Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Debate...............................>

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Debate...............................>

    [quote=sweet_alveena;471864]

    @Friday KO judges app ka result app Kay moo par mareen gay.

    main sab say pehly is ka jawab dena chahti thi.lakin mery paas time kam tha is liye pehly debate ki trf tawajja di.sweeet Alveena ye word use krny say pehly soch lena tha k ho skta hai participants main koi aap say bara b ho skta hai.hum b mazaq krty hain lakin kisi hadd main reh kr.agr main nay kuch ghlt kaha ho to plzzzzz bta dena
    or agr doosry participants ya judges ko lagy k main ghlt hoon to very sorry.but mujhy acha nahi laga.
    Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

    Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

    Comment


    • #32
      Re: Debate...............................>

      Originally posted by lucky View Post
      jo dekhny k qabil nahi hain.or bachon k liye achy nahi hain.or aap ko itna to pata hi hoga k kon say achy hain or kon say nahi.:tasali:
      nahi kiya PTV b locked kar dooon?:tauba
      Last edited by ChaMpioN PaKiStaNi; 14 July 2007, 09:54.

      I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


      Comment


      • #33
        Re: Debate...............................>

        Originally posted by lucky View Post
        :tauba :tauba :tauba :tauba :tauba
        aap ko smjh kion nahi aati?main pehly b bta chuki hoon k islamic channels pr bachy naaten seekhty hain.dekh dekh kr prty hain un main naaton ka shoq paida hota hai.or bachy sirf 4 saal k hi nahi hoty.10,12 saal k b bachy hi hoty hain.4 saal is liye kaha k tab bachy ka zehan bilkul khaali hota hai.hum jitna acha chahen un k zehan main daal skty hain jo kabhi b un k zehan say nahi nikal skta.or munasib channel sirf QTV hi nahi hai or b bohat say hain.:tauba
        par 30% lod Qtv watch kartay hain....
        jin main 5% bachay b nahi ho gay..
        ziyada tar star plus watch kiya jata hai:tauba
        main ap ko kaasay batoon...................!

        I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


        Comment


        • #34
          Re: Debate...............................>

          cartoon say bachoon ko kuch nahi milta...
          app ko chahiye k apnay bachoo ko outdoor games and kaam main hisa leynay ka kahoo.
          park main jaeen .....

          I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


          Comment


          • #35
            Re: Debate...............................>

            app nay PTV par aanaq wala jin watck kiya ho ga......5 saal thak raha...

            us say bachoo ko koi sabaq aasal howah hai....

            I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


            Comment


            • #36
              Re: Debate...............................>

              Originally posted by champion_pakistani View Post
              nahi kiya PTV b locked kar dooon?:tauba
              g nahi PTV acha channel hai.

              Originally posted by champion_pakistani View Post
              par 30% lod Qtv watch kartay hain....
              jin main 5% bachay b nahi ho gay..
              ziyada tar star plus watch kiya jata hai:tauba
              main ap ko kaasay batoon...................!
              jab aap apni pasand ko chor kr bachon k feature ka sochain gay to kuch bura nahi hoga.bachon ko start say hi achy channels dikhayen.


              Originally posted by champion_pakistani View Post
              cartoon say bachoon ko kuch nahi milta...
              app ko chahiye k apnay bachoo ko outdoor games and kaam main hisa leynay ka kahoo.
              park main jaeen .....
              cartoon say kuch milta nahi lakin tafreeh zaroor hoti hai.
              jab bachy har waqt prty rahen to bore ho jaaty hain is boriat ko door krny k liye cartoons b behtar hain.
              Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

              Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

              Comment


              • #37
                Re: Debate...............................>

                Originally posted by lucky View Post
                g nahi PTV acha channel hai.

                kisi nay kaha acha nahi hai par bachoon k liya bilkul acha nahi hai..
                PTV bohat boreey add aatay hai jin ka zikar main yahan nahi kar karta..
                bachay pher in k baray main sawal karteen hai!

