Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

wht u learnt from ur father....???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • wht u learnt from ur father....???

    AS SALAM_O_ALIKUM,:rose

    kasay hain app sab?
    theek thak hain .....good

    1st of all app sab ko

    ~HAPPY FATHER'S DAY~

    Now tell us..:lpop:
    ...app nay apnay father say kya learn kiya.....
    kon kon si baatein...
    kon kon sa act ....jis ny app ko impress kiya...aur app ny usko adopt kar liya....for life time or.........:lpop:

    khush rahiy :lpop:

  • #2
    Re: wht u learnt from ur father....???

    Originally posted by miss sng View Post

    Wa Alaikum Aslam!

    Bohat umda topic start kia he :thmbup: My dad is no more with us, but his memories will always be fresh in my mind :) Mein unhein daily yaad kerta hon.

    mere dad mere liye aik role model thay. Mein ne apni life mein sub se ziada inspiration apnay dad se hasil kein...Mashallah bohat good looking thay (I'll share his pics tommorrow)aur bohat hardworking thay...bohat serious bhi thay aur bohat jolly nature ke bhi thay...jis jagah jatay loogon ko apna madah bana lete...buchpan mein unhein perhai mein bohat stuggle kerni pari...6th class mein thay ke unhon ne perhai ke akhrajaat uthanay ke liye kaam kerna shuru kia...apnay he class-fellows ko tuition perhatay thay...saath mein part time mein jobs kertay...matric tak wo aik artist bun gaye thay...cinima ki tasaweer aur posters design kerne lagay...Matric mein board mein 3rd position hasil ki. FSc. mein Scholorship liya aur BSc. mein bhi numayan rahay...apnay area ya Gaoon ke wo wahid shaks thay jo itnay perhay likhay thay...BSc. ke dooran unhon ne Rickshaw chalaya...kisi kaam mein aar mehsoos nahi ki...BSc. ke baad unhon ne Finance aur other decipline mein diplomas liye...House Building Finance mein employee huay aur 2 saal baad he Manager bun gaye...kisi waja se khud resign kia...phir aik bohat bari private company mein job ki wahan per Manager banay...is ke baad wo England Chalay gaye...shuru ke 2, 3 saal khoob mehnat ki...mashallah se kafi intelligent thay, jahan job ki unhon ne he partner bana liya...Pakistan aa ke Factory install ki...phir un ka waqt kabi pakistan kabi UK mein guzra...but fate didn't allow him to live long...doctors ne unhein Pakisan mein kidneys transplantation ke liye baija...yahan pe tissue cross matching bhi ho gai...lekin operation se pehlay he un ki death ho gai...at the time of death un ki age 42 years thi
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: wht u learnt from ur father....???

      Quite sensitive topic sadaf
      App ney subha subha yaad dila dii :embarasse
      @TOPIC

      1)Ba'adab Banaseeb beadab bad naseeb
      2)Jub sey mainey hosh sanbhala un ki adat dekhi woh subha office jatey howey nashta main 2slice or tea or sham ko atey hi fresh ho kr 2slice or tea letey phir ammi k saath different topics pr discussion din bhr ki baatain hoti phir aram sey Ishaa ki namaz parh kr late night dinner krteyy or abb yehi meri bhi habbit ban chuki haii :)
      3)Woh jub bhi gher main enter hotey hamesha smile krtey howey bahir ki pareshaniya bahir choor k atey they
      4)Woh kehtey theyy k un k biwi bachoo main un ki jaan haii or aisey hi abb main kehti hoon k meri behnoo or maa main meri jaan haii
      5)Main ney kai baar note kya thaa k woh apni choti chooti zarooratoo pr sacrifise ker k gher waloo ki khuwahishain poori kerdetey theyy yehi adat mujh mein bhi aai hai.

      is k alawaa or bhi bauhttttt sari baatain hia jo mainey apnaii hain in short mujhey gher main Mini Papa kaha jata haii :blush:

      Comment

      • #4
        Re: wht u learnt from ur father....???

        Originally posted by munda_sialkoty View Post

        very nice and impressinve personality thi..shayed sarey achey fathers aisey hi hotey hain or hum jaisi aulad k liya roke model hotey hain...kafi baatain mushtariq haii :)

        Comment

        • #5
          Re: wht u learnt from ur father....???

