Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Post of the Week--Pegham

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Pegham

    Originally posted by khurram_shaikh
    Assalaam o alekum,


    abhi nahin waqt kaa intezaar karien sorry main aapki khilaafat yaa dil shiqni nahin ker rahaa hope aap mind nahin kariengi shukriyaa khush rahien

    tauba hai us nay sirf aik farzi raye li hai aap to zaida serious hoo gay ... :lol :zuban:

    bas aik sawal hai aisa hota to kia hota .... :hathora
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #17
      Re: Pegham

      Originally posted by Aanchal
      tauba hai us nay sirf aik farzi raye li hai aap to zaida serious hoo gay ... :lol :zuban:

      bas aik sawal hai aisa hota to kia hota .... :hathora

      Assalaam o alekum,


      Naaaaaaaani khwaaboon ki duniyaan se baahir nikle ab aap bari ho gayi hain :hathora :hathora :hathora :hathora :tomato:
      :tang: RISK IS MY BUSINESS

      DANGER IS MY GAME

      DONT PLAY WITH ME
      BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

      Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

      Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

      Comment


      • #18
        Re: Pegham

        Originally posted by barg.e.gul
        khawahish tum akhbaar nahi perhtein??
        parhti hoon par is kay barey main batana muskil hai na :-s
        Zindagi Thak Gaye ..!!

        Comment


        • #19
          Re: Pegham

          Originally posted by khl
          yes
          it is very good idea :eye:

          COZ k main pehly Globle science perhta hun jo k buhat hee acha hay..
          lakin us main computer kee kam aur bakee science kee baat ziyada huti hay.
          1. es kee policy yehi huni chayee k jaisy k kisi computer k magzine kee huti hay..
          2. sab s pehly to ALLAH aur us k Rasool(SAW) kee batian huni chayee pher khatoot aur emails ka jawabat huny chayee jo k es kee eshahat k muthalk hun.
          3. pher us main new website aur software k taharaf hu..
          4. pher koi pakistani computer related person k karnamy hun.
          5. aur pher koi aik programming k muthak tutorial hu.
          6. tips and triks huny chayeen
          7. aur pher last main sawalat k jawabat jo k computer trouble shooting k mut hak hun.
          8. aur yeh weekly huna chayee.
          9. aur us kee keemat pakistan main 35/rs huni chayee.
          aur b hain tazveez lakin pehly es per ghoor to karian.
          good
          ye to hua aik Akhbaar ka IT sec.
          is key mazeed sec. sey mutaliq tajaweez ka inteyzaar rahey ga :thmbup:
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #20
            Re: Pegham

            Originally posted by Aanchal
            ahan akhbaar :eye:

            is ko policy vohi hoo gee jo pegham kay rules hain :rose
            woh saray mozooyat reakhian gay jitnay section peghaam pay hain :)
            Advertisment mujhay pasand nahi . :fuming: ....agar zaida zarori hai to is par kuch soocha ja sakta hai :cc:
            na roznama na haft rooza ...Mahana hoo ....aik magzine ki shakal main hoo :D: :wink
            hmmm qeemat us waqat ki hissab say jo sahi banti hoo woh reakh laian gay
            shukriya Aanchal,
            roznama ho ya mahnamaa baat to Pegham phonchaaney ki hai :)
            waisey aap ko Ad. kyoon nahi pasand....is per socha jana chahiye (Y)
            qeemat aeysi honi cahihiye key sabhi log is sey isteyfaada hasil ker sakein :D:
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #21
              Re: Pegham

              Originally posted by khurram_shaikh
              Assalaam o alekum,


              Gul aap nien news paper ki baat ki hai main yeh to nahin keh saktaa ke news paper yaa koee kitaab naa print kerwaayi jaaye aur naa hi main abhi yeh keh saktaa ke uss news paper yaa kitaab ko kaisa rukh denaa hai haan meri naaqis raay to yehi hoogi ke abhi humien iss forum ke tarraqi ke liye aur doosre kaam kernien hain pehle hum apnien iss ghar numaa forum ko iss tareh sajaayien sanwaarein ke koee bhi dekhnien walaa pehli baar dekh ker hi yeh keh uthey bhai waaah kyaa forum hai waise news paper se behter kitaab rahegi yeh mera soochnaa hai :) lekin abhi nahin waqt kaa intezaar karien sorry main aapki khilaafat yaa dil shiqni nahin ker rahaa hope aap mind nahin kariengi shukriyaa khush rahien
              Shukriya Khurram_shaikh
              ye sirf aik discussion hai :)
              aap sirf is sawal ko yun ley lein key aap ki nazar mey aik Akhbar ko kis tarhan hona chahiye?
              baki aap ki saari baatein mujhey samjh aa gayi hein (Y)
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #22
                Re: Pegham

                Originally posted by kanch ki mehroo
                ALLAH janay...
                shukriya Mehroo
                Allah bhi to hamien is kainat ko musakhir kerney key liye kehtey hein :)
                agar ham sochein gey to tabhi kuch ker bhi sakein gey (Y) inshALlah
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #23
                  Re: Pegham