                I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                Comment


                • #38
                  Re: Debate...............................>

                  Originally posted by lucky View Post


                  cartoon say kuch milta nahi lakin tafreeh zaroor hoti hai.
                  jab bachy har waqt prty rahen to bore ho jaaty hain is boriat ko door krny k liye cartoons b behtar hain.
                  sister tafreen k or b bohat achay tariqa hain jesa k baher crieket play karna,
                  park main jana,
                  bachay jab cartoon watch karteen hai us k bad wesay hi kaam karteen hai.kabi bahi ko mar diya kabi jesay cartoon karteen hai waysay wasay kaam karteen hai.

                  I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                  Comment


                  • #39
                    Re: Debate...............................>

                    Originally posted by champion_pakistani View Post
                    kisi nay kaha acha nahi hai par bachoon k liya bilkul acha nahi hai..
                    PTV bohat boreey add aatay hai jin ka zikar main yahan nahi kar karta..
                    bachay pher in k baray main sawal karteen hai!
                    to phir bnd kr dain na phir kia masla hai
                    jo cheez bachon k liye achi nahi usy khtm b to krna prta hai kanhi:tauba

                    Originally posted by champion_pakistani View Post
                    sister tafreen k or b bohat achay tariqa hain jesa k baher crieket play karna,
                    park main jana,
                    bachay jab cartoon watch karteen hai us k bad wesay hi kaam karteen hai.kabi bahi ko mar diya kabi jesay cartoon karteen hai waysay wasay kaam karteen hai.
                    mery pyaary bhai mujhy pata hai k tafreeh in tareeqon say b ho skti hai
                    main TV k fwayed bta rahi hoon.:tasali:
                    Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                    Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                    Comment


                    • #40
                      Re: Debate...............................>

                      Originally posted by lucky View Post
                      to phir bnd kr dain na phir kia masla hai
                      jo cheez bachon k liye achi nahi usy khtm b to krna prta hai kanhi:tauba

                      ha ha theek kaha app nay TV ban kar deyna chahiye.....:)
                      iss liye tu hum sub kharahay hain k bachoon ko TV nahiu watch karna chahiye...
                      jab wo 15-16 sal k ho wayeen tu beshaq TV ko watch kareen:lpop:

                      I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                      Comment


                      • #41
                        Re: Debate...............................>

                        Originally posted by champion_pakistani View Post
                        ha ha theek kaha app nay TV ban kar deyna chahiye.....:)
                        iss liye tu hum sub kharahay hain k bachoon ko TV nahiu watch karna chahiye...
                        jab wo 15-16 sal k ho wayeen tu beshaq TV ko watch kareen:lpop:
                        :tauba :tauba :tauba
                        bhai sahib itny khush na hon
                        main nay TV bnd krny ko nahi kaha
                        main nay channel bnd krny ka kaha hai:tauba
                        Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                        Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                        Comment


                        • #42
                          Re: Debate...............................>

                          kon kon sa channel locked kureen gay hum loog...
                          PTV .... CArtoon net work...............
                          oor bohat saaray...................
                          mari dost lucky nay kahan app PTV bhi locked kar saktay hoo
                          acha hum PTV locked kardeen gay tu kiya dekaheen gay,,,,


                          shaaaaaaaaaaaah sahaaaaaaaaaaaaahn...:khi: :khi: :khi: :khi:
                          Pakistan ki 70% aabadi dihatioon ki hay.wahan PTV hi hota hay bus or bus:tauba

                          :donno:BYE :donno:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Debate...............................>

                            Pakistan main sub se zida kon sa TV chanal watch kiya jata hai ?
                            i think star plus ya PTV

                            I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                            Comment


                            • #44
                              Re: Debate...............................>

                              salam again!

                              Meyrey aik mohtaram sathi ney meyri jin baatoN ko point out kiya hai un key jawabaat mey deyna chahun gi.