          Originally posted by aquari View Post

          thanx...aur aap ke dad ke baray mein bhi perh ker acha laga :phool:
          :thmbup:

          Comment

          • #6

            INALLIAH WA INA ALEHAY RAJIOON
            تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
            تو لہریں شور مچاتی ہیں،
            لو آج سمندر ڈوب گیا ۔

            ~Mujay Vote Dain~
            پاکستانی کا خواب

            Comment

            • #7

              wow:)
              app ky dad to bohat mehnati thay.....aur role model bhee....:)
              Allah unhain jannat main jagha atay farmaiy...Ameen
              thnx bhai for sharing wid us..and sure humein pic bhe dekhain gay unki...:)

              Comment

              • #8
                Re: wht u learnt from ur father....???

                main nay apnay dad say Baqaaa aur Himat ka dars leya
                تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                لو آج سمندر ڈوب گیا ۔

                ~Mujay Vote Dain~
                پاکستانی کا خواب

                Comment

                • #9
                  Re: wht u learnt from ur father....???

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  thanx...aur aap ke dad ke baray mein bhi perh ker acha laga :phool:
                  Thx ki kya baat hai ..i think hum bauhtt lucky haii k itney achey fathers they humarey k aaj hum bauht proud feel krtey hain un k barey main share krtey howeyy or yeh batatey howey k humari personality main kitni hi baatain aisi haii jo hum ney un sey inherit ki hai or kitni hi aisi haii jo impress hoker apnaii hiann....

                  Comment

                  • #10
                    Re: wht u learnt from ur father....???

                    Originally posted by Abdul Qudoos View Post
                    INALLIAH WA INA ALEHAY RAJIOON
                    :)

                    Originally posted by miss sng View Post
                    wow:)
                    app ky dad to bohat mehnati thay.....aur role model bhee....:)
                    Allah unhain jannat main jagha atay farmaiy...Ameen
                    thnx bhai for sharing wid us..and sure humein pic bhe dekhain gay unki...:)
                    Haan inshallah kul share karon ga
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: wht u learnt from ur father....???

                      Originally posted by aquari View Post
                      Thx ki kya baat hai ..i think hum bauhtt lucky haii k itney achey fathers they humarey k aaj hum bauht proud feel krtey hain un k barey main share krtey howeyy or yeh batatey howey k humari personality main kitni hi baatain aisi haii jo hum ney un sey inherit ki hai or kitni hi aisi haii jo impress hoker apnaii hiann....
                      Exactly :)
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: wht u learnt from ur father....???

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Exactly :)
                        hmm:)

                        Comment

                        • #13
                          Re: wht u learnt from ur father....???

                          Originally posted by aquari View Post
                          Quite sensitive topic sadaf
                          App ney subha subha yaad dila dii :embarasse
                          @TOPIC

                          1)Ba'adab Banaseeb beadab bad naseeb
                          2)Jub sey mainey hosh sanbhala un ki adat dekhi woh subha office jatey howey nashta main 2slice or tea or sham ko atey hi fresh ho kr 2slice or tea letey phir ammi k saath different topics pr discussion din bhr ki baatain hoti phir aram sey Ishaa ki namaz parh kr late night dinner krteyy or abb yehi meri bhi habbit ban chuki haii :)
                          3)Woh jub bhi gher main enter hotey hamesha smile krtey howey bahir ki pareshaniya bahir choor k atey they
                          4)Woh kehtey theyy k un k biwi bachoo main un ki jaan haii or aisey hi abb main kehti hoon k meri behnoo or maa main meri jaan haii
                          5)Main ney kai baar note kya thaa k woh apni choti chooti zarooratoo pr sacrifise ker k gher waloo ki khuwahishain poori kerdetey theyy yehi adat mujh mein bhi aai hai.

                          is k alawaa or bhi bauhttttt sari baatain hia jo mainey apnaii hain in short mujhey gher main Mini Papa kaha jata haii :blush:

                          bohat acha laga k app nay hum say itni achi achi yaadein..batein share kein......:)

                          we r lucky k itnay achay insaaan father ky roop main milay...aur hamein bohat kuch seekhnay samjhnay ko mila...:)

                          Comment

                          • #14
                            Re: wht u learnt from ur father....???

                            Originally posted by miss sng View Post
                            bohat acha laga k app nay hum say itni achi achi yaadein..batein share kein......:)

                            we r lucky k itnay achay insaaan father ky roop main milay...aur hamein bohat kuch seekhnay samjhnay ko mila...:)
                            haa waqai hum parents k mamley main waqai bauht khush qismat hainn

                            Comment

                            • #15
                              Re: wht u learnt from ur father....???

                              Originally posted by aquari View Post
                              haa waqai hum parents k mamley main waqai bauht khush qismat hainn
                              gee bilkul..:)
                              aur is cheez ko samjhna bhee hamari khush kismati hy...warna kuch loog sab kuch hotay howay bhe....khud ko unlucky samjhty hain:tauba

                              Comment

                              Working...
                              X