Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

wht u learnt from ur father....???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: wht u learnt from ur father....???

    Originally posted by miss sng View Post
    gee bilkul..:)
    aur is cheez ko samjhna bhee hamari khush kismati hy...warna kuch loog sab kuch hotay howay bhe....khud ko unlucky samjhty hain:tauba

    barey badnaseeb hotey hain woh loog jin ko parents ka saya miley or woh phir bhi naqadri karain

    Comment

    • #17
      Re: wht u learnt from ur father....???

      Bauaht buahat bauaht hi accha thread hai....:thmbup:
      hmmm....

      love you baba....:hug:
      Last edited by ummid; 18 June 2007, 13:21.

      Comment

      • #18
        Re: wht u learnt from ur father....???

        bohat kuch
        Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

        Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

        Comment

        • #19
          Re: wht u learnt from ur father....???

          Originally posted by ummid View Post
          Bauaht buahat bauaht hi accha thread hai....:thmbup:
          hmmm....

          love you baba....:hug:
          :thmbup:
          :thmbup:

          Comment

          • #20
            Re: wht u learnt from ur father....???

            Originally posted by ummid View Post
            Bauaht buahat bauaht hi accha thread hai....:thmbup:
            hmmm....

            love you baba....:hug:
            :)

            Comment

            • #21
              Re: wht u learnt from ur father....???

              Originally posted by ummid View Post
              Bauaht buahat bauaht hi accha thread hai....:thmbup:
              hmmm....

              love you baba....:hug:

              :clap:

              :clap: :clap: :clap:
              :clap: :clap: :clap: :clap: :clap:
              :clap: :clap: :clap: :clap:
              :clap: :clap: :clap: :clap: :clap: :clap:
              :clap: :clap: :clap: :clap: :clap:
              :clap: :clap: :clap:
              sigpic

              Comment

              • #22
                Re: wht u learnt from ur father....???

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Wa Alaikum Aslam!

                Bohat umda topic start kia he :thmbup: My dad is no more with us, but his memories will always be fresh in my mind :) Mein unhein daily yaad kerta hon.

                mere dad mere liye aik role model thay. Mein ne apni life mein sub se ziada inspiration apnay dad se hasil kein...Mashallah bohat good looking thay (I'll share his pics tommorrow)aur bohat hardworking thay...bohat serious bhi thay aur bohat jolly nature ke bhi thay...jis jagah jatay loogon ko apna madah bana lete...buchpan mein unhein perhai mein bohat stuggle kerni pari...6th class mein thay ke unhon ne perhai ke akhrajaat uthanay ke liye kaam kerna shuru kia...apnay he class-fellows ko tuition perhatay thay...saath mein part time mein jobs kertay...matric tak wo aik artist bun gaye thay...cinima ki tasaweer aur posters design kerne lagay...Matric mein board mein 3rd position hasil ki. FSc. mein Scholorship liya aur BSc. mein bhi numayan rahay...apnay area ya Gaoon ke wo wahid shaks thay jo itnay perhay likhay thay...BSc. ke dooran unhon ne Rickshaw chalaya...kisi kaam mein aar mehsoos nahi ki...BSc. ke baad unhon ne Finance aur other decipline mein diplomas liye...House Building Finance mein employee huay aur 2 saal baad he Manager bun gaye...kisi waja se khud resign kia...phir aik bohat bari private company mein job ki wahan per Manager banay...is ke baad wo England Chalay gaye...shuru ke 2, 3 saal khoob mehnat ki...mashallah se kafi intelligent thay, jahan job ki unhon ne he partner bana liya...Pakistan aa ke Factory install ki...phir un ka waqt kabi pakistan kabi UK mein guzra...but fate didn't allow him to live long...doctors ne unhein Pakisan mein kidneys transplantation ke liye baija...yahan pe tissue cross matching bhi ho gai...lekin operation se pehlay he un ki death ho gai...at the time of death un ki age 42 years thi
                mere father bhi ese hi aik selfmade insan the or bohat choti age se mehnat shiru ki or Allah ne un ko un ki mehnat ka sila dia. few months pehle wo Allah ke pas chale gaey lekin me ne un se itni baten seekhi hen he was my roll model Allah un ko khush rakhe or Allah ap ke dad ko bhi khush rakhe.ameen

                Comment

                • #23
                  Re: wht u learnt from ur father....???

                  B]mayri zindagi or mayri her baat baba say shoro ho kay baba pay khatem hoti hay.jub choti thi tum unhon nain kabhi mujhay akyla nahi chora humaysha apnay business tour pay sath rakhtay.logon say kaysay milna hay rishtay kaysay nibhanay hain.bhaion ko kabhi humaray mamlay main bolnay nhi dia.kabhi humain koi kam kernay say nahi roka jub kaha baba comp classes layni hain theak jaysa aap chaho.baba lenguage course kerna hay theak hay ker lo.baba driving seekhni hay acha jaysay mayri bayti kahay.sara din ki tafseel jub tak bab ko suna n lon chain nahi ata,unhon nain zindagi ky her rung say roshnas kerwaya hay.khud say faysla layna sikhaya hay.kahtay hain humaysha agay daykho petchay kabhi mat daykho bus ey ahsas rakhna aap kay baba aap kay pethay hain.jub hum baray hoy to baba nain hum teno ko 1 baat samjhai kay aap mayra man ho mayra guror bus humaysha is maan ko qaim rakhna.unhon nain kabhi ey izhar nahi kia kay wo hum say kitna payr kertay hain bus humaysha 1 baat bus jn choro mayri jao apnay susral .her waqt tang kertay ho tum log.laykin main nain apnay baba ko is kay bad rotay bhi daykha hay pahli bar jub mom nain kaha kay neha ko bhi to jana hay na sub ki trhan to wo kahnay lagay acha neha itni bari hogai hay.mujhay nahi lagta.bohaaaaaaaaaaaaaaaaat bataion hain bohat yadain kia kia baton gi.is leay kay mayray paas to baba ki baton kay ilawa or koi baat nahi.i love him.[/B]

