Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Debate...............................>

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Debate...............................>

    Originally posted by sweet_alveena View Post
    kon kon sa channel locked kureen gay hum loog...
    PTV .... CArtoon net work...............
    oor bohat saaray...................
    mari dost lucky nay kahan app PTV bhi locked kar saktay hoo
    acha hum PTV locked kardeen gay tu kiya dekaheen gay,,,,

    shaaaaaaaaaaaah sahaaaaaaaaaaaaahn...:khi: :khi: :khi: :khi:
    Pakistan ki 70% aabadi dihatioon ki hay.wahan PTV hi hota hay bus or bus:tauba
    PTV ko lock na kroo:tauba
    Bachon k laiy aik tim emoqarrar kr dain jab PTV pr bachon k liay achi achi nashriyat paish ki jaa rahi hoon .Bachy jab TV pr apny motaliq kuch daikhain gay to un logoon ki dilchaspi brhay ge woh dossron say bilmoqabil hona sekhain gay.TV pr kuch nashriyat bachon k liay bhi hoti ahin to woh Bachy daikh bhi skty hain or un say bohat kuch hasil bhi kr skty hain.
    nahi app shaaaaaan shaaaaaan na daikhain bl k bachon ko abhi say sekhain k unhain kia krna hay or kai nahi krna.
    itni ummare k bachon ko kia nahi ekhaya ja skta?kai nahi btaya ja skta ?yeh baat zaror hay k unhain smajhny main thore der lagti hay or kafi mehnat ki zarorat hoti hay lakin is ka mtlab yeh nahi k hum apni jaan chodany k liay bachon ko hr chez say rokty he chally jain.

    Comment


    • #47
      Re: Debate...............................>

      Originally posted by bloo View Post
      Meyri aik aur muazaz sathi lucky ka mauqaf hai key "TV mallomaat or tafreeh ka ahm or behtreen zareea hai."

      aur mey un sey kahun gi key TV aik behtareen tafreeh aur maloomati zarya nahi hai. Aap ye baat maan lijiye!

      Tafreeh kehtey hein aik seyhat mand actiivity ko! aur tv deykhney sey jahan zehni salhiyateiN mutassir hoti hein (in ka ziker mey apni pehli post mey ker chuki hun) wahan seyhat per bhi kafi manfi assraat hein jaisey mautapa aur susti.iss key ilawa tv rays aankhoN key liye bhi bohot nuqsaan deh hein.

      ab aatey hein seyhat mand tafreeh kaisey aik bachey ko tv key ilawa kahan sey mil sakti hai

      1- Sports:-

      chunkey bachoN key ye saal un ki jismaani nash-o-numa key hotey hein to sports behtareen seyhat mand tafreeh hai

      2- bachon mey apas ka interaction:-

      Jaisey chotoN bachoN key parks hotey hein wahan pey bachey time guzaar saktey hien, yahaN na sirf bachey kheyltey hein balkey aik doosrey sey milney sey un ki communication skills paida hoti hein

      3- bachoN ka apney parents key sath waqt:-

      behtareen time, aik bacha jitna apney parents ko copy kerta hai utna wo kisi ko bhi nahi kerta hia

      4- Doosri activities:-




      etc etc


      ye activites hein jo aik bachey ki zeyhni salhiyatoN ko nikharta hai, uss key ander key chupi hui skills ko bahar nikalti heiN.......banisbat aik tv key jis key aagey beth ker mehaz bacha apni seyhat aur apni aankheiN hi barbaad kerta hai.
      g haan app nay bilkul theek kha k TV daikhny say ankhon k msayel paisa hoty hain .lakin agr hum aik hud tk hr chez ka istimaal karain hay to humary liay fiadamand he hogay koi noqsaan nahi ho ga.
      bacho k liay ayik time table bnain k usay is time main yeh krna, hay is main time main khailna hay,or is wqt apny dostoon k saath time pass krna hay,to phir is main koi hrj nahi k agr Bachy ka kuch time TV daikhny main bhi nikal jay .
      TV daikhny say bhi Bachy ki zehni slahiyat brqrar reh skti hay. jab TV pr bachon k proggram dekhay jaty hain to woh Bachon ki zehni slahiyat ko ujagr krny main bhi aham kirdar ada krty hain.
      app khud daikhy yehi Bachy kal ko bary bhi to hoon gay.phir yeh log app say nahi pochan gay k hum log kai karain or kai daikhain. phir yeh sab un logoon ki us trbiyat pr monhasir hota hay jo k chaar say baraan sall ki ummar main usay apny waldain say millti hay. to baad main pachtany say acha hay k hum log shorowaat he achi kr lain

