Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kamyabi!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kamyabi!


    Assalam-o-ALikum!:salam:


    ummid ha ap sab khariyat se hongay
    APP sab ko batana ha kah:donno:
    kiya kamyabi hasil karnay kay liya khudgarz hona zaroori ha?
    kiya ap khabi khudgarz howay apna maqsad hasil karnay kay liya?
    aur app kes had tak khudgarz hotay hain?:tauba


  • #2
    Re: Kamyabi!

    khudgarz se kiya morad hai!!!

    I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


    Comment


    • #3
      Re: Kamyabi!

      kamyabi ke leay khud gharzi zaruri nahi he

      Comment


      • #4
        Re: Kamyabi!

        Originally posted by champion_pakistani View Post
        khudgarz se kiya morad hai!!!
        :hathorakhudgarzi ka nahi pata!

        matlaab app logo se zyada apnay maqsad apni success ko importance do:slap:jo kay ajj kay zamnay ma sab kartay ha:tomato:



        Originally posted by hamzad View Post
        kamyabi ke leay khud gharzi zaruri nahi he
        kiun?aur kasay?:donno:

        Comment


        • #5
          Re: Kamyabi!

          Originally posted by *Pooky* View Post

          kiun?aur kasay?:donno:
          dunya me bohat se kamyab log hen jo bina kisi khud gharzi ke kamyab huey.kamyabi hasil karne ke leay saaf neyat,mehnat or mustakil mizaji zaruri he baki har tarah ki kamyabi or nakami Allah ke hukam se he:)

          Comment


          • #6
            Re: Kamyabi!

            Originally posted by *Pooky* View Post
            :hathorakhudgarzi ka nahi pata!

            matlaab app logo se zyada apnay maqsad apni success ko importance do:slap:jo kay ajj kay zamnay ma sab kartay ha:tomato:
            sister app ne iss ko khudgarzi ka naam diya hai.par i think ye khudgarzi nahi apnay kaam se kaam rankna chahiye...q k te zamana hiaasa hai..............................................

            I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


            Comment


            • #7
              Re: Kamyabi!

              Buhat zarori hay

              Comment


              • #8
                Re: Kamyabi!

                Hmmmmm... Kamyaabi... aur khudgarzi... yeh doo word unhi ki life mein aa sakte hain jo extremist ho..:).. jis ke nazdeek jeet hi sub kuch ho.... aur rahi baat humari... tu hum bata chuke hain ke when I was small hum akser zid ker ke jeeta karte the games mein.... us waqt haarna hume insulting lagta tha.:razz.. per Allah ka fazal shaor mein aane ke baad hume aisa koi khabt nahi raha... aur na khudgarzi ki kabhi... Allhmdullilah... :blush:

                Comment


                • #9
                  Re: Kamyabi!

                  acha sawal hai pooky :D
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #10
                    Re: Kamyabi!

                    khudgarz kay bagr kuch naheen mita..............
                    apnay kam say kaam hona chahiye...............

                    :donno:BYE :donno:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Kamyabi!

                      Originally posted by champion_pakistani View Post
                      sister app ne iss ko khudgarzi ka naam diya hai.par i think ye khudgarzi nahi apnay kaam se kaam rankna chahiye...q k te zamana hiaasa hai..............................................
                      :thmbup: u are allright

                      :donno:BYE :donno:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Kamyabi!

                        Originally posted by bloo View Post
                        acha sawal hai pooky :D
                        Aur aap ka jawaab bhi hameesha ki tarah kafi logical aur comprehensive he
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #13
                          Re: Kamyabi!

                          khud gharzi kisi bhi haal mein achi nahi hoti chahay wo financial makasid hasil kerne ke liye ho ya kisi aur maksad ko hasil kerne ke liye.

                          khudgarzi ke bagair kamyabi hasil ke ja sakti he, bulke ziada achay tareekay se hasil ki ja sakti he
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Kamyabi!

