Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*chalte chalte...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: *chalte chalte...

    Originally posted by ummid View Post
    Asalamaalaikum...

    humari life mein akser hi kuch aise logon se humari mulaqat hoti hai jo bauaht unconsciously hi apna naqsh humare zaihan per chor jaate hain... :donno: aise log jin se dobarah milne ke chances tu kum hi hote hain per woh aap ko humesha yaad reh jaate hain.. jaise aap safer mein ho aur koi intresting character mil jaye.. ya funny sa hi.. jis ki koi baat ya aadat aap ko yaad reh jaye... aisa hota hai na akser?? khair aap ne yahan unhi logon ka ziker karna hai... jo aap ko apni life journy mein yun hi mil gaye.. aur yaad bhi reh gaye.... un ki koi khas baat... koi khas andaz.. ya koi aadat... ya un ka koi humor.. ya koi aisi cheez jo aap ke liye naseehat ho...whatever...:thmbup:

    chaliye hum start karte hain..Ramazan ke dinu mein aik baar late hogaye the.. roza kholne ka waqt hogaya tha... aur still hum bus mein hi the... us waqt humare pass paani bhi nahi tha.. sirf khajor thi... trafic bauaht tha... us waqt azan hoi.. khajor tu kha liya.. per pyaas bhi bauaht lagi thi... shaid wahan lage thaile waalo mein se kisi ne daikh liya tha... pata nahi kaun Allah ka banda tha... woh sarak cross ker ke paani le aya.. hum ne paani piya... aur shaid thanxx bhi na kaih paaye bus satrt hogai... woh kaun tha.. pata nahi.. per jub bhi ramzaan aata hai... woh banda dhyaan zaror aata hai aur dil se duaa niklati hai.. coz us waqt waqai paani ki zarorat thi...:) Allah usey behtareen ajer de (Aameen.. sum aameen)

    Ab aap log bataiye....:thmbup:

    khush rahiye....:rose
    aisa mere saath kum hua he lekin aisa mein ne doosron ke saath ziada kia he...mein akser safar mein mineral water ki 2 bottles le leta hon, aik apnay liye aur aik kisi aur ke liye aur kabi aisa bhi hota he ke aik bottle li aur wo kisi aur ke kaam aa gai.

    Anyways thanx for sharing....aisi chooti chooti baatein bhi kai baar saari zindagi yaad rehti hein...aur us shakhs ka unexpectedly aana waqee hairat angaiz he
    :thmbup:

    Comment

    • #17
      Re: *chalte chalte...

      Originally posted by jia View Post
      nice thread:thmbup:

      well mujhy aik dfaaa ka nahi bhoolta yaad to waisy or bhi bohat hain hain is baat ko main kabhi nahi bhool pai yaan bhool paoon ge
      aik df ahum log apni nani k saaath kisi khatk wgher pr gay thay whaan pr kafi rush tha kafi log ay hoay thay jin k ghr pr khatk tha woh kafi pohanchy hoay thay isliye rush ziyada tha
      mujhy whaan pr aik bohat hi khobsoorat lrki dekhai de
      app log yaqeen nahi karooo ge woh lrki itni khobsoorat the
      us ki ankhain like sea water chamak rahe theen us ka face aik dm clear tha koi dagh nahi tha koi kuch nahi tha or us ki personallity bhi bohat ziyada tha thi lakin mainy note kai k yeh to kuch keh hi nahi rahi
      mujhy baad main pta chall k yeh lrki na to kuch bool skti hay or nahi kuch sun skti hay
      mujhy itna afsoos hoa tha k bs pochain kuch mat
      khair aisy log bhi hoty hain duniya main
      jo Allah Talaa krty hain achy k liye hi krty hain
      aisi kahani pehlay bhi perhi thi mein ne :)
      :thmbup:

      Comment

      • #18
        Re: *chalte chalte...