      Comment


      • #48
        Re: Debate...............................>

        abi thak ye fasala nahi ho paya k bachoo ko tv watch karna chahi k nahi......................

        humray haan sub se ziyada star plus watch kiya jata hai.
        mostly ziyada tar dramoo main shahdi ki parties dikhaee jati hain.jis ki wajah se indian saqaafit Pakistan main parwan char rahi hai.jab bachay ye dramay watch karteen hai tu in k dimag main bohat se sawal peda hoteen hai.main app ko ik zati tajarbay ki baat bata hoon last kuch days phalay maray dost k bahi ki shadi thi.jab hum log shahdi se wapas aaray tha tu mare dost k sath ik bacha tha. jo shahid maray dost ka banja tha.us ne salwal kiya ka mamoon ..shahdi par mamoon ne na tu aag ke gird chakar lageen hain nahi apni wife ko har dala hai.mamoo ki shahdi kesay ho gi.hum sub haans pareey ..par aasa main hum rona chahiye q k TV say humray bachay apna deen Bool rahay hai.

        I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


        Comment


        • #49
          Re: Debate...............................>

          jesa kay maray dost champion pakistani nay bil kul theek kaha hay.jab bachay Tv par indians films and play dekhteen haiyn.
          tu wo bohat kuch whan say seekteen hainy.apnay curture ko bool jateen hainy.apni zaban urdu ko.wo bateen karte ho hindi use karteen haiy.un jasa labas,khana,or bohat kuch...............................join in movies aur plays maiy hota hay...

          :donno:BYE :donno:

          Comment


          • #50
            Re: Debate...............................>

            bacheen apnah ziyada time Tv deteen ha.apna homework nahe krtay.
            saat dear tak Tv dakhte ha.morrning time ko school say late ho jateen ha.kuch log khteen ha kay.
            mother and fother TV chanals lock kar deen.kiya wo 24 hors apnay bachoon kay sath raheen.:dua
            un kay pass itnah time hota ha.small bacoon ko TV say kuch nahe miltah:dua



            jaya he,jaya he.jaya he.

            Comment


            • #51
              Re: Debate...............................>

              wow mari team number one rena sis acha likah hai

              I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


              Comment


              • #52
                Re: Debate...............................>

                jab TV nahi tha tab kiya hota tha kiya bachay us time .........dule hotay thay nahi aasa nahi?
                wo b kiya zaman tha jab bachay apne dada dadi se kahni sontay thay ab to bachoo ko TV cartoons,Movies,
                or or dramoon say forsat hi nahi.................kisi bachay ko apnay baroo ka pata hi nahi...........
                pata nahi logo ko kiya hogeya hai

                I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                Comment


                • #53
                  Re: Debate...............................>

                  Originally posted by bloo View Post
                  salam again!

                  Meyrey aik mohtaram sathi ney meyri jin baatoN ko point out kiya hai un key jawabaat mey deyna chahun gi.

                  sab sey pehley unhoN ney kaha hai key baat 4 saal sey aagey ki ho rahi hai to mey un sey kahun gi key kaun sey wo log hein jo iss bat ka wait kertey hein key hamarey bachey 4 saal key hoN gey to wo tabhi hi tv deykh saktey hein??? Jo log nahi care kertey wo kisi bhi age per nahi kertey hein aur ye baat mey pehley keh chuki hun key tv pey aik shield nahi rakhi ja sakti hai.

                  Khas aaj key daur mey jab waledeyn ney tv ko aik sastey babysitter key taur pey isteymaal kerna shuru ker diya hai.kyun key un key zeyhan mey bhi yahi baat hoti hai jiss ka ziker meyrey sathi ney kiya hai "kahin na kahin information bhi chupi hoti he" halankey aeysa nahi hota hia .....leykin cahlein agar maan bhi lein key kaheen na kaheen information chupi hoti hai to mey kahun gi key 20% information aur 80% nuqsaanaat ..... insaan ko kya preffer kerna chahiye???

                  ab aatey hein vocabulary ki taraf ...meyrey sathi ka mauqaf tha key bachey vocabulary seekhte yhein wo bhi cartoon deykhtey huye to mey kahun gi majority cartoons mey slang isteymaal htoi hai


                  ab aatey hein cartoon list ki taraf jo meyrey sathi ney di hai....Ham tv cartoons ki baat ker rahy hein to iss mey wo saari cartoon movies nikaal deiN

                  iss key ilawa papaya da sailor man, pink panther etc ye sab cindrella key duar key cartoon hein :d

                  ab aatey hein aaj key daur key cartoons ki taraf jo aaj cartoon network pey nashar hotey hein jaisey

