Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aap ka behtareen dushman: Stress!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aap ka behtareen dushman: Stress!

    Asalam alaikum!

    Kehtey hein stress insaan ka behtareen dushman hai :khi: , aur ye waqai sach bhi hai. khas ker aaj kal key daur mey jab aik chotey bachey ko bhi stress ho kisi na kisi baat ka :D

    iss pey baat karein gi hamari psychologist Zindgi :D

    magar mey ney iss baarey mey ye perha tha key insaan ko stress sey combat kerney key liye roz subha apney aap ko smile deyni chahiye .......... :D barhi saari :D....ye kaam ker key deykheiN and see how do you feel!


    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

    walaikum u salam ..
    nice topic Zinia ............ well sahi kaha stress ........... but aap nai ilaz b sahi bataya smile ............. mai agree ho ........ lets seeee zindagi ji kya kehti hai .

    Comment


    • #3
      Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

      WA SLAM,

      :lpop: well hum to har time he khud ko aur baki sab ko smile dyty rehty hain....:D

      Comment


      • #4
        Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

        Ah han ........... its quite true ............. aur ilaj :D :D :D

        mei subah outhti hoon to ous se pehley hi mere mob ek sms hota hai to smile apney aap hi aa jati hai :p
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

          Stress!
          salam o alikum thanks yellowsky..k ap ny aik buhat acha subject share kia hay for to know more detail on it.
          what is a stress?
          stress wo feelings huti hayn jab ap kisi khas chez k oper buhat ziyada react karna shoro ker daity hian. os wakat ap ke whole body os k mukabila k liy tiyar hujati hay jaisa k wo sab sy ziyada tough kaam hu
          aap ka focus ap ka stamina aur ap kee sari hard work osi chez per lag jati hay. aur jab ap ka zehan kuch es trah ka hu jata hay to yeh ap k nerve system per atack shoro kr daita hy..aur ap apny muscles special toor per shoulder aur nick aur head main pain aur khichaoo mehsoos kerty hain.

          aur janab aj hum ap ko aik aur baat bataongi wo yeh k stress achi bee huti hay aur buri bee...
          kuch kaam hum stress main ker jaty hain jo hum life main kabi nahi karty ...matlab hum kuch bazahir impossible kaam kar jaty hain...


          aur main ap ko bataon gee k stress kamm kaisy hian...
          sab sy pehly Islamic way the best way to reduce stress...
          Sitdown and drink a glass of Water or more than one.
          jiss chez ny ap ko preshan kia hay os k bary main sochey k wo ap ko kisi tarha faida bee dy sakti hy k nahi
          Hakeekat pasandi ka muzahira karian..jo hay osy kabool karian choor rasta talash na karian.




          waisy stress kee aur buhat sari wajoohat hain...k yeh kiun huti hay
          commonly jab ap kee bat na mani jay.
          ap jo kaam karna chah rahy hun na ho.
          jab koi ap ko kisi ka anjana khoof hu.
          ya koi ap ny na pasandeeda dream dekh lee hu.
          aur most comom PC ya TV dekhna.......

          abi time thora hy lakin inshaALLAH jaisay jaisy ap swal pochy gy main un ky jawabat daiti jaongee.
          Be happy

          Comment


          • #6
            Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

            Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
            Ah han ........... its quite true ............. aur ilaj :D :D :D

            mei subah outhti hoon to ous se pehley hi mere mob ek sms hota hai to smile apney aap hi aa jati hai :p
            i must say if u dont mind.as u mentioned earlier.......sms from ur feoncy:phool:

            Comment


            • #7
              Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

              Originally posted by Zindgi View Post
              i must say if u dont mind.as u mentioned earlier.......sms from ur feoncy:phool:
              tum yaha raaz kholney baith gayi ho :p

              why would i mind ......... frds ke mazak ka bura kabhi nahi manti ... aur wese ummid jani ke sms bhi hotey hain barey mazey ke which always make me smile :)
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

                Originally posted by yellowsky View Post
                Asalam alaikum!

