Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Your prblem surely be solved.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Your prblem surely be solved.

    Originally posted by Abdul Qudoos View Post
    lollz Yah tu muj ko pahlay say hi pata hay and One thing more app ki books main ho gi.
    asy insan buhat Zaheen hotay hain aur een main Kas kisam ki Mind power hoti hay.
    aur mujay fakar hay ees bat par. ees kay elava mera Star b yahi kahta hay, oper say main Self Confiedent hon:D aur yah b es ki barhi.
    waja hay
    ab app ees kay elava kuch mazeed batoo app tu phir main app ka mureed ho jaon ga, :phool:
    Thanks..........................chalin main ap sy kuch swalat pochon gee ager aap ny theek theek jawabat diy to main ap k bary main sb batadongi inshaALLAH.

    Comment


    • #17
      Re: Your prblem surely be solved.

      Originally posted by D@y W@lk3r View Post
      vry good. acha sisila shuro kiya hain... app kahein idher house job to nahi kar rahi...
      well kiya app mujhay batay gi ... haam sa sawal...
      kay kuch log is terha kiyun hotay hain jo dosroon ka bora chahtay hoon. har waqt dosroon ki boraiya.. kiya unko aisa problem hain kay aisa kar kay unko farhat mehsos hoti hain yah wo na samjhtay hoay aisa kartay hain...
      tahnx in advanced
      waite plz i will give u reply ...some after.
      gee han yehi samj lain main house job ker rahi hun:tauba

      Comment


      • #18
        Re: Your prblem surely be solved.

        ok
        Manzoor hay
        تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
        تو لہریں شور مچاتی ہیں،
        لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


        ~Mujay Vote Dain~
        پاکستانی کا خواب

        Comment


        • #19
          Re: Your prblem surely be solved.

          Originally posted by Shaheeen View Post
          bachoo serious hojaooo ....
          Bary bee serious hu jain to acha hay

          Comment


          • #20
            Re: Your prblem surely be solved.

            Originally posted by Shaheeen View Post
            bachoo serious hojaooo ....
            Main nay keya kaha hay:blush:
            تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
            تو لہریں شور مچاتی ہیں،
            لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


            ~Mujay Vote Dain~
            پاکستانی کا خواب

            Comment


            • #21
              Re: Your prblem surely be solved.

              Originally posted by Zindgi View Post
              Bary bee serious hu jain to acha hay
              jaisa aap ka hukum Zindagi ji :salam:

              Comment


              • #22
                Re: Your prblem surely be solved.

                ab meray problem ka keya ho ga
                تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


                ~Mujay Vote Dain~
                پاکستانی کا خواب

                Comment


                • #23
                  Re: Your prblem surely be solved.

                  * Yeh ap ko bachpan sy hee hay?
                  * kia ap k parents ap k sath rehty hain..kuch sath reh ker bee nahi rehty.
                  * kia ap kee her baat maani jati hay?
                  * ap ko logon kee help kerna kaisa lagta hay?

                  1. haan jee hum bachpan se he bohat sensative hein..mere cousins mujhe thori se baat pe chirate the to mein rone lag jati thi..aur koi bhi nahi rota tha
                  2. mere parents mere saath rehtein hien...aur itna saath ke imagine bhi nahi kar sakti....mere parents yeh nahi ke apne bachoon ko time na de sakein..is silsilay mein hum bohat lucky hein..har baat share karte hein hum mom baba se aur har problem ka solution pyar se milta hia...saal mein aik ya 2 dafa dant parti hia..nahi to pyar he pyar:phool:woh mujh se pyar karte hien aur mein un se...mein apni har baat apni mom ke saath share karti hoo...aur woh mujhe bohat pyar se meri problem ko solve karti hien...aur mujhe bohat hosla deti hien
                  3. jee bilkul bohat lucky hoon mein k har jaiz wish kehne se pehle puri ho jati hia...aur aisa bhi bachpan se he hai. i am very lucky..very very lucky..abhi tak to jo chha mila..agey ka ALLAH JANE
                  4. help karne ke liye to hum har naik limit ko par kar sakte hien..koi hum se keh ke to dekhe...jo ho sake woh zaroor karte hien..hum dosroon ki happiness mein apni khushi talash karte hien..kyon ke dosroon ko kushi de kar jo sakoon milta hai..WOH HUM NE JAAN LIYA HAI..AUR AB USI SAKOON KE TALASH MEIN HIEN HUM:)

                  AUR AIK IMPORTANT BAAT HAI..KE MUJHE KOI PERSONAL,SOCIALLY, YA ECONOMICALLY,,KOI BHI DUKH NAHI. ALLAH KA SHUKAR HAI..koi bhi bari problem nahi hia..nothing at all...i am very happily living with my family..with every facility of life..however..problem yeh hia ke...AB MUJHE SE KOI NARAZ HO GA TO MEIN RO PAROON GE...DUKHI MOVIE DEKHI TO RO PAROON GE..DUKHI DRAMA...IS TARAN KI BAATEIN..AUR MERE ANSU KHUD BAKHUD GIR JATE HEIN...I HOPE KE AB AAP MERA MASLA SAHI SAMJH GAYE HOON GE:)
                  Last edited by *Hijab*; 2 June 2007, 07:01.

                  Comment


                  • #24
                    Re: Your prblem surely be solved.

                    Originally posted by desiprincess View Post
                    * Yeh ap ko bachpan sy hee hay?
                    * kia ap k parents ap k sath rehty hain..kuch sath reh ker bee nahi rehty.
                    * kia ap kee her baat maani jati hay?
                    * ap ko logon kee help kerna kaisa lagta hay?