                  Jhony bravo!

                  iss cartoon ka wahid maqsad johny ka larkiyoN ka impress kerna hai

                  Power puff girls

                  iss mey violance hai

                  scooby doo

                  iss mey drawaney jinn baba aa jatey hein aur bachey in sey kafi khauf zada hotey hein :D


                  Aur apney sathi ki akhri baat key jawab mey phir sey yahi kehna chahun gi key 20% agar ham maan bhi leiN key information milti hai to 80% sara sar nuqsaanaat hain.
                  chalein mein ub aap ko mazeed clear kerne ki kooshish kerta hoon.

                  Baat wohi...churi sabzi kaatnay ke kaam aati he, is se aap kisi ki gardan bhi kaat saktay ho, baat to is ke sahi istamaal ki he. Jo parents 2, 3 saal ke buchon ko TV ke aagay bitha dete hein to yeh un walidein ka kasoor he, it is just like ke aap 2 maheenay ke buchay ko cerelac khilane lagein.

                  aur aap ne jo 80-20 ki ratio di wo to mujay deni chahiye TV ki favour mein, cuz jitnay points TV dekhnay ki favour mein mein ne diye shayad utnay aap us ke against nahi de paein.

                  Aap ne kaha ke cartoon mein slang use hoti he, aap Pakistan mein chalnay walay Cartoon Network dekhiye jo urdu mein he...aap ko pata chal jaye ga ke us mein kia istamaal hota he.

                  Mein ne itnay saaray cartoons ke naam likhay us mein se aap sirf 3 cartoons mein flaw nikaal paein...khair yeh bhi koi intha derje ke nahi hein...aur waise bhi buchon ke saamnay koshish keejiye ke zindagi ke ziada se ziada pehlu expose karein, ta ke bucha ziada seekhay, jaldi seekhay aur samaj ke seekhay. Buchay ka interaction jitnay ziada loogon se ho ga, jitni ziada cheezon se ho ga wo utna ziada seekhay ga, is liye TV aik bohat acha source of information bhi he buchon ko.

                  Aap khud he idea laga leejiye, mein khud to cartoons nahi dekhta, aur yeh jo itnay ziada cartoons ke naam liye hein mein ne bataon yeh naam mujay kis ne bataye...mere cousin ki 6 saala buchi ne...aik 6 saal ki buchi ager itni intelligent ho sakti he, ke itnay ziada cartoons ke naam yaad rakh sakay to aap khud he idea ker lijiye ke cartoons faida mund hein ya nuksaan de...us buchi ko her cartoon ke charector ka achi tarah se pata he...us buchi ki writting dekh lein jo ke bohat umda he, class mein 1st position hoti he us ki...she is so active and present minded girl...mere khyaal mein usay ziada nahi to 40% confidence to TV se he mila. Us ke walidein us buchi ke saath kabi kabi khud beth ke cartoons dekhtay hein, aur buchi ko batatay hein...usay yeh bhi pata he ke cartoons mein jin-bhoot yeh sub cheezein just entertainment ke liye shamil hein...wo nahi derti...cuz usay proper guidline bhi mil rahi he.

                  So, TV ka sahi istamaal TV ko buchon ke liye behtareen banata he. jub ke TV ka ghalat istamaal walidein ki Islaah ki taraf tawaju dilaata he. Jo walidein buchon ko TV per ghalat cheezein dikhatay hein un buchon se ziada walidein ko islaah ki zaroorat he...hope you get me
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #54
                    Re: Debate...............................>

                    Originally posted by champion_pakistani View Post
                    jab TV nahi tha tab kiya hota tha kiya bachay us time .........dule hotay thay nahi aasa nahi?
                    wo b kiya zaman tha jab bachay apne dada dadi se kahni sontay thay ab to bachoo ko TV cartoons,Movies,
                    or or dramoon say forsat hi nahi.................kisi bachay ko apnay baroo ka pata hi nahi...........
                    pata nahi logo ko kiya hogeya hai
                    Yeh to wohi baat he jub Car nahi thi to loog mer to nahi gaye thay, jub ahcay kapray nahi thay to loog nangay to nahi phirtay thay...your point is not powerful...is mein thoora sa wazan lao.

