Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Debate...............................>

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Debate...............................>

    Assalam Alaikum ........
    Hope sab kay sub fine hon gay.sab ki tiyaariyaan ho gi hay. Competition ki.....So lets start...................

    Qawaneen:smilie2:
    Debate ajj 13 july (Friday)8:00 sobah(PST)start hogi hay.
    16 july (Monday) sham 9:00(PST) ko closed ho jayaan gi. ho

    @ Debate sirf or sift urdu may hogi. otherwise English bolnay walay ko negative marking ka moo dekhna paray ga.

    @ Dono teams kay sab loog participants kareen gay. Otherwise manfi marking ko app ka intazar hay.
    @donoon teams mein say jo bhi misbehave karay ga ..us ki bhi negetive marking hogi......
    @ Dono teams nay point to point baat kurni hay. Unnecessary posts KO deleted kur diyah jayee ga.
    @:NO need more gupshup in this post....
    @Friday KO judges app ka result app Kay moo par mareen gay.
    Judge :
    Aquari
    Rida

    Topic :
    Kiya 4 say 12 saal ki umeer kay bachoon ko TV dekhna chahiya kay naheen?
    (Children should watch TV or not?)

    Team AIn Favour of yes:pagal:

    (GREEN)

    2 Lucky
    3 Shaheeen
    4.munda_sialkoty

    Team B ............In Favour no:kr:
    (RED)
    1. Sweet alveena
    2. Rena satyal
    3.yellowsky
    4.champion_pakistani

    donoon teams buht carfully Rullz follow karain...kiun keh negetive marking ka option bhi mojuod hai....
    Last edited by *Rida*; 13 July 2007, 08:41.

    :donno:BYE :donno:

  • #2
    Aik buchay ki shekhsiyat bananay mein 4 tarah ki tarbiyat vital role play kerti hein.

    Deeni Tarbiyat
    Duneyavi Tarbiyat
    Ehlaaqi Tarbiyat
    Shaoori tarbiyat

    TV dekhnay se bucha kisi na kisi tarah se yeh chaaron tarbiyat hasil ker raha hota he. Bucha ager urdu mein cartoons dekhta he to us cartoon ka moral akser aukaat positive hota he, yaani buchay ko yeh inspiration milti he ke ager wo Haq per rahay gay, to usay output bhi positive milay ga. Children are good learner, wo apnay ird gird ke mahool se bohat kuch aur bohat jald seekhtay hein. Wo doosray loogon ke saath communicate ker ke jald az jald seekhna chahtay hein, kudrat ne Insaan ke buchay ko aisa banaya he. Lekin jin buchon ke walidein apnay buchon ke saath ziada dair tak interact nahi ker saktay, ya un ki masroofiyat ziada hein to aisay mein TV aik ustaad ka kaam kerta he. Achay channels buchay ko ehlaaqi, aur shaoori tarbiyat kerte hein. Aik cartoons dekhnay wala bucha un buchon se ziada ilm rakhta ho ga jo buchay cartoons nahi dekhtay. Us buchay ki observation power bhi ziada ho gi aam buchon se. Wo ziada keen ho ga, ziada excited ho ga, us mein energy ziada ho gi.

    Naye door ke saath aik baat bohat eyaan ho gai he, ke sirf education in school he sub kuch nahi hoti, buchay ko aur bhi bohat kuch chahiye hota he. Aik lafz he EXPOSURE, ager yeh buchay ko na milay to bucha apni zehni salahiyaton ko sahi tareekay se baroo-e-kaar nahi la sakta. TV kisi na kisi tarah se us buchay ko exposure deta he. Ub zamana badal gaya he, science kehti he ke TV buchon ke liye achi cheez he, buchay ko achay informative aur entertaining channels dikhao. Wo bohat kuch neya seekhay ga. Jitna jald wo seekhay ga, utnay he wo sharoori toor pe behtar ho ga. TV aur us ki accedmic education mein aik symmetry maintain kerna parents ki zumadaari he. Kisi bhi cheez ki ziadati bhi nuksaan de hoti he. Ager buchon ko TV na dikhaein ge to buchay kuwein ke maindak ban jaein ge, buchon ke dimaag mein rust lag jaye ga. Un mein soochnay ki salahiyatein kum ho jaein gi, un ki observation power bhi comperatively kum ho gi doosray buchon se. Lehaza buchon ko munasib waqt dejiye ke wo TV dekhein, unhein achay channels select ker ke deejiye, is mein koi burai nahi bulke buchay ki islaah he.
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: Debate...............................>

