Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Badla..............

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Badla..............

    Originally posted by BUS U HE View Post
    :thmbup: :thmbup: GOOD ANSWER ABGINA GGG.......ZINDGHI JEE LAGTA HAI K AAP OOSI BAAT KO LAY KER BETHI HUI HO:tauba :tauba :tauba
    haan shaied app thek kaeh rahy hoo maij bi wo thread read ki thi

    Comment

    • #17
      Re: Badla..............

      Originally posted by sham-e-mehfil View Post
      bala lena kesa hai main nahi jantti

      magar ittna jantti hoon k agar app nay kisi se badla lena hai to app uss mamly ko ALLAH PAR CHOOR DOOO ...

      YE SAB SE BEHTREEN BADLA HAI KYUN K JAB APP MAMLA ALLAH PE DAL DO GE,.TO APP KABADLA KHUD HI LAY LEY GA
      :phool:

      Comment

      • #18
        Re: Badla..............

        Originally posted by champion_pakistani View Post
        I am not favor of it .. us maaf kar dayna acha lagta hai:phool:
        :phool:

        Comment

        • #19
          Re: Badla..............

          Originally posted by ummid View Post
          sorat-e-haal...:mm:
          apna Insaaf Allah per chor dena hi kaafi hota hai... aur humare baba tu yeh bhi kaaihte hain ke kisi ko ba-duaa dena bhi aik tarah ka badla hi hai us ke khilaaf... aur maaf karne mein hurj hi kya hai.... :blush: ager aap samne waale ki di hoi kisi takleef per use se badla lein tu usey aik ajeeb si taskeen hoti hai ke jo us ne kiya us se aap ko takleef pohanchi yaani woh apne maqsad mein kamyaab howa... kisi ko maaf kar dena hi sub se bara badla hai... baaqi Allah Insaaf ke liye baitha hai... avein mein khud ko halkaan karna...sahi nahi... hai na???
          :phool:

          Comment

          • #20
            Re: Badla..............

            Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
            badla sirf khuda ke liyeh jayez hai .........magar humein khudh se fursat nahi to khuda ke liyeh koi kaha sochey :lpop:
            :phool:

            Comment

            • #21
              Re: Badla..............

              Originally posted by Aabgina View Post
              Walaikom Assalam....aap any woh baat tu suni hogi keh jo badlay lainay kay tareeqooN per ghour karta hai us kay zakhm hamesha haray rehtay hain......
              badla lia ja sakta hai ...is mein koi harj.......jitnay bura koi ap kay saath karay utna hi bura aap us kay saath bhi kar sakti hain.....lakin pata hai....jab koi hamaray saath bura karta hai ...hamain takleef ponchata hai tu us kay gunaahooN mein izafa ho jata hai aur humari naikiyooN mein........jab badla lai lia....... tu hisaab barabar ho jai gaa...lakin naikiyaaN nahin mil paiN gi.....
              ALLAH TALAA muaaf karna aur muaaaf karnay walooN ko pasand karta hai .....agar ham loagooN ko muaaaf karain gay tu ALLAH TALAA humain muaaaaf karay gaa...yeh ahadees say sabit hai......
              dosri baat ALLAH TAALAA zyada buht zyada QADIR hai.....woh jo chahay kar sakta hai....badla lainay mein sometimes apna nuqsaaan ho jata hai.....jab keh ALLAH TALAA per chornay mein aap ko sokoon bhi milay gaa aur mustaqbil mein jab aaap us shakhs ko waisay hi takleef bardasht kartay dekhain gi tu aap ko makafaat-e-amal per yaqeen bhi aajaiga ......
              ALLAH TALAA zyadti karnay walooN ko hergiz pasand nahin karta...:rose
              :phool:

              Comment

              • #22
                Re: Badla..............

                Originally posted by BUS U HE View Post
                :thmbup: :thmbup: GOOD ANSWER ABGINA GGG.......ZINDGHI JEE LAGTA HAI K AAP OOSI BAAT KO LAY KER BETHI HUI HO:tauba :tauba :tauba
                kis baat ko

                Comment

                • #23
                  Re: Badla..............