                    Buchon ko TV dikhao, aur achay programmes dikhao...you see...ub achay schools mein buchon ke liye Cartoons ka aik period hota he...jis mein sirf cartoons dikhaye jatay hein...phir buchay aapis mein cartoons ke charector ko discuss kerte hein, un mein aapis mein baat kerne ke liye aik topic mil jata he...aur yeh topic solely un ke interest ko meet kerta he. is tarah buchay sharp minded buntay hein, un ki observation power develop ho jati he wo ziada foresighted ho jatay hein...aur aaj ke baray baray educationist bhi in baaton ko bohat tawajo dene lagay hein...ub education mein revival aaya he...aap ko yeh cheezein anhooni lag rahi hein lekin bohat jald yeh silsila her school mein start ho ga :thmbup:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #55
                      Re: Debate...............................>

                      Originally posted by rena_satyal View Post
                      bacheen apnah ziyada time Tv deteen ha.apna homework nahe krtay.
                      saat dear tak Tv dakhte ha.morrning time ko school say late ho jateen ha.kuch log khteen ha kay.
                      mother and fother TV chanals lock kar deen.kiya wo 24 hors apnay bachoon kay sath raheen.:dua
                      un kay pass itnah time hota ha.small bacoon ko TV say kuch nahe miltah:dua
                      dear is mein buchon ka koi kasoor nahi...Ghar ke manager parents hotay hein...achay manager achay tareekay se sub kuch adjust ker lete hein. TV ko buchon ki kamzoori nahi bulke un ki zaroorat ke toor per dikhana chahiye, aur akalmand walidein yeh kaam bakhoobi kerte hein :)
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #56
                        Re: Debate...............................>

                        Originally posted by sweet_alveena View Post
                        kon kon sa channel locked kureen gay hum loog...
                        PTV .... CArtoon net work...............
                        oor bohat saaray...................
                        mari dost lucky nay kahan app PTV bhi locked kar saktay hoo
                        acha hum PTV locked kardeen gay tu kiya dekaheen gay,,,,

                        shaaaaaaaaaaaah sahaaaaaaaaaaaaahn...:khi: :khi: :khi: :khi:
                        Pakistan ki 70% aabadi dihatioon ki hay.wahan PTV hi hota hay bus or bus:tauba
                        jo jo channel acha nahi hai wo wo lock kren:tauba
                        PTV bnd kr dain gay to kia dekhain gay yahi question hai na aap ka?
                        aap apni kion soch rahy hain bachon ki sochain na:tauba
                        70% aabadi sara din TV hi dekhti rehti hai?:mm:
                        bachy prty nahin?sirf TV hi dekhty hain?
                        kuch time mukhtis hota hai na k nahi?

                        Originally posted by champion_pakistani View Post
                        Pakistan main sub se zida kon sa TV chanal watch kiya jata hai ?
                        i think star plus ya PTV
                        mery bhai aap ko smjh kion nahi aati
                        jab aap start say hi bachon ko kuch acha sikhana shoroo kren gay to bachy seekh jayen gay:tauba
                        jab unen btayen gay k kia ghlt hai kia sahi to hi unen pata chaly ga na

                        Originally posted by champion_pakistani View Post
                        abi thak ye fasala nahi ho paya k bachoo ko tv watch karna chahi k nahi......................

                        humray haan sub se ziyada star plus watch kiya jata hai.
                        mostly ziyada tar dramoo main shahdi ki parties dikhaee jati hain.jis ki wajah se indian saqaafit Pakistan main parwan char rahi hai.jab bachay ye dramay watch karteen hai tu in k dimag main bohat se sawal peda hoteen hai.main app ko ik zati tajarbay ki baat bata hoon last kuch days phalay maray dost k bahi ki shadi thi.jab hum log shahdi se wapas aaray tha tu mare dost k sath ik bacha tha. jo shahid maray dost ka banja tha.us ne salwal kiya ka mamoon ..shahdi par mamoon ne na tu aag ke gird chakar lageen hain nahi apni wife ko har dala hai.mamoo ki shahdi kesay ho gi.hum sub haans pareey ..par aasa main hum rona chahiye q k TV say humray bachay apna deen Bool rahay hai.
                        aap star plus star plus chillaty jaa rahy hain:tauba .star plus ki jaan chor dain or bachon ka sochain.jab bachy nain question kia tha tab usy btaya nahi k ye hamara culture nahi hai?hamary haan aisy shaadi nahi hoti?ye to aap logon ki ghalti hai na k indian channels dikhaaty hain bachon ko kia pata?

