Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aap ka behtareen dushman: Stress!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

    Thanks janab and welcome.

    Comment

    • #17
      Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

      Originally posted by yellowsky View Post
      Asalam alaikum!

      Kehtey hein stress insaan ka behtareen dushman hai :khi: , aur ye waqai sach bhi hai. khas ker aaj kal key daur mey jab aik chotey bachey ko bhi stress ho kisi na kisi baat ka :D

      iss pey baat karein gi hamari psychologist Zindgi :D

      magar mey ney iss baarey mey ye perha tha key insaan ko stress sey combat kerney key liye roz subha apney aap ko smile deyni chahiye .......... :D barhi saari :D....ye kaam ker key deykheiN and see how do you feel!

      w/alaikum assalam Yellow sky g:salam:
      :SubhanAllhaa: bohat sahi baat kii
      100% true ...bashartia k apkay daant saaf ho'n:D
      Last edited by Almas; 4 June 2007, 08:21.
      Finding truth - Finding love
      These diamonds sparkle from lights above

      Lorraine Venner

      Comment

      • #18

        Wa Alaikum Aslam

        aaj kul ke jo stress hein wo itnay kachay nahi ke apnay aap ko aik smile de ke khatam kiye jaa sakein :D Mein daily yahan pe khoob hasta hoon, bongiyaan maarta hon, lekin mein stress se kabi jaan nahi chura paya
        :thmbup:

        Comment

        • #19
          Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

          Originally posted by Zindgi View Post
          Stress!
          salam o alikum thanks yellowsky..k ap ny aik buhat acha subject share kia hay for to know more detail on it.
          what is a stress?
          stress wo feelings huti hayn jab ap kisi khas chez k oper buhat ziyada react karna shoro ker daity hian. os wakat ap ke whole body os k mukabila k liy tiyar hujati hay jaisa k wo sab sy ziyada tough kaam hu
          aap ka focus ap ka stamina aur ap kee sari hard work osi chez per lag jati hay. aur jab ap ka zehan kuch es trah ka hu jata hay to yeh ap k nerve system per atack shoro kr daita hy..aur ap apny muscles special toor per shoulder aur nick aur head main pain aur khichaoo mehsoos kerty hain.

          aur janab aj hum ap ko aik aur baat bataongi wo yeh k stress achi bee huti hay aur buri bee...
          kuch kaam hum stress main ker jaty hain jo hum life main kabi nahi karty ...matlab hum kuch bazahir impossible kaam kar jaty hain...

          aur main ap ko bataon gee k stress kamm kaisy hian...
          sab sy pehly Islamic way the best way to reduce stress...
          Sitdown and drink a glass of Water or more than one.
          jiss chez ny ap ko preshan kia hay os k bary main sochey k wo ap ko kisi tarha faida bee dy sakti hy k nahi
          Hakeekat pasandi ka muzahira karian..jo hay osy kabool karian choor rasta talash na karian.

          waisy stress kee aur buhat sari wajoohat hain...k yeh kiun huti hay
          commonly jab ap kee bat na mani jay.
          ap jo kaam karna chah rahy hun na ho.
          jab koi ap ko kisi ka anjana khoof hu.
          ya koi ap ny na pasandeeda dream dekh lee hu.
          aur most comom PC ya TV dekhna.......

          abi time thora hy lakin inshaALLAH jaisay jaisy ap swal pochy gy main un ky jawabat daiti jaongee.
          Be happy
          yeh to me bhi jaanta hon :D

          neya door he, neya stress he, koi new cheez peesh keejiye na
          :thmbup:

          Comment

          • #20
            Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

            stress ye u nay appn aname kab badlaa

            me to u ko munda_sialkoty tha na

            Comment

            • #21
              Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

              waisay stress apni smile say shayad khatam hota ho' but dosr'on ki smile say jaldi khatam hota hay...aur emotional support say bhi:)
              Finding truth - Finding love
              These diamonds sparkle from lights above

              Lorraine Venner

              Comment

              • #22
                Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

                Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                stress ye u nay appn aname kab badlaa

                me to u ko munda_sialkoty tha na
                ub aap ne yeh jo bhi likha he is ka urdu mein terjma keejiye
                :thmbup:

                Comment

                • #23
                  Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

                  Originally posted by yellowsky View Post
                  Asalam alaikum!

                  Kehtey hein stress insaan ka behtareen dushman hai :khi: , aur ye waqai sach bhi hai. khas ker aaj kal key daur mey jab aik chotey bachey ko bhi stress ho kisi na kisi baat ka :D

                  iss pey baat karein gi hamari psychologist Zindgi :D

                  magar mey ney iss baarey mey ye perha tha key insaan ko stress sey combat kerney key liye roz subha apney aap ko smile deyni chahiye .......... :D barhi saari :D....ye kaam ker key deykheiN and see how do you feel!

                  sahi kaha:thmbup:

                  Comment

                  • #24
                    Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

                    Originally posted by Shaheeen View Post
                    walaikum u salam ..
                    nice topic Zinia ............ well sahi kaha stress ........... but aap nai ilaz b sahi bataya smile ............. mai agree ho ........ lets seeee zindagi ji kya kehti hai .
                    :thmbup:
                    Originally posted by miss sng View Post
                    WA SLAM,

                    :lpop: well hum to har time he khud ko aur baki sab ko smile dyty rehty hain....:D
                    thats like a v good girl .up:

