaab ho saktay hein aur achay tareekay se kaamyaab ho saktay hein...haan aap apna nuksaan na karein, jahan se faida hota he usay hasil karein lekin khud-garzi na karein...kisi ka haq na maarein...this is what i think
              nahi mey ney haq maarney ki baat nahi ki hai.....okay i give u aik misaal

              Meyrey jab bhi exams hotey hien ya koi bhi time ho m always available for my friends...wo mujhey kabhi bhi phone ker key ya even they ask to meet in library coz they are facing probs. i help them alot....extreme had tak ....aur meyri aik aur friend hai wo hamesha hi daanT deyti hai key in sab ko exams key sey pehley poochna chahiye na key uss key duaran.....ya phir kuch aeysey friends hein jo key meyrey class fellows to nahi hien like they are usually free when im having exams...un ko bhi koi massla ho not related to studies but yunheeN ....they call me .....i get happy to help them magar meyra time theek thaak nikal jata hai .....aur ye cheez meyrey parents ko bi nahi pasand wo ye kehtey hien key doosroN help kerney key sath khud apni studies ko aur revisions ko bhi theek thaak acha time duN...

              mey ye nahi kehti key mujhey help nahi kerni chahiye magar thora sa khudgarz hona chahiye...kyun key meyra apna time bhi to imp. hai...

              sorry for this long story :lol magar this wat i meant by "insaan ko thora sa khudgarz hona chahiye"....
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #52

                yeh saara aap ne likha he

                mujay yakeen nahi aa raha :khi:

                Dekhiye, aisi soorat-e-haal se mein bhi guzra hoon, mein raat ko perh leta tha jub koi mujay tang nahi kerta tha :khi:exam days mein din ke time to mein cricket kheel ke time guzaarta tha...khair khud bhi perhna chahiye doosron ki help bhi kerni chahiye...haan ager time kum he to aap apni studies ki taraf tawaju do, yeh aap ki majboori ho sakti he...khudgarzi nahi :na:
                :thmbup:

                Comment

                • #53
                  Re: Kamyabi!

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Ager yeh baat he to phir tum ne meri duaa sahi se perhi nahi :bhago:
                  :Dparhi thi ap ki dua aur Ameen bhi souch samjh kar hi kaha tha:eye:

                  Originally posted by bloo View Post
                  :lol

                  Jawab to mey poora diya hi nahi :donno:

                  @Topic!

                  Pooky :D

                  aj kal ki duor ki hi baat ha har koi khudgarz hota ja raha ha :donno:...jesay dekh yahi kahta ha kah agar hum khudgarz na howay tu kamyab nhi hosaktay!!!
                  log dost ya souch kar banatay hain kah is se hum se koi faida bhi hoga kah nahi! aj kal pre-planed friends:fuming: bana nay ka rawaj ha!
                  jab humay koi khudgarz insaan milay aur apna kam nikal kar woh chala jay tu hum us ko kostay rahtay hain phir wohi kam jo us shakhs nay kiya khud bhi kartay hain ya nahi souchtay :donno:kah ya kkhudgarzi ha.....hum bas ya kha datay hain kah khudgarzi is dour ki zaroort ha

                  Comment

                  • #54
                    Re: Kamyabi!

                    Originally posted by *Pooky* View Post

                    :donno:bhai apnay kam se kam rkahana aik kesam ki khudgarzi hi ha
                    kiya pata ap ka ya amal appkay kesi apnay ko hurt karta ho:donno:
                    Is tarhan tu sab apnay ap mai hi rahay aur asi chiz sab rakhain tu insaniyat naam ki chiz hi na rahay:donno:kesi ko kesi ki fiqar hi no ho!
                    Insaan khud akela par jata ha
                    acha par aaj kal zamanhi aasa hai jab kiss ko apna sath free karoo tu wo app ko bohat naqsan b daysakta hai.............
                    iss liye apnay kaam se kaam rakna chihiye

                    I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

                    Comment

                    • #55
                      Re: Kamyabi!

                      Originally posted by *Pooky* View Post
                      Assalam-o-ALikum!:salam:

                      ummid ha ap sab khariyat se hongay
                      APP sab ko batana ha kah:donno:
                      kiya kamyabi hasil karnay kay liya khudgarz hona zaroori ha?
                      kiya ap khabi khudgarz howay apna maqsad hasil karnay kay liya?

                      aur app kes had tak khudgarz hotay hain?:tauba
                      I just know one thing if u want to b sucess in yr life you have to follow the following

                      1: Plan while others are playing

                      2: Study while others are sleeping

                      3: decied while others are delaying

                      4: Prepare while others are daydreaming

                      5: Work while others are wishing

                      Comment

                      • #56
                        Re: Kamyabi!

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post

                        yeh saara aap ne likha he

                        mujay yakeen nahi aa raha :khi:

                        Dekhiye, aisi soorat-e-haal se mein bhi guzra hoon, mein raat ko perh leta tha jub koi mujay tang nahi kerta tha :khi:exam days mein din ke time to mein cricket kheel ke time guzaarta tha...khair khud bhi perhna chahiye doosron ki help bhi kerni chahiye...haan ager time kum he to aap apni studies ki taraf tawaju do, yeh aap ki majboori ho sakti he...khudgarzi nahi :na:
                        larkey diff. tareekey sey perhai kertey hein aur larkiyaN diff. tareekey sey......mey apney bhai key muqabley mey double perhti hun magar gardes uss key hi hamesha achey atey hein :D

                        agar ye majboori hoti hai to .... phir mey kha makha issey khudgarzi kehti hun :donno:

                        Originally posted by *Pooky* View Post

                        aj kal ki duor ki hi baat ha har koi khudgarz hota ja raha ha :donno:...jesay dekh yahi kahta ha kah agar hum khudgarz na howay tu kamyab nhi hosaktay!!!
                        log dost ya souch kar banatay hain kah is se hum se koi faida bhi hoga kah nahi! aj kal pre-planed friends:fuming: bana nay ka rawaj ha!
                        jab humay koi khudgarz insaan milay aur apna kam nikal kar woh chala jay tu hum us ko kostay rahtay hain phir wohi kam jo us shakhs nay kiya khud bhi kartay hain ya nahi souchtay :donno:kah ya kkhudgarzi ha.....hum bas ya kha datay hain kah khudgarzi is dour ki zaroort ha
                        haan
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #57
                          Re: Kamyabi!

                          Originally posted by snobbish View Post
                          I just know one thing if u want to b sucess in yr life you have to follow the following

                          1: Plan while others are playing

                          2: Study while others are sleeping

                          3: decied while others are delaying

                          4: Prepare while others are daydreaming

                          5: Work while others are wishing
                          lol good one...
                          iss ko ham 10/10 ki rating deytey hein :D
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #58
                            Re: Kamyabi!

                            Originally posted by bloo View Post
                            lol good one...
                            iss ko ham 10/10 ki rating deytey hein :D

                            lakien iss mien dant deakne ki kiya lood hai

                            rating do aor 10/10 ki dant nahi deakhoo

                            daando ja'ya karda ki ey :khi:

                            Comment

                            • #59
                              Re: Kamyabi!

                              Originally posted by snobbish View Post
                              I just know one thing if u want to b sucess in yr life you have to follow the following

                              1: Plan while others are playing

                              2: Study while others are sleeping

                              3: decied while others are delaying

                              4: Prepare while others are daydreaming

                              5: Work while others are wishing
                              Great!!!! points
                              thanks for your reply:salam:

                              Comment

                              Working...
                              X