      baaz aukaat mujay urdu mein thoori si mushkil pesh aati he...kia mein apna point of view english mein pesh ker sakta hoon
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: Debate...............................>

        Originally posted by munda_sialkoty View Post

        no :na:
        Rule no 1 hi yeh hai k app sirf urdu language use karain geyyy
        otherwise negative marking hogii

        Comment

        • #5
          Re: Debate...............................>

          Aslamoalikum
          ajj jis mozoo pr humain noqta chini ka moqa mill ahay us ka unwaan kuch yoon hay k " Bachon ko TV daikhna chahy yaan nahi"
          to mera khiyal hay k Bachon k TV daikhny main koi hrj nahi hay..kion k agr Bachy TV nahi daikhain gay to in ki zehni slahiyatain aik had tk mehdod ho rk reh jain geen or yeh log duniyavi ilam say bohat peechay reh jain gay.
          jaisa k app log janty hain hain k modaa yeh hay k 4 saal say 12 saal k Bachon ko TV daikhna chahiay to app log khud he daikhian k 4 saal ka bacha jab TV daikhny ka khwahishmand ho ga to usay tv k bary main koi soojhboojh nahi ho ge jo us k walidain us ko dekhain day or jo chanels TV main hoon gay wohi daikhy ga to yeh inhsaar or daromidaar app ki soch pr bhi monhasir hay k app usay kai dekhain day or kia sekhain gay? agr woh app logoon k mohaiya krda chanels daikhy ga or woh us k liay hr lihaz say munasib hoon gay to mera nahi khiyal k Bachon k TV daikhny main koi hrj hay.
          Tv humary Bachoon ki zehni slahiyat ko porwaan charhany ka aik bohat acha zariya hayyeh humary Bachon ko zehni tor pr deen or duniya say jory rakhny k aaik rasta hay. Tv pr bohat say Islami chanel hoty hain bohat ary Bachon k proggram hoty hain jin ki badaulat un k ilam main izafa hota hay .un logoon ko roz kuch na kuch seekhny ka moqa millta hay.
          TV maloomaat ka aik bohat acha zariya hay or is ko istimaal krny ka daromidaar humari soch pr hay. hum apny Bachon ko jo sejkhana chaian gay
          isliay humain apny TV k chanel mehdod rakhny chahiay jo k hr trhaan say humary Bachoon k liay acha ho . or Bachoon ko Tv zaror daikhna chahiay taan k in ki soch aik had tk mehdod na ho jay.is main humary Bachon ka he faida hay un logoon ko bohat kuch seekhny ka moqa millay ga or hum un say yeh zariay-a-ilam nahi cheen skty.
          shukria

          Comment

          • #6

            Originally posted by jia View Post

            TV par ko kon say islami chanel hain hume b tu pata chalay :tauba
            or wo kon sa bacha hai hai jo in ko watch karta hai....:khi:
            4 saal kay bachay k liye q TV main kiyaaa hai?

            I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

            Comment

            • #7
              Re: Debate...............................>

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Aik buchay ki shekhsiyat bananay mein 4 tarah ki tarbiyat vital role play kerti hein.

