Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kamyabi!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Kamyabi!

    hehehe
    i got funcused and purged my post tusi tay boht taiz o ... hun meri post nazar b naee aa raee tay oday tay reply v hay... happened 1st tame in my PG lafe...
    Baykamal

    kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

    Comment


    • #17
      Re: Kamyabi!

      Kuch Log Hotay Hai Jo Kamyaabi Hasil Kertay Hai To Sirf Khudgharzi Ki Bunyad Per...lakin Meray Khyal Main Kamyabi Kay Liay Khudgharz Hona Zaroori Nai Hota...kaamyaabi Kay Liay Mehnat Aour Allah Ki Zaat Per Yaqeen Ki Zaroorat Hoti Hai...
      Apnay Aap Ko Hameessha Open Aour Doosron Kay Liay Tyaar Rakhna Chahiyay...

      Shukar Hai Allah Ka Kay Main Abhi Tak Iss "beemari" Say Mehfooz Hoon..

      Comment


      • #18
        Re: Kamyabi!

        Originally posted by *Pooky* View Post
        Assalam-o-ALikum!:salam:


        ummid ha ap sab khariyat se hongay
        APP sab ko batana ha kah:donno:
        kiya kamyabi hasil karnay kay liya khudgarz hona zaroori ha?
        kiya ap khabi khudgarz howay apna maqsad hasil karnay kay liya?
        aur app kes had tak khudgarz hotay hain?:tauba
        hmmmm.......
        maray khayal ma kamyabi hasil karnay ka leya khudgarz hona zaroori nahi ha...keyu ka jo kamyabi khudgaraz ho ka hasil ke jaya wo kamyabi nahi ha...:)
        sigpic

        Comment


        • #19
          Re: Kamyabi!

          Originally posted by baykamal View Post
          hehehe
          i got funcused and purged my post tusi tay boht taiz o ... hun meri post nazar b naee aa raee tay oday tay reply v hay... happened 1st tame in my PG lafe...
          Baykamal

          :kr: bohat kuch life ma first time hota ha ray Mamooooooooooo:khi::khi:

          ap ka jawab itna bura bhi nahi tha kah ap confused funcused hogay:D

          Comment


          • #20
            Re: Kamyabi!

            Originally posted by sher ali View Post
            Kuch Log Hotay Hai Jo Kamyaabi Hasil Kertay Hai To Sirf Khudgharzi Ki Bunyad Per...lakin Meray Khyal Main Kamyabi Kay Liay Khudgharz Hona Zaroori Nai Hota...kaamyaabi Kay Liay Mehnat Aour Allah Ki Zaat Per Yaqeen Ki Zaroorat Hoti Hai...
            Apnay Aap Ko Hameessha Open Aour Doosron Kay Liay Tyaar Rakhna Chahiyay...

            Shukar Hai Allah Ka Kay Main Abhi Tak Iss "beemari" Say Mehfooz Hoon..

            :mashaachi baat ha kah ap is bemari se mehfooz haaur hamesha asay hi rahian:salam:

            Comment


            • #21
              Re: Kamyabi!

              Originally posted by *Pooky* View Post
              sahi !!!! app khudgarzi kiya bagair apnay maqsad hasil kartay hain!
              tu phir jab log khudgarz hokar apna maqsad hasil kartay hain tu ap ko kasa lagta ha>?Asay logo kay baray ma ap kiya kahien gay?:donno:
              Mere makasad hasil hoon na hoon lekin mein khud-garz kabi nahi banta :na:

              Jo loog khudgarz ho ker makasad hasil kerte hein un ke liye mein sirf yahi ker sakta hoon :slap:

              Aisay loog bohat khud-garz hotay hein :khi:
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: Kamyabi!

                waise tum ne baykamal ki post ka reply to kia, lekin baykamal ki asal post kahan he???
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: Kamyabi!

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Mere makasad hasil hoon na hoon lekin mein khud-garz kabi nahi banta :na:

                  Jo loog khudgarz ho ker makasad hasil kerte hein un ke liye mein sirf yahi ker sakta hoon :slap:

                  Aisay loog bohat khud-garz hotay hein :khi:

                  bas Aik thapar se unko ahsaas dilatay hain kah woh khudgarz hain:khi:
                  kiya sab ko asay hi karna chiaya asay bohat zyada khudgarz logo kay sath:devilsmil


                  Comment


                  • #24
                    Re: Kamyabi!

