Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**neighbor......

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: **neighbor......

    Originally posted by Wafa View Post
    Bohot acha aur interesting topic hai......:eye:

    Mai last year new ghar mai shift hoe ho ..pooranay ghar mai jahan mai bachpan say rehti the..wahan nighbour mai pakistani , bangali aur irani family the :D:....pakistan family kaafi bari the..MashAllah say baitay beti aur pher un kay bachay... sab mil kar rehtay thay :ghug:......tu sab kay saath kaafi achi banti the.....har khushi gham mai sath ..koi funtion ho tu khoob enjoy kartay thay ....un ke cousins say bhi kaafi dosti hai :lpop:....nighbour mai honay ke waja say akser bachay hamaray ghar mai hotay thay....kaafi ronak hoti the,shoor sharaba..acha lagta tha :khi:.....bangali family say bhi kaafi achay relations thay :rose.....ab is new ghar mai aaye hai..yahan arabic aur irani loog hai.....sirf aik do arabic family say jaan pehchaan hoe hai..ye bhi achay hai...kaafi care kartay hai ...khano ka tabadla bhi kabhi hota hai :D...yahan per bass mai bachoo ko bohot miss karti hoo,un ke sharartein, un ke bhooli bholi batein .....
    Ager itnay yaad aatay hein to puranay ghar mein phir se shift ho jao :khi:
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: **neighbor......

      Originally posted by hamzad View Post
      hamare neibours bhi bohat ache hen bohat ana jana nahi he lekin sab se achi dua salam he.raat ko walk par sab se hello hi ho jati he:)
      good dear...:thmbup:

      Comment


      • #33
        Re: **neighbor......

        Originally posted by Wafa View Post
        Bohot acha aur interesting topic hai......:eye:

        Mai last year new ghar mai shift hoe ho ..pooranay ghar mai jahan mai bachpan say rehti the..wahan nighbour mai pakistani , bangali aur irani family the :D:....pakistan family kaafi bari the..MashAllah say baitay beti aur pher un kay bachay... sab mil kar rehtay thay :ghug:......tu sab kay saath kaafi achi banti the.....har khushi gham mai sath ..koi funtion ho tu khoob enjoy kartay thay ....un ke cousins say bhi kaafi dosti hai :lpop:....nighbour mai honay ke waja say akser bachay hamaray ghar mai hotay thay....kaafi ronak hoti the,shoor sharaba..acha lagta tha :khi:.....bangali family say bhi kaafi achay relations thay :rose.....ab is new ghar mai aaye hai..yahan arabic aur irani loog hai.....sirf aik do arabic family say jaan pehchaan hoe hai..ye bhi achay hai...kaafi care kartay hai ...khano ka tabadla bhi kabhi hota hai :D...yahan per bass mai bachoo ko bohot miss karti hoo,un ke sharartein, un ke bhooli bholi batein .....
        ahan.. baccho ke saath tu humesha hi waqt accha guzar jata hai...:khi: chahe paros ke ho ya apne gher ke..:D accha laga aap ke paros ke baare mein jaan ker...:comfort:
        Last edited by ummid; 7 July 2007, 08:46.

        Comment


        • #34
          Re: **neighbor......

          Originally posted by Wafa View Post
          ummid tumhe arabs say dar kyu lagta hai.....wo bhi achay loog hotay hai...bt kuch yahan aaj kal ke generation over he hai.....:khi:

          Bangali loog bhi mughe achay lagtay hai, kaafi helpful aur sweet spoken hotay hai....:eye:
          such kaih rahe hain.. aisa waisa nahi... aik ajeeb sa dar hai... ya prejudice...:donno: pata nahi kya hai... bus woh jo SHAIKH type hote hain na un se....:embarasse

          Comment


          • #35
            Re: **neighbor......

            Originally posted by *Duaa* View Post
            Ummid boht achha laga yeh jaan kar k aap itnay achhay loogoon k beech mien rehti hoo......warna ab to aysi batien bas kahaaniyoon jaysi lagti hien....
            aur shehroon mien to yeh haal hay k yeh bhi khabar nhi hooti k hamsaay mien rehta kon hay:tauba .....waysay achhay hamsaay Allah ki boht bari ne'amat hootay hien....
            aur saheh kaha k duniya loo aur doo k asool par chalti hay but kuchh loog itnay ajeeb hoty hien k un say jitna bhi acha kar loo unki naak seedhi nahi hooti..:tauba
            khayr duniya mien har tarhaa k loog basty hien kya kiya jaay.:donno:
            khush rahiay:)




            aray nhi doosti to aunty say hee thi but dog say waaqfiyat kuchh zyada thi:khi: :khi:





            aray dar kiun lagta hay.....sab itnay cute say to hoty hien aur by nature bhi achhay hee hoty hien....jitna hum unhien jaanty hien....:lpop: aur baaqi Arabs hee apnay baaray mien behtar bata sakty hien:lpop:
            waysay hamaray hamsaay mien jo arab hien na unhien sweets ka boht shooq hay aur un k bachhay ( uff ) mashaAllah sweets khany ki wajah say kaafi healthy hien:khi: :khi:





            un k baaray mien hum kuchh zyada nhi jaanty....


            shukriya dear:rose
            ji bas dua hee hay k sab achha hoo aur sab achhay hee hoon :)
            ji...:rose
            aur dog ho ya aunty parosi tu hai na...:khi:

            Arab ka hume pata nahi... cute hote hain ya nahi... per shaikh type log jo yahan nazar aate hain bare ajeeb hote hain...:embarasse aur sehat mand bhi...:D

            Comment


            • #36
              Re: **neighbor......