              Deeni Tarbiyat
              Duneyavi Tarbiyat
              Ehlaaqi Tarbiyat
              Shaoori tarbiyat

              TV dekhnay se bucha kisi na kisi tarah se yeh chaaron tarbiyat hasil ker raha hota he. Bucha ager urdu mein cartoons dekhta he to us cartoon ka moral akser aukaat positive hota he, yaani buchay ko yeh inspiration milti he ke ager wo Haq per rahay gay, to usay output bhi positive milay ga. Children are good learner, wo apnay ird gird ke mahool se bohat kuch aur bohat jald seekhtay hein. Wo doosray loogon ke saath communicate ker ke jald az jald seekhna chahtay hein, kudrat ne Insaan ke buchay ko aisa banaya he. Lekin jin buchon ke walidein apnay buchon ke saath ziada dair tak interact nahi ker saktay, ya un ki masroofiyat ziada hein to aisay mein TV aik ustaad ka kaam kerta he. Achay channels buchay ko ehlaaqi, aur shaoori tarbiyat kerte hein. Aik cartoons dekhnay wala bucha un buchon se ziada ilm rakhta ho ga jo buchay cartoons nahi dekhtay. Us buchay ki observation power bhi ziada ho gi aam buchon se. Wo ziada keen ho ga, ziada excited ho ga, us mein energy ziada ho gi.

              Naye door ke saath aik baat bohat eyaan ho gai he, ke sirf education in school he sub kuch nahi hoti, buchay ko aur bhi bohat kuch chahiye hota he. Aik lafz he EXPOSURE, ager yeh buchay ko na milay to bucha apni zehni salahiyaton ko sahi tareekay se baroo-e-kaar nahi la sakta. TV kisi na kisi tarah se us buchay ko exposure deta he. Ub zamana badal gaya he, science kehti he ke TV buchon ke liye achi cheez he, buchay ko achay informative aur entertaining channels dikhao. Wo bohat kuch neya seekhay ga. Jitna jald wo seekhay ga, utnay he wo sharoori toor pe behtar ho ga. TV aur us ki accedmic education mein aik symmetry maintain kerna parents ki zumadaari he. Kisi bhi cheez ki ziadati bhi nuksaan de hoti he. Ager buchon ko TV na dikhaein ge to buchay kuwein ke maindak ban jaein ge, buchon ke dimaag mein rust lag jaye ga. Un mein soochnay ki salahiyatein kum ho jaein gi, un ki observation power bhi comperatively kum ho gi doosray buchon se. Lehaza buchon ko munasib waqt dejiye ke wo TV dekhein, unhein achay channels select ker ke deejiye, is mein koi burai nahi bulke buchay ki islaah he.
              bahi jaan yaar ajj ka TV say kiya milta hai kuch nahi piyar ishq or kuch nahi?

              I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

              Comment

              • #8
                Re: Debate...............................>

                humray haan kon saa aasaa gher hay jan QTV yah koe hor ISLAM ka chanals dekha jaata hay..bus kuch tv chanals hay jo mostly dekhay jateen hayin.jin may carton network,star plus,zee TV,music ,Puls puls film,or bohat say filmi chanals ...............jo kay nojawanooo kay leyah bhi achay naheen bochay tuu pher bachay hainy.

                :donno:BYE :donno:

                Comment

                • #9

                  hello jia jaani no need bari bari gupshup....

                  :donno:BYE :donno:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Debate...............................>

                    bachoon ko tv watch karna chahi k nahi iss ka pata to un k maah baab ko hai..
                    par maray khayal say 4 say 8 sall kay bachay ko tv nahi watch kana chahiye q k iss age bacha bohat chotay hoteen......
                    wo bus or bus tv par cartoons hi watch kar saktay hain...................
                    catoons main kiya hota hai seeknay nay kay liye...
                    kuch loog ka kahan hai.TV par bohat say ISlamic Chanals hain...........
                    itni kaam age main bacha kiya haasal kar sakta hai,,, wahan say...

                    I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

                    Comment

                    • #11
                      Re: Debate...............................>

                      walaikum salam!