                  Originally posted by refreshing_breeze View Post
                  badla lena achi baat nahi hai jee.
                  agar aap muaf nahi kar saktey tou khamoshi ikhtiyar kar ley
                  apna raasta alag kar ley.
                  aur badley wali baat Allah par chor dey
                  beshaq woh behtrin jaza aur saza deney wala hai.
                  :rose
                  es ka matlab hy jo loag khamosh hian kisi k badly main khamoosh hu jaty hain?

                  Comment

                  • #24
                    Re: Badla..............

                    Originally posted by Zindgi View Post
                    :phool:
                    :hug:
                    For New Designers
                    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                    Comment

                    • #25
                      Re: Badla..............

                      mayray baba kahtay hain galian sun kay bhi doa dayni chaheay.means koi aap ka kitna bura ker sakta hay.is leay ager aap badla lay lo gay to aap main or us main kia ferq rah jay ga.is leay usay us kay hal pay chor do.apna mamla ALLAH ji kay hawalay ker do.daykh layna mamala khud sulajh jay ga.

                      Comment

                      • #26
                        Re: Badla..............

                        Originally posted by neha_ahmad View Post

                        aap k baba bilkul thhek kehtey hain:thmbup:

                        Comment

                        • #27
                          Re: Badla..............

                          Originally posted by Aabgina View Post
                          Walaikom Assalam....aap any woh baat tu suni hogi keh jo badlay lainay kay tareeqooN per ghour karta hai us kay zakhm hamesha haray rehtay hain......
                          badla lia ja sakta hai ...is mein koi harj.......jitnay bura koi ap kay saath karay utna hi bura aap us kay saath bhi kar sakti hain.....lakin pata hai....jab koi hamaray saath bura karta hai ...hamain takleef ponchata hai tu us kay gunaahooN mein izafa ho jata hai aur humari naikiyooN mein........jab badla lai lia....... tu hisaab barabar ho jai gaa...lakin naikiyaaN nahin mil paiN gi.....
                          ALLAH TALAA muaaf karna aur muaaaf karnay walooN ko pasand karta hai .....agar ham loagooN ko muaaaf karain gay tu ALLAH TALAA humain muaaaaf karay gaa...yeh ahadees say sabit hai......
                          dosri baat ALLAH TAALAA zyada buht zyada QADIR hai.....woh jo chahay kar sakta hai....badla lainay mein sometimes apna nuqsaaan ho jata hai.....jab keh ALLAH TALAA per chornay mein aap ko sokoon bhi milay gaa aur mustaqbil mein jab aaap us shakhs ko waisay hi takleef bardasht kartay dekhain gi tu aap ko makafaat-e-amal per yaqeen bhi aajaiga ......
                          ALLAH TALAA zyadti karnay walooN ko hergiz pasand nahin karta...:rose
                          agreed:thmbup:

                          waysay hum to badla layty hien...:blush: ......jab hamari behna hamien tang karti hay to badlay mien hum bhi ussay tang karty hien maza aata hay:D

                          aur baqi serious waala badla to ............jab badlay ki aag jalay to yeh sooch kar bhuja leejiay k hum nay bhi zindgi mien itnay saray galat kaam kiay gunah kiay ..jaanay anjaanay mien...agar Allah hum say badla lay to hum kahan hoon gay.......dil say yeh baat sooch lien badlay ki aag thandi par jaay gi:thmbup:
                          jo galat karta hay uska phal paata hay magar badlay waali baat Allah ki taraf say hamaray sabar ka imtihaan hoti hay....

                          Comment

                          • #28
                            Re: Badla..............

                            Originally posted by neha_ahmad View Post
                            mayray baba kahtay hain galian sun kay bhi doa dayni chaheay.means koi aap ka kitna bura ker sakta hay.is leay ager aap badla lay lo gay to aap main or us main kia ferq rah jay ga.is leay usay us kay hal pay chor do.apna mamla ALLAH ji kay hawalay ker do.daykh layna mamala khud sulajh jay ga.
                            aap k baba theek kehty hien magar
                            is k liay boht aala zarf hoona zaroori hay aur aysay loog boht kam hien jo itni bardasht aur itna zarf rakhty hien.....

                            Comment

                            • #29
                              Re: Badla..............

                              hmmm badla acha hai tab jab larai ki jaga payar se liya jae ............hai na

                              Comment

                              • #30
                                Re: Badla..............

                                mauf kar dena sab sey behtareen badla hay
                                wasalaam...

                                Comment

                                Working...
                                X