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            khud gharzi kisi bhi haal mein achi nahi hoti chahay wo financial makasid hasil kerne ke liye ho ya kisi aur maksad ko hasil kerne ke liye.

                            khudgarzi ke bagair kamyabi hasil ke ja sakti he, bulke ziada achay tareekay se hasil ki ja sakti he
                            sahi !!!! app khudgarzi kiya bagair apnay maqsad hasil kartay hain!
                            tu phir jab log khudgarz hokar apna maqsad hasil kartay hain tu ap ko kasa lagta ha>?Asay logo kay baray ma ap kiya kahien gay?:donno:



                            Originally posted by baykamal
                            kiya kamyabi hasil karnay kay liya khudgarz hona zaroori ha?
                            ab to yai hay k kaamyabi kisay kehtay haiN ??? kuch log to khud gharz honay ko hi kaamyaabi kehtay haiN aur kaee log aisay haiN jo inn khud gharz logoN ko nihayat baygharzi say kaamyaab karaatay haiN.. to khud gharz b apnay aap ko kaamyaab samajhta hay aur wo bay gharz to hotay hi kaamyaab haiN... laikin wo yai bay gharzi wala kaam shadeed khud gharzi say kartay haiN apnay aap pay farz gardaantay haiN kisi ko kaamyaab daikhna. aur madad karna..
                            kiya ap khabi khudgarz howay apna maqsad hasil karnay kay liya?
                            oh bilkul balkay maiN to samajhta hooN aaj kal k daur maiN khud gharz huay bina maqsad hasil karna hi kaamyaabi hay. ALLAH ka karam uss pay hota hay jo bay gahrz ho.. nihayat kaamyab laikin baat wohi hay k kaamyaabi aap k nazdeek hay kya ?? sakoon khidmat ya uljhan paisa ?? to jaisay mind hay waisay hi kaamyaab haiN log...
                            aur app kes had tak khudgarz hotay hain?
                            aap yaqeen karaiN k iss k baghair kaamyaabi nahi agar kisi nay kisi ki madad b karni hay to wo yai chahay ga k koi aur b iss ki madad na karay maiN hi karooN... jaisay eidhi saab kitnay khud gharz haiN aur shayed hi kisi moqay pay kisi ko kaam karnay daitay hoN khud hi lagay rehtay haiN.. farz samajh k..

                            ummeed hay k aap ko baat samajh aa gaee ho gi k khud gharzi koi buri cheez nahi hay bass positive honi chahiyai... kisi k liay rukawaT na ho...
                            Baykamal

                            Baykamal jee apnay bohat acha reply kiya:phool:
                            khudgarzi Positive hi honi chiaya!AP kay ird gird kitnay log positive khudgarzi rakhtay hain!!!
                            aur kitnay negative khudgarzi kay malik ha? aur unkay liya ap kiya kahna chahain gay:donno:
                            Last edited by fari; 21 July 2007, 07:59.

                            Comment


                            • #15
                              Re: Kamyabi!

                              Originally posted by hamzad View Post
                              dunya me bohat se kamyab log hen jo bina kisi khud gharzi ke kamyab huey.kamyabi hasil karne ke leay saaf neyat,mehnat or mustakil mizaji zaruri he baki har tarah ki kamyabi or nakami Allah ke hukam se he:)
                              :thmbup:


                              Originally posted by champion_pakistani View Post
                              sister app ne iss ko khudgarzi ka naam diya hai.par i think ye khudgarzi nahi apnay kaam se kaam rankna chahiye...q k te zamana hiaasa hai..............................................
                              :donno:bhai apnay kam se kam rkahana aik kesam ki khudgarzi hi ha
                              kiya pata ap ka ya amal appkay kesi apnay ko hurt karta ho:donno:
                              Is tarhan tu sab apnay ap mai hi rahay aur asi chiz sab rakhain tu insaniyat naam ki chiz hi na rahay:donno:kesi ko kesi ki fiqar hi no ho!
                              Insaan khud akela par jata ha

                              Comment

                              Working...
                              X