                              sab sey pehley unhoN ney kaha hai key baat 4 saal sey aagey ki ho rahi hai to mey un sey kahun gi key kaun sey wo log hein jo iss bat ka wait kertey hein key hamarey bachey 4 saal key hoN gey to wo tabhi hi tv deykh saktey hein??? Jo log nahi care kertey wo kisi bhi age per nahi kertey hein aur ye baat mey pehley keh chuki hun key tv pey aik shield nahi rakhi ja sakti hai.

                              Khas aaj key daur mey jab waledeyn ney tv ko aik sastey babysitter key taur pey isteymaal kerna shuru ker diya hai.kyun key un key zeyhan mey bhi yahi baat hoti hai jiss ka ziker meyrey sathi ney kiya hai "kahin na kahin information bhi chupi hoti he" halankey aeysa nahi hota hia .....leykin cahlein agar maan bhi lein key kaheen na kaheen information chupi hoti hai to mey kahun gi key 20% information aur 80% nuqsaanaat ..... insaan ko kya preffer kerna chahiye???

                              ab aatey hein vocabulary ki taraf ...meyrey sathi ka mauqaf tha key bachey vocabulary seekhte yhein wo bhi cartoon deykhtey huye to mey kahun gi majority cartoons mey slang isteymaal htoi hai


                              ab aatey hein cartoon list ki taraf jo meyrey sathi ney di hai....Ham tv cartoons ki baat ker rahy hein to iss mey wo saari cartoon movies nikaal deiN

                              iss key ilawa papaya da sailor man, pink panther etc ye sab cindrella key duar key cartoon hein :d

                              ab aatey hein aaj key daur key cartoons ki taraf jo aaj cartoon network pey nashar hotey hein jaisey

                              Jhony bravo!

                              iss cartoon ka wahid maqsad johny ka larkiyoN ka impress kerna hai

                              Power puff girls

                              iss mey violance hai

                              scooby doo

                              iss mey drawaney jinn baba aa jatey hein aur bachey in sey kafi khauf zada hotey hein :D


                              Aur apney sathi ki akhri baat key jawab mey phir sey yahi kehna chahun gi key 20% agar ham maan bhi leiN key information milti hai to 80% sara sar nuqsaanaat hain.
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment


                              • #45
                                Re: Debate...............................>

                                Meyri aik aur muazaz sathi lucky ka mauqaf hai key "TV mallomaat or tafreeh ka ahm or behtreen zareea hai."

                                aur mey un sey kahun gi key TV aik behtareen tafreeh aur maloomati zarya nahi hai. Aap ye baat maan lijiye!

                                Tafreeh kehtey hein aik seyhat mand actiivity ko! aur tv deykhney sey jahan zehni salhiyateiN mutassir hoti hein (in ka ziker mey apni pehli post mey ker chuki hun) wahan seyhat per bhi kafi manfi assraat hein jaisey mautapa aur susti.iss key ilawa tv rays aankhoN key liye bhi bohot nuqsaan deh hein.

                                ab aatey hein seyhat mand tafreeh kaisey aik bachey ko tv key ilawa kahan sey mil sakti hai

                                1- Sports:-

                                chunkey bachoN key ye saal un ki jismaani nash-o-numa key hotey hein to sports behtareen seyhat mand tafreeh hai

                                2- bachon mey apas ka interaction:-

                                Jaisey chotoN bachoN key parks hotey hein wahan pey bachey time guzaar saktey hien, yahaN na sirf bachey kheyltey hein balkey aik doosrey sey milney sey un ki communication skills paida hoti hein

                                3- bachoN ka apney parents key sath waqt:-

                                behtareen time, aik bacha jitna apney parents ko copy kerta hai utna wo kisi ko bhi nahi kerta hia

                                4- Doosri activities:-




                                etc etc


                                ye activites hein jo aik bachey ki zeyhni salhiyatoN ko nikharta hai, uss key ander key chupi hui skills ko bahar nikalti heiN.......banisbat aik tv key jis key aagey beth ker mehaz bacha apni seyhat aur apni aankheiN hi barbaad kerta hai.
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X