                  Comment

                  • #24
                    Re: wht u learnt from ur father....???

                    aap ney bohoth piari baaten ki hain,nice sharing neha:rose :thmbup:

                    Comment

                    • #25
                      Re: wht u learnt from ur father....???

                      Originally posted by hamzad View Post
                      mere father bhi ese hi aik selfmade insan the or bohat choti age se mehnat shiru ki or Allah ne un ko un ki mehnat ka sila dia. few months pehle wo Allah ke pas chale gaey lekin me ne un se itni baten seekhi hen he was my roll model Allah un ko khush rakhe or Allah ap ke dad ko bhi khush rakhe.ameen
                      I can realize how close u were with ur dad ... khush raha keejiye ... yeh life cycle he aisa he...kuch naye aa jatay hein aur kuch apnay choot jatay hein ... we are helpless ... totally helpless :)
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #26
                        Re: wht u learnt from ur father....???

                        Originally posted by neha_ahmad View Post
                        B]mayri zindagi or mayri her baat baba say shoro ho kay baba pay khatem hoti hay.jub choti thi tum unhon nain kabhi mujhay akyla nahi chora humaysha apnay business tour pay sath rakhtay.logon say kaysay milna hay rishtay kaysay nibhanay hain.bhaion ko kabhi humaray mamlay main bolnay nhi dia.kabhi humain koi kam kernay say nahi roka jub kaha baba comp classes layni hain theak jaysa aap chaho.baba lenguage course kerna hay theak hay ker lo.baba driving seekhni hay acha jaysay mayri bayti kahay.sara din ki tafseel jub tak bab ko suna n lon chain nahi ata,unhon nain zindagi ky her rung say roshnas kerwaya hay.khud say faysla layna sikhaya hay.kahtay hain humaysha agay daykho petchay kabhi mat daykho bus ey ahsas rakhna aap kay baba aap kay pethay hain.jub hum baray hoy to baba nain hum teno ko 1 baat samjhai kay aap mayra man ho mayra guror bus humaysha is maan ko qaim rakhna.unhon nain kabhi ey izhar nahi kia kay wo hum say kitna payr kertay hain bus humaysha 1 baat bus jn choro mayri jao apnay susral .her waqt tang kertay ho tum log.laykin main nain apnay baba ko is kay bad rotay bhi daykha hay pahli bar jub mom nain kaha kay neha ko bhi to jana hay na sub ki trhan to wo kahnay lagay acha neha itni bari hogai hay.mujhay nahi lagta.bohaaaaaaaaaaaaaaaaat bataion hain bohat yadain kia kia baton gi.is leay kay mayray paas to baba ki baton kay ilawa or koi baat nahi.i love him.[/b]
                        very nice neha....nice to know ur feelings about ur father :)

                        Comment

                        • #27

                          • #28
                            Re: wht u learnt from ur father....???

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            I can realize how close u were with ur dad ... khush raha keejiye ... yeh life cycle he aisa he...kuch naye aa jatay hein aur kuch apnay choot jatay hein ... we are helpless ... totally helpless :)
                            Very true..zindagi isi ka naam haii guzarni tu haii !janey wala chala jata haii or koi naya zindagi main ajata haii ,janey wala ek kamii si chor jata hai jis ko koi poora nahi kr saktaa or ana wala humari zindagiyoo main apni jaga kud bana leta haii ...hum bilkul helpless hain hum aksar jo chahtey hain wohi nahi hotaa ku nahi hotaa us k peechey koi maslihat hoti haii pr main yeh baat samjhney sey aaj tak qasir hoo k humarey parents ku chaley jatey hiann yeh kaisi or kon si maslihat haii ...Allah k kaam hai wohi janeyy pr bus itna haii k jiyoo tu hans kr or achey seyy kunk aisey main jo upper sey humain dkeh rahain hainn woh khush tuhongey k humario aulad achi haii or aisey main hum un ka naam bhi roshan kr saktey hainn..unko yaad karoo tu hans kr ankhoo ko bheega kr nahi :)

                            Comment

                            • #29
                              Re: wht u learnt from ur father....???

                              Originally posted by aquari View Post

                              bilkul sahi kaha aap ne :thmbup:

                              waise dekha jaye to hum teeno aik he thailay ke chutay butay hein :D
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #30
                                Re: wht u learnt from ur father....???

                                Originally posted by ummid View Post
                                Bauaht buahat bauaht hi accha thread hai....:thmbup:
                                hmmm....

                                love you baba....:hug:
                                :blush: :blush: :blush:
                                bohat khoobsurat batein .....golden rules for life....:blush: :blush: :blush:
                                khush rahoo hamesha...:lpop:

                                Comment

                                Working...
                                X