                    1. haan jee hum bachpan se he bohat sensative hein
                    2. mere parents mere saath rehtein hien...aur itna saath ke imagine bhi nahi kar sakti....woh mujh se pyar karte hien aur mein un se...mein apni har baat apni mom ke saath share karti hoo...aur woh mujhe bohat pyar se har problem solve karti hien...aur mujhe bohat hola deti hien
                    3. jee bilkul bohat lucky hoon mein k har jaiz wish kehne se pehle puri ho jati hia...aur aisa bhi bachpan se he hai. i am very lucky..very very lucky..abhi tak to jo chha mila..agey ka ALLAH JANE
                    4. help karne ke liye to hum har naik limit tak karte hien..koi hum se keh ke to dekhe...jo ho sake woh zaroor karte hien

                    AUR AIK IMPORTANT BAAT HAI..KE MUJHE KOI PERSONAL,SOCIALLY, YA ECONOMICALLY,,KOI BHI DUKH NAHI ALLAH KA SHUKAR HAI...AB MUJHE SE KOI NARAZ HO GA TO MEIN RO PAROON GE...DUKHI MOVIE DEKHI TO RO PAROON GE..DUKHI DRAMA...IS TARAN KI BAATEIN..AUR MERE ANSU KHUD BAKHUD GIR JATE HEIN...I HOPE KE AB AAP MERA MASLA SAHI SAMJH GAYE HOON GE:)
                    khush rahoo :rose

                    Comment


                    • #25
                      Re: Your prblem surely be solved.

                      meray motbiq app main sirf self confidence ki kami hay
                      تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                      تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                      لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


                      ~Mujay Vote Dain~
                      پاکستانی کا خواب

                      Comment


                      • #26
                        Re: Your prblem surely be solved.

                        Originally posted by Abdul Qudoos View Post
                        Mujay yah Problem hay kay main khud ko Pagal Mahsoon karta hon
                        aur mein khud ko pagalon ka doctor mehsoos kerta hoon :a stick: :slap:

                        yahan pe serious question ker
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Your prblem surely be solved.

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          aur mein khud ko pagalon ka doctor mehsoos kerta hoon :a stick: :slap:

                          yahan pe serious question ker
                          yar tumhari kasam hay main serious hon.
                          auur ees bemari ki waja say main pahlay b 2 forums par ban ho choka hon:D
                          تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                          تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                          لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


                          ~Mujay Vote Dain~
                          پاکستانی کا خواب

                          Comment


                          • #28
                            Re: Your prblem surely be solved.

                            Originally posted by desiprincess View Post
                            * Yeh ap ko bachpan sy hee hay?
                            * kia ap k parents ap k sath rehty hain..kuch sath reh ker bee nahi rehty.
                            * kia ap kee her baat maani jati hay?
                            * ap ko logon kee help kerna kaisa lagta hay?

                            1. haan jee hum bachpan se he bohat sensative hein..mere cousins mujhe thori se baat pe chirate the to mein rone lag jati thi..aur koi bhi nahi rota tha
                            2. mere parents mere saath rehtein hien...aur itna saath ke imagine bhi nahi kar sakti....mere parents yeh nahi ke apne bachoon ko time na de sakein..is silsilay mein hum bohat lucky hein..har baat share karte hein hum mom baba se aur har problem ka solution pyar se milta hia...saal mein aik ya 2 dafa dant parti hia..nahi to pyar he pyar:phool:woh mujh se pyar karte hien aur mein un se...mein apni har baat apni mom ke saath share karti hoo...aur woh mujhe bohat pyar se meri problem ko solve karti hien...aur mujhe bohat hosla deti hien
                            3. jee bilkul bohat lucky hoon mein k har jaiz wish kehne se pehle puri ho jati hia...aur aisa bhi bachpan se he hai. i am very lucky..very very lucky..abhi tak to jo chha mila..agey ka ALLAH JANE
                            4. help karne ke liye to hum har naik limit ko par kar sakte hien..koi hum se keh ke to dekhe...jo ho sake woh zaroor karte hien..hum dosroon ki happiness mein apni khushi talash karte hien..kyon ke dosroon ko kushi de kar jo sakoon milta hai..WOH HUM NE JAAN LIYA HAI..AUR AB USI SAKOON KE TALASH MEIN HIEN HUM:)

                            AUR AIK IMPORTANT BAAT HAI..KE MUJHE KOI PERSONAL,SOCIALLY, YA ECONOMICALLY,,KOI BHI DUKH NAHI. ALLAH KA SHUKAR HAI..koi bhi bari problem nahi hia..nothing at all...i am very happily living with my family..with every facility of life..however..problem yeh hia ke...AB MUJHE SE KOI NARAZ HO GA TO MEIN RO PAROON GE...DUKHI MOVIE DEKHI TO RO PAROON GE..DUKHI DRAMA...IS TARAN KI BAATEIN..AUR MERE ANSU KHUD BAKHUD GIR JATE HEIN...I HOPE KE AB AAP MERA MASLA SAHI SAMJH GAYE HOON GE:)
                            OMG

                            aap to bohat sensitive ho...lets see ke aap ko kia response milta he Zindagi sahiba se...hope ke wo kuch achi suggestion dein gi aap ko...wish you good luck :)
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #29
                              Re: Your prblem surely be solved.

                              Originally posted by Abdul Qudoos View Post
                              yar tumhari kasam hay main serious hon.
                              auur ees bemari ki waja say main pahlay b 2 forums par ban ho choka hon:D


                              acha chal tera case bhi aagay forward ker raha hoon...waise 2 forum to mein bhi choor chuka hoon, aik pe mukamal ban ho ke aur aik pe warning le ke :D
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Your prblem surely be solved.

                                main dono par ban howa tha:D
                                تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                                تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                                لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


                                ~Mujay Vote Dain~
                                پاکستانی کا خواب

                                Comment

                                Working...
                                X