                  Originally posted by ~khawahish~
                  parhti hoon par is kay barey main batana muskil hai na :-s
                  ab ye tumhara Homework hai khawahish :p
                  ab key akhbaar jab perho gi to ussey aik diff. nazar sey perhiye ga.....aur hamein bataiye ga key us Akhbaar key plus aur -ve points kya they ?
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #24
                    Re: Pegham

                    Newspaper se achha

                    monthly
                    PEGHAM

                    magazine nikalen,

                    qeemat 2.50 US dollar ho,

                    aur mujhe 50% discount mein miley
                    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                    Comment


                    • #25
                      Re: Pegham

                      Originally posted by Spy009
                      Newspaper se achha

                      monthly
                      PEGHAM

                      magazine nikalen,

                      qeemat 2.50 US dollar ho,

                      aur mujhe 50% discount mein miley

                      Assalaam o alekum,


                      waah kyaa tajveez hai aur mujhe 100%discount mien
                      :tang: RISK IS MY BUSINESS

                      DANGER IS MY GAME

                      DONT PLAY WITH ME
                      BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                      Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                      Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                      Comment


                      • #26
                        Re: Pegham

                        agar yahi haal raha aap sab ka to bas miley ga aap ko ....uper sirf likha ho ga PEGHAM aur baki sara kora kaghaz ho ga :P :tauba
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #27
                          Re: Pegham

                          Gul aap ki soch ki qadar karoon ga siraf is liye nahin keh aap woh kuchh likha jis per main infact kisi waqt bhi kaam shuru karney wala tha. Achha laga aap ko yeh soch sochtey dekh kar :)

                          Yeh koi zaroor nahin keh yeh aisi online akhbar ho jaisi Jang.com.pk hai. Woh Urdu ki sab sey badi akhbaar hai aur unkey apney reporter gahe-bagahey phailey huwey hain.

                          Jo ham kar saktey hain woh aik online jareedah bnaa saktey hain jo fortnightly bhi ho sakta hai aur monthly bhi.

                          Is mein kya hona chahiye:

                          1) News Section: Duniya bhai ki sources online mil jati hain. Baat siraf mehnat sey unhein talaash karney ki hai. Agar aisi koi soch amal mein laee jaey to in sources sey agar aham khabrey hi ikathi ki jaein to bohat mawaad hasil ho sakta hai.

                          2) sports section: Duniya bhai mein beshumaar sporting events hotey hain, unki khabrein bhi online mil jati hain, unhein hasil kiya jaa sakta hai.

                          3) IT News: Information Technology ki kharein; tutorials; links waghera

                          4) Khawateen Section: is mein ham apney Pegham per sey mawad nikal saktey hain keh las 14 days mein ya one month mein is secton mein kya kuchh huwa hai. Female member ki aapis mein gupein (jo woh kartin nahin thakti :D); recipes; fashion (jinkey bghar woh mukamil nahin hotin :D); kuchh afwahein, kuchh bongiyaan - yani har woh baat jo auraton sey mash'hoor hai :D (ab meri khair nahin)

                          5) Sehat key mutaliq aik shoba ho jis mein aap phir sey internet sey sehat key mutaliq infos ikathi kar saktey hain.

                          waghera.....

                          To yeh bohat mumkin hai keh aisi aik akhbaar qayam mein laee jaa sakti hai.
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #28
                            Re: Pegham

                            Originally posted by munda_sialkoty
                            Aasan kaam nahi he yeh, is mein aap ko professionals ko involve kerna paray ga, wo hi aap ko sahi mashwara de saktay hein

                            To Uncle ji aap fiker matt kero hum hain na Professionals :eye:
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: Pegham

                              Hmmmmm ....Gul aap ka idea buhut zabardast hai....... Laikin Newspaper ka to naam hi boaring hain ousey kon khariday yaan parey ga :D ......... Masood, Khl, Khurram mei ne almost sab ki replies parhey hain. Ab mei bhi apni qeemti rayeh ka istemal kerti hoon :D

                              In my previous organization , waha aisa hi ek silsila tha, it was Our " Montly News letter" jis mei mukhtalif sections huwa kertey they ,
                              * Organization mei honey wali her nayi activity
                              * Competiitions aur ous ke winner ki announcments
                              * Ek section jock ka hota tha "jock of the month" jo humesha main hi present kerti thi :D
                              * Employee of the Month hota tha with his pic
                              * Is tarah Managment main shamil honey waley new staff ke barey mei announcments
                              * Ek section about General Information jis mei her martaba kuch informative material ho ( I'm ready to help in this regard)

                              Rahi baat Naam ki to may be "Pegham Newsletter" yan phir issey Urdu emi ker lijiye " Pegham Mahnama" :D

                              Well meri rayeh Masood aur Khl ke sath jati ahi, It section, sports, health aur ladies section zaror hona chahiyeh. Aur mei is mei hatal Imkan madad kerne ki koshish kero gi :salam:
                              sigpic

                              Comment


                              • #30
                                Re: Pegham

                                Originally posted by Saima Shaheen
                                Ek section jock ka hota tha "jock of the month" jo humesha main hi present kerti thi
                                To zaahir hai Saima Joker hi joke key section ko present karey ga na :zuban:
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X