                        Originally posted by sweet_alveena View Post
                        jesa kay maray dost champion pakistani nay bil kul theek kaha hay.jab bachay Tv par indians films and play dekhteen haiyn.
                        tu wo bohat kuch whan say seekteen hainy.apnay curture ko bool jateen hainy.apni zaban urdu ko.wo bateen karte ho hindi use karteen haiy.un jasa labas,khana,or bohat kuch...............................join in movies aur plays maiy hota hay...
                        chalain aap nay ye to mana k bachy kuch na kuch TV say seekhty hain:khi: ab main btati hoon jab wo indian channels dekh kar ghlt baaten seekhty hain to achy channels daikh kr achi baaten b seekh skty hain.:lpop:
                        main nay theek kaha na?:tasali:

                        Originally posted by rena_satyal View Post
                        bacheen apnah ziyada time Tv deteen ha.apna homework nahe krtay.
                        saat dear tak Tv dakhte ha.morrning time ko school say late ho jateen ha.kuch log khteen ha kay.
                        mother and fother TV chanals lock kar deen.kiya wo 24 hors apnay bachoon kay sath raheen.:dua
                        un kay pass itnah time hota ha.small bacoon ko TV say kuch nahe miltah:dua
                        ye to parents ki zimmadaari hai na k pehly bachon ko home work krwayen phir TV.bachy 24 hour TV hi dekhty rehty hain?:mm:
                        ye to bohat ghalt baat hai 1hour ho 2 hoon bas itna bohat hai.smal bachy zyada jaldi seekhty hai

                        Originally posted by champion_pakistani View Post
                        jab TV nahi tha tab kiya hota tha kiya bachay us time .........dule hotay thay nahi aasa nahi?
                        wo b kiya zaman tha jab bachay apne dada dadi se kahni sontay thay ab to bachoo ko TV cartoons,Movies,
                        or or dramoon say forsat hi nahi.................kisi bachay ko apnay baroo ka pata hi nahi...........
                        pata nahi logo ko kiya hogeya hai
                        haan yahi to baat hai pata nahi logon ko kia ho gya hai.aap b un logon main shaamil hain.aap ko pata hai na k ghlt ho raha hai?to ab aap nahi chahen gay k bachy acha seekhian.bdlty wqt k saath saath har wo nae cheez istmaal krni chahiye jo hamary liye or hamary bachon k liye faidamand ho:tasali:
                        Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                        Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                        Comment


                        • #57
                          Re: Debate...............................>

                          Originally posted by lucky View Post
                          :tauba :tauba :tauba
                          bhai sahib itny khush na hon
                          main nay TV bnd krny ko nahi kaha
                          main nay channel bnd krny ka kaha hai:tauba
                          :tauba itna bhi nahi pata
                          TV hamesha band hota hia
                          or channel change hota hia:comfort:

                          Comment


                          • #58
                            Re: Debate...............................>

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            :tauba itna bhi nahi pata
                            TV hamesha band hota hia
                            or channel change hota hia:comfort:

                            musaddaq..no gupshup allowed:na:

                            Comment


                            • #59
                              Re: Debate...............................>

                              Judge TV. TV .TV yeh tv kiya haya.
                              bachoo kay liyeh naheen..bacha k liye enjoy karnay kay leyah bohat kuch hay.
                              Judge ab app khud fasla kroo..........app hi ab bachoo ko bacha saky hainy.
                              TV jesi baala say.........TV bachaoo kay liyah kissi balaa say kam naheen

                              :donno:BYE :donno:

                              Comment


                              • #60
                                Re: Debate...............................>

                                Originally posted by sweet_alveena View Post
                                app bilkul ghalt jaa rahi hain.
                                TV bori chez nahi hay app us kay istimaal say usay ghalat bnaa rahy hain.TV to nahi kehta k mujh pr yeh wala chanel he set karo gay to he main chalon ga.
                                Judges main app ko btati jaa rahi hoon k yeh ghalt cheez nahi hay is ka istimaal sahi kai jay to Bachon ko kuta'aan is baat say nahi rook skty k woh TV na daikhian.
                                is trhaaan to yeh kal ko kahain gay k Bachon k liay net bhi acha nahi hay yhaan pr bohat kuch hota hay. to is main app he btain Net ki ghalti hoo ge yaan is ko istimaal krny wally ki ghalti hoon.
                                kisi bhi chez k fwaid o noqsanaat hum khd akhaz krty hain.
                                isliay bachon ko TV daikhna chahiay

                                Comment

                                Working...
                                X