                      @ Juges

                      @Friday KO judges app ka result app Kay moo par mareen gay.
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #12
                        Re: Debate...............................>

                        plz no need gupshup:na:

                        I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

                        Comment

                        • #13
                          Re: Debate...............................>

                          Originally posted by champion_pakistani View Post
                          TV par ko kon say islami chanel hain hume b tu pata chalay :tauba
                          or wo kon sa bacha hai hai jo in ko watch karta hai....:khi:
                          4 saal kay bachay k liye q TV main kiyaaa hai?
                          kion app TV nahi daikhty yaan app k TV pr Islamic chanels nahi hain.
                          Q TV
                          Peace Tv
                          Al Islaam
                          or wghera wghera .app ka kia khiyal hay k agr app k ghr pr yeh chanels nahi hain to kisi k Tv main yeh chanels nahi hain .mainy yeh kab kaha k bachy yehi kahety hain k humain Q TV he lga kr doo .mainy kaha hay k Bachon ko aisy chanels set kr k dain jo k deni or duniyavi lihaz say un k liay munasib hoon.Chaar saal k Bachy k liay agr QTV main kuch nahi hay to lakin agr hum log unhain QTV lga kr bitha bhi dain to woh yeh to nahi kahain gay k humain nahi daikhnaa .Char saal ka Bacha sirf mivments daikh kr bhi khush ho skta hay .agr hum log unhain yeh chanel bhi lga kr dain gay to koi hrj nahi hay

                          Comment

                          • #14
                            Re: Debate...............................>

                            Originally posted by sweet_alveena View Post
                            hello jia jaani no need bari bari gupshup....
                            mery khiyal say yhaan aik modda pr behas ho rahi hay koi gupshup nahi ho rahi.or mainy apni baat saaaf lafzon main bayan ki hay.
                            agr app ko yeh sab gupshup lagta hay to is main mera koi qasoor nahi hay app k smajhny ki his kamzor ho ge.
                            Originally posted by sweet_alveena View Post
                            humray haan kon saa aasaa gher hay jan QTV yah koe hor ISLAM ka chanals dekha jaata hay..bus kuch tv chanals hay jo mostly dekhay jateen hayin.jin may carton network,star plus,zee TV,music ,Puls puls film,or bohat say filmi chanals ...............jo kay nojawanooo kay leyah bhi achay naheen bochay tuu pher bachay hainy.
                            main manti hoon k ajj kal yeh chanels bohat zor o shor say daikhy jaa rahy hain. lakin is ka mtlab yeh nahi hay k hum log yehi chanels apny Bachon ko dekhain.humary haan ajj bhi aisy ghr mojood hain jahan Islami chanels daikhy jaty hain sunay jaty hain or un pr amaal bhi kia jata hay.

                            Comment

                            • #15
                              Re: Debate...............................>

                              Originally posted by champion_pakistani View Post
                              bachoon ko tv watch karna chahi k nahi iss ka pata to un k maah baab ko hai..
                              par maray khayal say 4 say 8 sall kay bachay ko tv nahi watch kana chahiye q k iss age bacha bohat chotay hoteen......
                              wo bus or bus tv par cartoons hi watch kar saktay hain...................
                              catoons main kiya hota hai seeknay nay kay liye...
                              kuch loog ka kahan hai.TV par bohat say ISlamic Chanals hain...........
                              itni kaam age main bacha kiya haasal kar sakta hai,,, wahan say...
                              agr yeh maa baap ko he pta hay to app yhaan kai kr rahy hain.jab app ko pta he nahi k Bachon ko TV daikhna chaiay yaan nahi:tauba :tauba
                              mery dost Bachon ko hum log isi age main sekhaty hain k un k liay kia behtr hay or kia nahi.agr hum log unhain pass bitha kr TV pr koi bhi chanel lga kr dain to mujhy nahi lgat k un logoon ko itni smajh ho ge k woh kahain humain yeh chanel nahi daikhna .bl k mera khiyal hay k agr hum log unhain shoroo say he mehdod chanels tak rakhain gay to woh log bhi apni ummar k hisaab say seekhty jain gay..
                              jis nay sbaq hasil krna ho woh choti c chionti say bhi hasil kr laity hain to cartoon kai chez hay. bachon k liay carton bhi bohat hoty hain agr woh daikhny wally hoon to....or yeh sab humari zimadari hay k hum log unhain kis rasty pr lay jaty hain

                              Comment

                              Working...
                              X