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    waise tum ne baykamal ki post ka reply to kia, lekin baykamal ki asal post kahan he???
                    ankhain band karkay dekho nazar ajay gi :khi:

                    Baykamal apany reply kay baray ma confuse thay so unho nay khud del kar di:donno:

                    Comment


                    • #25
                      Re: Kamyabi!

                      Originally posted by *Pooky* View Post
                      Assalam-o-ALikum!:salam:


                      ummid ha ap sab khariyat se hongay
                      APP sab ko batana ha kah:donno:
                      kiya kamyabi hasil karnay kay liya khudgarz hona zaroori ha?
                      kiya ap khabi khudgarz howay apna maqsad hasil karnay kay liya?
                      aur app kes had tak khudgarz hotay hain?:tauba
                      w/salam Pooky g!

                      umm..sab kahain gay k nahi...kamyabi hasil karnay k liye khudgrz hona zaruri nahi, yet i think k ye sub non practical baat hay.

                      being practical,

                      yes...insaan ko selfish hona parta hay...b/c jo loag goal-oriented hotay hain na unhain sirf goal achieve karna hota hay...unkay liye unkay goals aur uss ko achieve karnay k tareeqay hee dimagh main rehtay hain...and no doubt aisay hee loag kamyab hotay hain.

                      BUT, woh selfish hona bhi selfish exactly hona nahi...kuch zindagi k goals aap doosro'n k liye achieve karna chahtay hain...jaisay aik businessman chahay g k woh apni family k liye stable business establish karay etc....aur woh isi ko as a goal lay kar agay chalay...iss main woh jaisay aap kehti hain na k 'selfish' hojye...to' i think iss main koi bura'ee nahi kiyun k iss tarah aap selfish nahi hongay to' apna goal kaisay achieve karain gay...but ofocurse ja'izz tareeqay say...
                      Finding truth - Finding love
                      These diamonds sparkle from lights above

                      Lorraine Venner

                      Comment


                      • #26
                        Re: Kamyabi!

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        khud gharzi kisi bhi haal mein achi nahi hoti chahay wo financial makasid hasil kerne ke liye ho ya kisi aur maksad ko hasil kerne ke liye.

                        khudgarzi ke bagair kamyabi hasil ke ja sakti he, bulke ziada achay tareekay se hasil ki ja sakti he
                        agreed

                        Comment


                        • #27
                          Re: Kamyabi!

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Mere makasad hasil hoon na hoon lekin mein khud-garz kabi nahi banta :na:

                          Jo loog khudgarz ho ker makasad hasil kerte hein un ke liye mein sirf yahi ker sakta hoon :slap:

                          Aisay loog bohat khud-garz hotay hein :khi:
                          :thmbup: good :rose
                          sigpic

                          Comment


                          • #28
                            Re: Kamyabi!

                            Originally posted by chalakie View Post
                            w/salam Pooky g!

                            umm..sab kahain gay k nahi...kamyabi hasil karnay k liye khudgrz hona zaruri nahi, yet i think k ye sub non practical baat hay.

                            being practical,

                            yes...insaan ko selfish hona parta hay...b/c jo loag goal-oriented hotay hain na unhain sirf goal achieve karna hota hay...unkay liye unkay goals aur uss ko achieve karnay k tareeqay hee dimagh main rehtay hain...and no doubt aisay hee loag kamyab hotay hain.

                            BUT, woh selfish hona bhi selfish exactly hona nahi...kuch zindagi k goals aap doosro'n k liye achieve karna chahtay hain...jaisay aik businessman chahay g k woh apni family k liye stable business establish karay etc....aur woh isi ko as a goal lay kar agay chalay...iss main woh jaisay aap kehti hain na k 'selfish' hojye...to' i think iss main koi bura'ee nahi kiyun k iss tarah aap selfish nahi hongay to' apna goal kaisay achieve karain gay...but ofocurse ja'izz tareeqay say...
                            App agar appni life ka goal apni family ki khushi ko babaan laitay hain to yaah achi baat zaroor hai magar usay achive karnain kia liya selfish hoona chahay apni family kay kahnain per hi ho kia achi baat hai.:na:

                            Comment


                            • #29
                              Re: Kamyabi!