        Originally posted by Zindgi View Post
        i have met an angel.......................................u cant belive it...meri mulakat aik farishta sy hui thee. its amazing..........main apni search k liy gojar khan k elaka main pahari silsila hay jisi wohan kee zuban main (pabbi)kehty hain ..to wohan k logon kee nafsiyat per search ker rahi thee wo loag etny masoom they k jaisy farishty...really amazing and beautifull...
        ahan thanx for sharing...waqee kuch loog angles ki tarah hotay hein :)

        mujay aik baar hyderabad ke door daraaz gaon Bulri Shah Karim jo ke Tandu Mohamad Khan se bhi koi 50 KM aagay he wahan pe almost aik week rehnay ka itfaaq hua...bohat ajeeb sa ilaqa he yeh...wahan ke loog itnay mehmaan nawaz thay ke mein kia bataon...hum wahan pe Aik Retired DSP ke haan reh rahay thay, aur zameenon ke aik case tha us chaker mein aaye thay...wahan pe her koi hamain apni free services offer kerta tha...koi bhi hum se paisa nahi leta tha...hum ne apnay dress dry cleaning ke liye diye to unhon ne paisay nahi liye...kuch loogon ne hamein dawat pe bulaya...itnay masoom loogon ko dekh ker waqee farishton sa gumaan hota he :thmbup:
        :thmbup:

        Comment

        • #19
          Re: *chalte chalte...

          Originally posted by sensible View Post
          waaqiaa tho bohoth lamba hai,laikin phhir bhi short cut may bata deta hun,1994 ki baath hai, aruba k sheher may hum theen chaar dost raath ko ghoom phhir rahai thhey k main wahan apney doston sey bhichhard gaya aur mujeh ruston ka ilam nahi thah,doston ko dhoondthey dhoondthey main jungle ki taraf nikle gaya,wahan achanuk aik lardki ney merey kundhey pe haath rakkha tho meri jaan sey jaan nikle gai,aur lardki bilkul sufaid libaas may mulboos thih,jaise eesaai lardkian shaadi key waqth pehnthi hain,na woh kuchh keh rahi thih aur na main kuchh keh raha thah aur woh mujeh jungle sey nikaal kar aabaadi ki taraf lai jaati gai,main ney jaisey he aabaadi daikhhi meri jaan may jaan aagai,tub uss ney haath k ishaarey sey mujeh jaaney ko kaha,main taiz taiz qadam bardhata hua aagey gaya,jaisey he main ney apney doston ki aawaazen sunin,main abhi aawaazon ki taraf abhi qadam bardha he raha thah k gali ki nukard pe uss lardki ney phhir achanuk merey kundhey pe haath rakkha aur usi waqth main ney apney doston ko apni jaanib aatey daikhha,main ney yak dum jo peechhey daikhha woh lardki mujeh haath k ishaarey sey alwidaa kar rahi thih,laikin main kahan peechheh murdney wala thah,main ney jub apney doston ko yeh roodaad sunaai tho unhon ney kaha k chalo miltey hai uss sey laikin main ney sirf isliye inkaar kia k woh mujeh insaan nahi lagi,aur iss k ilaawah uss k achanuk jungle may 2 murtaba namoodar honey ney waaqai mujeh bhi khofzadah kar dia thah,merey woh dost aaj tuk mera mazaq urdatey hain,laikin jub main kabhi tanhaai main baithh kar yeh yaad kartha hun tho bohoth ajeeb aur naaqaabl-i-faramosh lagta hai.
          yaar yeh film mein ne kahin dekhi he :khi:
          :thmbup:

          Comment

          • #20

            Arre waah.... jungle ki koi banjaran hogi woh...:khi: chaliye aap ko rasta mil gaya kaafi hai...
            khush rhaiye..:rose

            Comment

            • #21
              Re: *chalte chalte...

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              interesting topic :thumbup:

              Meri zindagi mein aisay bohat se waqeyaat hein, jub loog milay un se achi doosti hui...safar mein akser meri kisi na kisi se doosti ho jati he...mere aik doost jin ka naam Mujtaba he...un se doosti bhi safar mein hui thi. Safar mein doosti walay waqeeat to bohat se hein lekin ub aik different kism ka waqeya share karon ga.