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              janab aap ko kis ne kaha ke mein naraz rehta hoon
              aisa kuch nahi hai.. hum ne sirf duaa di ke khush rahiye... :rose

              Comment


              • #37
                Re: **neighbor......

                hmm perosi...Jab main gaown main hota tha tu taqreeban poora gaown hi janta hai mujhe....abhi ka pata nahien kiun k bhot se log bahir nikal gay aur mujhe bhi apne ghar say niklay hooway kafi arsa ho gya...phir main city (wahcantt) chala gya tu jahan main rehta tha taqreeban her banday k saath ache tualuqat thay ... even k apne area say bahir k logon say bhi...

                Ab jab mulk say bhi bahir aa gya tu ab mere peros main ziyada Philpinos and so un k saath aatay jatay hello hi ho jati hai ... kiun k main ziyada apni building main hota hi nahien hooon ... bas office aur office k baad awara gardi aur jab raat ko jaow aur ja ker so jaow....even k mere room mat say bhi kabhi kabhi hi mulaqat hoti hai k jab main jata hoon tu wo soya hoowa hota hai aur jab main uthata hoon tu wo ja chuka hota hai
                sigpic

                Comment


                • #38
                  Re: **neighbor......

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Ager itnay yaad aatay hein to puranay ghar mein phir se shift ho jao :khi:
                  wo ghar agar hota tu ham is new ghar mai atay he na......bt wo ghar ab tooth gaya......

                  Originally posted by ummid View Post
                  ahan.. baccho ke saath tu humesha hi waqt accha guzar jata hai...:khi: chahe paros ke ho ya apne gher ke..:D accha laga aap ke paros ke baare mein jaan ker...:comfort:
                  haa dear...bachay ghar mai ho tu bohot acha lagta hai :D.....ab mai na chat per jab jaao tu paroosh mai arabic family kay chotay do bachoo ko kheltay hoe dekh kar acha lagta hai......:lpop:

                  Originally posted by ummid View Post
                  such kaih rahe hain.. aisa waisa nahi... aik ajeeb sa dar hai... ya prejudice...:donno: pata nahi kya hai... bus woh jo SHAIKH type hote hain na un se....:embarasse
                  lol shaikh type......umm mai tu akser he dekhti ho mughe adat ho gae hai....:khi: bt ye sach hai kuch tu ajeeb he hotay hai......bt tum daro nahi mai tumharay saath ho ...janti ho mughe akser friends ya pher clinic wali kehti hai tum local lagti hoo.....:khi:
                  sigpic


                  Comment


                  • #39
                    Re: **neighbor......

                    Originally posted by ummid View Post
                    thanxx chalakie...:blush:
                    yups...:)
                    wooow chinese.. woh bauaht cute hote hain na.. maza aata hai jub woh bolte hain aur kuch sumjh nahi aati..:khi:aik baar yahan ke world trade centre mein aik seminar tha.. us mein hum chand students ko invite kiya gaya tha.. wahan aik chinese humare baazo mein aa baitha... uffffff.... woh kya kaihta tha hume sumjh nahi aa rahi thi... per woh phir bhi kaih raha tha.. :tauba kyun ke hum us ki baat aise sun rahe the jaise hume chinese aati ho.with lots of attension.. and expression on ma face...:khi: .us ne baad mein hume aik gift diya.. koi book thi..aur chala gaya.. ajeeb banda tha...:khi:book bhi chinese mein di.. kya parhte...:khi: .. per hote bare sweet hain... aik dum chikne chikne...:blush:
                    aap ka waqaiya bohat funny hay ...woh bicharay Chinese uncle apko Chinese book gift kr gaye:tauba
                    :khi: waqai hotay to' cute hain esp. Chinese Sachet...ya'ni chotay chotay bachay...:khi:
                    yahan par itnay Chinese hain k, just for them aik Chinatown hay jahan sari Chinese cheezain miltii hain:khi:


                    Originally posted by ummid View Post
                    :khi: waise neighbor acche hotu maza aata hai.. hume tu un logon se baat akrne mein maza aata hai jin ki baatein hume sumjh nahi aati... aur na unhe humari...:khi: humari ammi kaihte hain.. tum kisi din pit jaogi. .aisi harkatein karti ho..:khi: per such mein maza aata hai.. woh apni bolte hain hum apni...:D
                    :khi: aap bhi na...:khi:

                    mazay ki baat ye hay k ye Chinese loag'on ko pata bhi nahi chalta k hamain samjh nahi arahi...they keep on talking unless u make a funny face k samajh nahi ayii...:khi:
                    Finding truth - Finding love
                    These diamonds sparkle from lights above

                    Lorraine Venner

                    Comment


                    • #40
                      Re: **neighbor......

                      Originally posted by *Duaa* View Post
                      hmm issi liay chinese ka itna asar lagta hay tum par...:khi:
                      unhien english nhi aati to aap hee chin choon chaan shaan seekh loo na... ..acha jee to translator sahab bari mazay ki translation karty hoon gay...jo jaysay theek laga change kar k bata diya:D
                      waysay hamaray jo bangaali paroosi hien un aunty k paas to koi translator bhi nhi hay:tauba is liay hum apni marzi say sooch layty hien k ab yeh yeh baat kar rahi hoon gien...:khi: :khi:
                      mujh par Chinese ka asarr? :cc:

                      Translator sahab abhi masoom say bachay hain:khi: isiliye koi change nahi kartay:khi:

                      Bengali Parosi
                      Finding truth - Finding love
                      These diamonds sparkle from lights above

                      Lorraine Venner

                      Comment

                      Working...
                      X