                              Originally posted by chalakie View Post
                              w/salam Pooky g!

                              umm..sab kahain gay k nahi...kamyabi hasil karnay k liye khudgrz hona zaruri nahi, yet i think k ye sub non practical baat hay.

                              being practical,

                              yes...insaan ko selfish hona parta hay...b/c jo loag goal-oriented hotay hain na unhain sirf goal achieve karna hota hay...unkay liye unkay goals aur uss ko achieve karnay k tareeqay hee dimagh main rehtay hain...and no doubt aisay hee loag kamyab hotay hain.

                              BUT, woh selfish hona bhi selfish exactly hona nahi...kuch zindagi k goals aap doosro'n k liye achieve karna chahtay hain...jaisay aik businessman chahay g k woh apni family k liye stable business establish karay etc....aur woh isi ko as a goal lay kar agay chalay...iss main woh jaisay aap kehti hain na k 'selfish' hojye...to' i think iss main koi bura'ee nahi kiyun k iss tarah aap selfish nahi hongay to' apna goal kaisay achieve karain gay...but ofocurse ja'izz tareeqay say...
                              :phool:Thanks for ur reply dearo:eye:

                              per business establish karna aur us kay liya family ko ignore kar daina........selfishness ha jo kah ap kay lahaz se buri baat nhi .......:embarasse

                              per ma ap se agree nahi karti........jes family kay liya woh business establish kar rahaa ha jab woh itna bara kam kar sakta ha tu woh kiya apni family kay liya ik pal bhi nahi nikal sakta ,unkay sath kuch waqt bhi share nai karsakta ya baat selfishness ma hi ati ha!!!!
                              jasay business ki har zaroori meeting kay liya waqt nikala ja sakta ha wasay hi family kay liya bhi waqt nikala ja sakta ha!! aur meray khiyal se family is more imp than any thing else in this world


                              Originally posted by SAIRA View Post
                              agreed
                              SAIRA urf khamosh member of PeghamAp khudgarz logo ko kiya sabaq daina chaiaen gi!
                              Last edited by fari; 21 July 2007, 09:09.

                              Comment


                              • #30
                                Re: Kamyabi!

                                Originally posted by chalakie View Post
                                w/salam Pooky g!

                                umm..sab kahain gay k nahi...kamyabi hasil karnay k liye khudgrz hona zaruri nahi, yet i think k ye sub non practical baat hay.

                                being practical,

                                yes...insaan ko selfish hona parta hay...b/c jo loag goal-oriented hotay hain na unhain sirf goal achieve karna hota hay...unkay liye unkay goals aur uss ko achieve karnay k tareeqay hee dimagh main rehtay hain...and no doubt aisay hee loag kamyab hotay hain.

                                BUT, woh selfish hona bhi selfish exactly hona nahi...kuch zindagi k goals aap doosro'n k liye achieve karna chahtay hain...jaisay aik businessman chahay g k woh apni family k liye stable business establish karay etc....aur woh isi ko as a goal lay kar agay chalay...iss main woh jaisay aap kehti hain na k 'selfish' hojye...to' i think iss main koi bura'ee nahi kiyun k iss tarah aap selfish nahi hongay to' apna goal kaisay achieve karain gay...but ofocurse ja'izz tareeqay say...
                                hmmmmm..........
                                aray janab app ke last wale bat theak nahi ha koi be business man ya koi be kam kar nay wala yah nahi chaha ga ka wo apni family ko asa business srable kar ka da jo khudgarzi ke seri chara ho kamaz kam maray nazeek yah theak nahi ka koi asa sochay.....
                                aur jaha tak app khudgarz banna ke bat karta haan to yah koi sirif apnay tak mahdood rah kar kar sakta ha.... koi apnay gar walo ko asi base nahi bana k da ga gis ke bunyaday khokli hoon.........keyu ka khudrarzi sa keya huya kam zayada dar to tik nahi sakta.......
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X