              3 saal pehlay mein apnay cousin ke saath train mein safar ker raha tha, hamein gujrat se hyderabad jana tha...rastay mein aik sahib aaye aur hamaray saath wali seat pe beth gaye...wo medical doctor tha aur hyderabad mein he kahin us ki duty thi...shuru mein to kuch achi baatein huein, lekin baad mein mujay laga ke yeh saath mein Jaali-Peer bhi he...wo apni sunanay laga lekin mein bore ho gaya, mera cousin usay bohat interest se sunta raha aur us se behas kerta raha...lekin us ne to hud ker di, mere cousin ko kehnay laga ke ager tum mujay kaho to mein falan cheez gaib ker sakta hoon, falaan kaam yahan bethay bethay ker sakta hoon aur pata nahi kia kia, aur wo bhi us ki baaton mein aa gaya. Is dooran mein seat pe late ke koi MAG perhnay laga...saath mein mujay us ki baaton se sakht kooft honay lagi...lekin wo itna pur-aitmaad tha ke samajnay laga ke hum is ke chakaron mein aa gaye hein...mein ne MAG phainka, aur usay ke haath joor ke usay kaha, bhai miyaan ub utho is seat se aur kahin aur chalay jao aur yeh dramay baazi bund karo...wo mere cousin ko kehnay laga ke tumhara doost nadaan he...mein ne kaha yaar tu jaye ga ya mein tujay baijon...chal baag yahan se...wo bhi garam ho gaya aur mein to pehlay se he tha, wahan pe moojood loog hamari taraf matwaja huay aur doctor miyan ne apna samaan uthaya aur kisi aur seat pe chala gaya...2 hrs. guzar gaye....phir aik station pe gaari rukki to wo bahir se meri khirki pe aaya aur kehnay laga ke bhai sahib ager ghusa thunda hua he to booliye aap ke liye kuch khanay ko, kuch peenay ko laaon...lolz...i was surprised from his statement...us ki itni bisti hui thi loogon ke samnay, mein ne to usay fraudiya aur jaali-peer tak kaha tha...lekin wo phir bhi...khair mein suddenly cool down ho gaya...mein ne kaha theek he jo dil he le aao, lekin paisay mein doon ga :bwink: phir wo bahir se khana laya, aur within 5 min hum loog aapis mein gupein maar rahay thay aur ounchi aawaz mein huns rahay thay, aur hamaray aas paas walay loog hamein heerangi se deekh rahay thay aur sooch rahay thay ke yeh wohi hein jo 2 hrs. pehlay laray thay :hehe:
              :thmbup: thanxx for sharing...
              khush rahiye..

              Comment

              • #22
                Re: *chalte chalte...

                Originally posted by ummid View Post
                :thmbup: thanxx for sharing...
                khush rahiye..
                aap ne perh ke kaha ya sirf dekh ke he keh diya :blush:
                :thmbup:

                Comment

                • #23
                  Re: *chalte chalte...

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  aisa mere saath kum hua he lekin aisa mein ne doosron ke saath ziada kia he...mein akser safar mein mineral water ki 2 bottles le leta hon, aik apnay liye aur aik kisi aur ke liye aur kabi aisa bhi hota he ke aik bottle li aur wo kisi aur ke kaam aa gai.

                  Anyways thanx for sharing....aisi chooti chooti baatein bhi kai baar saari zindagi yaad rehti hein...aur us shakhs ka unexpectedly aana waqee hairat angaiz he
                  paani ki botel tu humare pass bhi hoti hi hai.. per ramzaan mein nahi.. aur hum akser hi lab. mein study kerne baith jaye tu jub tak tring tring nahi hota hume dhyaan hi nahi aata ke leave karna hai... khair.. khajor bhi is liye pass thi ke amma zabrdasti bag mein rakh dete hain.. ke waqt ka kuch pata nahi... aur waqt se zyadah tumhara kuch pata nahi...lolzz.. bus isi liye woh bag mein thi... per waqai us shaks ka aa ker paani dena unexpected hi tha... Allah usey behtareen ajer de (Aameen)

                  Comment

                  • #24
                    Re: *chalte chalte...