                Kehtey hein stress insaan ka behtareen dushman hai :khi: , aur ye waqai sach bhi hai. khas ker aaj kal key daur mey jab aik chotey bachey ko bhi stress ho kisi na kisi baat ka :D

                iss pey baat karein gi hamari psychologist Zindgi :D

                magar mey ney iss baarey mey ye perha tha key insaan ko stress sey combat kerney key liye roz subha apney aap ko smile deyni chahiye .......... :D barhi saari ....ye kaam ker key deykheiN and see how do you feel!

                main yehan siraf etna kahongee..............K wo smile jo ap apny aap ko daina chahty hain wo kisi ko dy dain..........kiun k insaan kabi apny ap per khush nahi huta koi bee ho dosra wo ager smile dy to zindgi janat ban sakti hay..
                es tarah humain yeh rawaj qaim ker daina chayee k her banda koi baat ho na hu aik dosry ko smil dy aur smile aisa huni chayee:blush: na key
                :Daisy:kr: :kr:

                Comment


                • #9
                  Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

                  Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                  tum yaha raaz kholney baith gayi ho :p

                  why would i mind ......... frds ke mazak ka bura kabhi nahi manti ... aur wese ummid jani ke sms bhi hotey hain barey mazey ke which always make me smile :)
                  ahan dears ap bee theek kehti hun meri es baat per ap k face per smile ai hugee apny feoncy k bary main sunn ker :khi: . khair aik thread main ap ny likha tha aur un kee image bee share kee thee wo NO raz this is...:khi:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

                    Originally posted by Zindgi View Post
                    ahan dears ap bee theek kehti hun meri es baat per ap k face per smile ai hugee apny feoncy k bary main sunn ker :khi: . khair aik thread main ap ny likha tha aur un kee image bee share kee thee wo NO raz this is...:khi:

                    yeh to raaz nahi hai ke i'm engaged ....... laikin sms kis ka hota hai yeh btana zarori tha :blush:
                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

                      Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                      yeh to raaz nahi hai ke i'm engaged ....... laikin sms kis ka hota hai yeh btana zarori tha :blush:
                      Yeh nahi batana tha...........chaloo ainda nahi batain gey........ .
                      Waisy life achi hu jati hay koi acha sathi mil jay too....:tauba

                      Comment


                      • #12
                        Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

                        Originally posted by Zindgi View Post
                        Yeh nahi batana tha...........chaloo ainda nahi batain gey........ .
                        Waisy life achi hu jati hay koi acha sathi mil jay too....:tauba
                        koi baat nahi sab ko almost pata hi ho ga :p

                        aur haan sahi kaha ............. khuda sab ke liyeh behter karey , Ameen :dua
                        sigpic

                        Comment


                        • #13
                          Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

                          hmm well said Zindgi ..its really true...thanx:)

                          Comment


                          • #14
                            Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

                            Thankssss

                            Comment


                            • #15
                              Re: Aap ka behtareen dushman: Stress!

                              Originally posted by Zindgi View Post
                              Stress!
                              salam o alikum thanks yellowsky..k ap ny aik buhat acha subject share kia hay for to know more detail on it.
                              what is a stress?
                              stress wo feelings huti hayn jab ap kisi khas chez k oper buhat ziyada react karna shoro ker daity hian. os wakat ap ke whole body os k mukabila k liy tiyar hujati hay jaisa k wo sab sy ziyada tough kaam hu
                              aap ka focus ap ka stamina aur ap kee sari hard work osi chez per lag jati hay. aur jab ap ka zehan kuch es trah ka hu jata hay to yeh ap k nerve system per atack shoro kr daita hy..aur ap apny muscles special toor per shoulder aur nick aur head main pain aur khichaoo mehsoos kerty hain.

                              aur janab aj hum ap ko aik aur baat bataongi wo yeh k stress achi bee huti hay aur buri bee...
                              kuch kaam hum stress main ker jaty hain jo hum life main kabi nahi karty ...matlab hum kuch bazahir impossible kaam kar jaty hain...


                              aur main ap ko bataon gee k stress kamm kaisy hian...
                              sab sy pehly Islamic way the best way to reduce stress...
                              Sitdown and drink a glass of Water or more than one.
                              jiss chez ny ap ko preshan kia hay os k bary main sochey k wo ap ko kisi tarha faida bee dy sakti hy k nahi
                              Hakeekat pasandi ka muzahira karian..jo hay osy kabool karian choor rasta talash na karian.




                              waisy stress kee aur buhat sari wajoohat hain...k yeh kiun huti hay
                              commonly jab ap kee bat na mani jay.
                              ap jo kaam karna chah rahy hun na ho.
                              jab koi ap ko kisi ka anjana khoof hu.
                              ya koi ap ny na pasandeeda dream dekh lee hu.
                              aur most comom PC ya TV dekhna.......

                              abi time thora hy lakin inshaALLAH jaisay jaisy ap swal pochy gy main un ky jawabat daiti jaongee.
                              Be happy
                              itni qeemti maalumaath dainey k liye bohoth bohoth shukria zindagi. and also waiting for more information:rose

                              Comment

                              Working...
                              X