                    :D

                    Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                    Ah han ........... its quite true ............. aur ilaj :D :D :D

                    mei subah outhti hoon to ous se pehley hi mere mob ek sms hota hai to smile apney aap hi aa jati hai :p
                    cool

                    mujhey to bas meyra alarm hi subha subha Utha deyta hai :( aur uss key baad jo awaz sunai deyti hai wo ChiryoN ki hoti hai :D

                    khush rahien :rose
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #25
                      Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

                      Originally posted by Zindgi View Post
                      Stress!
                      salam o alikum thanks yellowsky..k ap ny aik buhat acha subject share kia hay for to know more detail on it.
                      what is a stress?
                      stress wo feelings huti hayn jab ap kisi khas chez k oper buhat ziyada react karna shoro ker daity hian. os wakat ap ke whole body os k mukabila k liy tiyar hujati hay jaisa k wo sab sy ziyada tough kaam hu
                      aap ka focus ap ka stamina aur ap kee sari hard work osi chez per lag jati hay. aur jab ap ka zehan kuch es trah ka hu jata hay to yeh ap k nerve system per atack shoro kr daita hy..aur ap apny muscles special toor per shoulder aur nick aur head main pain aur khichaoo mehsoos kerty hain.

                      aur janab aj hum ap ko aik aur baat bataongi wo yeh k stress achi bee huti hay aur buri bee...
                      kuch kaam hum stress main ker jaty hain jo hum life main kabi nahi karty ...matlab hum kuch bazahir impossible kaam kar jaty hain...

                      aur main ap ko bataon gee k stress kamm kaisy hian...
                      sab sy pehly Islamic way the best way to reduce stress...
                      Sitdown and drink a glass of Water or more than one.
                      jiss chez ny ap ko preshan kia hay os k bary main sochey k wo ap ko kisi tarha faida bee dy sakti hy k nahi
                      Hakeekat pasandi ka muzahira karian..jo hay osy kabool karian choor rasta talash na karian.

                      waisy stress kee aur buhat sari wajoohat hain...k yeh kiun huti hay
                      commonly jab ap kee bat na mani jay.
                      ap jo kaam karna chah rahy hun na ho.
                      jab koi ap ko kisi ka anjana khoof hu.
                      ya koi ap ny na pasandeeda dream dekh lee hu.
                      aur most comom PC ya TV dekhna.......

                      abi time thora hy lakin inshaALLAH jaisay jaisy ap swal pochy gy main un ky jawabat daiti jaongee.
                      Be happy
                      Thanks! ......

                      Originally posted by Zindgi View Post
                      main yehan siraf etna kahongee..............K wo smile jo ap apny aap ko daina chahty hain wo kisi ko dy dain..........kiun k insaan kabi apny ap per khush nahi huta koi bee ho dosra wo ager smile dy to zindgi janat ban sakti hay..
                      es tarah humain yeh rawaj qaim ker daina chayee k her banda koi baat ho na hu aik dosry ko smil dy aur smile aisa huni chayee:blush: na key
                      :Daisy:kr: :kr:
                      yep!

                      meyrey nazdeek doosroN ko smile deyna assan hota hai yani support kerna chahey wo morally ho ya unhien encourage kerna ho....................leykin agar yehi kaam aik insaan apni zaat key liye karey to phir thora mushkil ho jata hai....

                      nahi??
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #26
                        Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

                        Originally posted by chalakie View Post
                        w/alaikum assalam Yellow sky g:salam:
                        :SubhanAllhaa: bohat sahi baat kii
                        100% true ...bashartia k apkay daant saaf ho'n:D
                        lol ........... to sahih hai raat ko daant brush ker key sona chahiye aur subha daantoN ki whiteness hi check kerney key liye aik big smile apney aap ko dey deyni chhaiye ...........kya khayal hai ;)

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Wa Alaikum Aslam

                        aaj kul ke jo stress hein wo itnay kachay nahi ke apnay aap ko aik smile de ke khatam kiye jaa sakein :D Mein daily yahan pe khoob hasta hoon, bongiyaan maarta hon, lekin mein stress se kabi jaan nahi chura paya
                        Originally posted by hamzad View Post
                        sahi kaha:thmbup:
                        :rose
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #27
                          Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

                          Originally posted by yellowsky View Post
                          :thmbup:

                          cool

                          mujhey to bas meyra alarm hi subha subha Utha deyta hai :( aur uss key baad jo awaz sunai deyti hai wo ChiryoN ki hoti hai :D

                          khush rahien :rose
                          Thanks .............. U bhi khush raho buhut :)
                          sigpic

                          Comment

                          • #28
                            Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

                            Originally posted by yellowsky View Post
                            Thanks! ......

                            yep!

                            meyrey nazdeek doosroN ko smile deyna assan hota hai yani support kerna chahey wo morally ho ya unhien encourage kerna ho....................leykin agar yehi kaam aik insaan apni zaat key liye karey to phir thora mushkil ho jata hai....

                            nahi??
                            ager sab apni apni zatoon main magan hu jain to mushkal huga...

                            Comment

                            • #29
                              Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              yeh to me bhi jaanta hon :D

                              neya door he, neya stress he, koi new cheez peesh keejiye na
                              Her aik sy acha bolain taka wo bee ap sy acha slook karian so simple

                              Comment

                              • #30
                                Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

                                Originally posted by yellowsky View Post
                                lol ........... to sahih hai raat ko daant brush ker key sona chahiye aur subha daantoN ki whiteness hi check kerney key liye aik big smile apney aap ko dey deyni chhaiye ...........kya khayal hai ;)

                                khush raheiN

                                :rose
                                Tension ki halat mein apnay aap ko smile dena he sub se bari bewakoofi lagti he, aisay lagta he jese apnay aap ko smile nahi dhooka de raha hoon
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X