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    ahan thanx for sharing...waqee kuch loog angles ki tarah hotay hein :)

                    mujay aik baar hyderabad ke door daraaz gaon Bulri Shah Karim jo ke Tandu Mohamad Khan se bhi koi 50 KM aagay he wahan pe almost aik week rehnay ka itfaaq hua...bohat ajeeb sa ilaqa he yeh...wahan ke loog itnay mehmaan nawaz thay ke mein kia bataon...hum wahan pe Aik Retired DSP ke haan reh rahay thay, aur zameenon ke aik case tha us chaker mein aaye thay...wahan pe her koi hamain apni free services offer kerta tha...koi bhi hum se paisa nahi leta tha...hum ne apnay dress dry cleaning ke liye diye to unhon ne paisay nahi liye...kuch loogon ne hamein dawat pe bulaya...itnay masoom loogon ko dekh ker waqee farishton sa gumaan hota he :thmbup:
                    duniya mein aaj bhi khoolos baaqi hai.. yeh aise hi chote chote waqyaat hume aihsas dilaate hain ke yeh duniya itne zulm aur gunaho ke baad bhi kyun salamt hai ke kahein na kahein is zameen per ab bhi acchai, khoolos w muhbbat baaqi hai..:alhamd:

                    Comment

                    • #25
                      Re: *chalte chalte...

                      Originally posted by ummid View Post
                      paani ki botel tu humare pass bhi hoti hi hai.. per ramzaan mein nahi.. aur hum akser hi lab. mein study kerne baith jaye tu jub tak tring tring nahi hota hume dhyaan hi nahi aata ke leave karna hai... khair.. khajor bhi is liye pass thi ke amma zabrdasti bag mein rakh dete hain.. ke waqt ka kuch pata nahi... aur waqt se zyadah tumhara kuch pata nahi...lolzz.. bus isi liye woh bag mein thi... per waqai us shaks ka aa ker paani dena unexpected hi tha... Allah usey behtareen ajer de (Aameen)
                      yaani ager aap ki amma aap ke bag mein khajoor na rakhtein aur wo aadmi paani le ke na aata aur bus bhi late ho jati, aur aap apnay ghar ka raasta bhi bhool jatein to kaafi mushkil ho sakti thi :lpop:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #26
                        Re: *chalte chalte...

                        Originally posted by ummid View Post
                        duniya mein aaj bhi khoolos baaqi hai.. yeh aise hi chote chote waqyaat hume aihsas dilaate hain ke yeh duniya itne zulm aur gunaho ke baad bhi kyun salamt hai ke kahein na kahein is zameen per ab bhi acchai, khoolos w muhbbat baaqi hai..:alhamd:
                        ji bilkul...aur mein yeh soochta hoon ke ager wo loog hamaray ilaqay mein aa jaein to hum un se kia salook karein...shayad un ki nisbat to bohat bura :)
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #27
                          Re: *chalte chalte...

                          Originally posted by ummid View Post
                          Asalamaalaikum...

                          humari life mein akser hi kuch aise logon se humari mulaqat hoti hai jo bauaht unconsciously hi apna naqsh humare zaihan per chor jaate hain... :donno: aise log jin se dobarah milne ke chances tu kum hi hote hain per woh aap ko humesha yaad reh jaate hain.. jaise aap safer mein ho aur koi intresting character mil jaye.. ya funny sa hi.. jis ki koi baat ya aadat aap ko yaad reh jaye... aisa hota hai na akser?? khair aap ne yahan unhi logon ka ziker karna hai... jo aap ko apni life journy mein yun hi mil gaye.. aur yaad bhi reh gaye.... un ki koi khas baat... koi khas andaz.. ya koi aadat... ya un ka koi humor.. ya koi aisi cheez jo aap ke liye naseehat ho...whatever...:thmbup:

                          chaliye hum start karte hain..Ramazan ke dinu mein aik baar late hogaye the.. roza kholne ka waqt hogaya tha... aur still hum bus mein hi the... us waqt humare pass paani bhi nahi tha.. sirf khajor thi... trafic bauaht tha... us waqt azan hoi.. khajor tu kha liya.. per pyaas bhi bauaht lagi thi... shaid wahan lage thaile waalo mein se kisi ne daikh liya tha... pata nahi kaun Allah ka banda tha... woh sarak cross ker ke paani le aya.. hum ne paani piya... aur shaid thanxx bhi na kaih paaye bus satrt hogai... woh kaun tha.. pata nahi.. per jub bhi ramzaan aata hai... woh banda dhyaan zaror aata hai aur dil se duaa niklati hai.. coz us waqt waqai paani ki zarorat thi...:) Allah usey behtareen ajer de (Aameen.. sum aameen)

                          Ab aap log bataiye....:thmbup:

                          khush rahiye....:rose

                          Ah han God Bless him ........... wese aisey kayi waqeyat hai ... magar bachpan ki dhundali yadon mei se ek share kerun gi probably that is the oldest one i remeber .......
                          jab hum PK gayeh they flight se outertey huwey ......i wasn't well......... to ahista chal rahi thi mama papa already seerion se outer chukey they ... mei outertey huwey dar rahi thi ..ek hath mei guriya thi dosra hath mama ki taraf barha ker keh rahi thi mama hold my hand magar wo alredy bhai ko goadh mei outhayeh neechey outer chuki thi ....... i was almost in tears as well :p ........ tabhi kisi ne mera hath thama .... and started walking with me ........ i tried looking at his face magar kuch aankhon mei ansoo they kuch sooraj ki roshni ki waja se ankhein chundya gayi ........ couldnt see his face completely ..... but he had a very humble smile and tender look at his face ... oun ke ek hath mei breifcase tha shayed ...... i started getting down with him so happily ....... finally when we reached ounhon ne mera hath papa ke hath mei diya aur chal diyeh .... i could never see or remember his face but do remember the warmth of his hand. That is he first thing i remember from my chilhood.
                          Last edited by 'SamRazi'; 30 May 2007, 09:20.
                          sigpic

                          Comment

                          • #28

                            got posted twice
                            Last edited by 'SamRazi'; 30 May 2007, 09:20.
                            sigpic

                            Comment

                            • #29
                              Re: *chalte chalte...

                              Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                              Ah han God Bless him ........... wese aisey kayi waqeyat hai ... magar bachpan ki dhundali yadon mei se ek share kerun gi probably that is the oldest one i remeber .......
                              jab hum PK gayeh they flight se outertey huwey ......i wasn't well......... to ahista chal rahi thi mama papa already seerion se outer chukey they ... mei outertey huwey dar rahi thi ..ek hath mei guriya thi dosra hath mama ki taraf barha ker keh rahi thi mama hold my hand magar wo alredy bhai ko goadh mei outhayeh neechey outer chuki thi ....... i was almost in tears as well :p ........ tabhi kisi ne mera hath thama .... and started walking with me ........ i tried looking at his face magar kuch aankhon mei ansoo they kuch sooraj ki roshni ki waja se ankhein chundya gayi ........ couldnt see his face completely ..... but he had a very humble smile and tender look at his face ... oun ke ek hath mei breifcase tha shayed ...... i started getting down with him so happily ....... finally when we reached ounhon ne mera hath papa ke hath mei diya aur chal diyeh .... i could never see or remember his face but do remember the warmth of his hand. That is he first thing i remember from my chilhood.
                              hmmmm
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #30

                                wooow.... nice na... :thmbup:
                                thanxx de for sharing de.. hume apne thread mein aap ka reply daikh ker suchi muchi khushi hoi...:blush:

                                Comment

                                Working...
                                X