Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Post of the Week--Pegham

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Post of the Week--Pegham

    Agar hum Pegham key naam sey aik newspaper nikalein to aap logon ka kya khayal hai issey kaisa hona chahiye

    1-is ki policy?
    2-issey kin kin mozuaat(topics) mey taqseem hona chahiye?
    3-is mey advertisements ka kitna hissa ho aur wo kis noeyat key hon?
    4-issey roznama hona chahiye ya haftey aik baar ?
    5-aur akhir mey is ki qeemat kitni ho?
    etc etc
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Pegham

    mujhey kiya pata.......mein newspaper hi nhi padhti........haan ap na is ki qeemat 100 rs se kaam matt rakhi ga ;)
    Aankhon Mein Raha, Dil Mein Utar Kar Nahi Daikha
    Kashti Kay Musafir Nay Samander Nahi Daikha
    Pathar Mujhey Kehta Hai Mera Chahnay Wala
    Mein Moom hon, Usnay Mujhey Chu Kar Nahi Daikha


    :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

    Comment


    • #3
      Re: Pegham

      Originally posted by barg.e.gul
      Agar hum Pegham key naam sey aik newspaper nikalein to aap logon ka kya khayal hai issey kaisa hona chahiye

      1-is ki policy?
      2-issey kin kin mozuaat(topics) mey taqseem hona chahiye?
      3-is mey advertisements ka kitna hissa ho aur wo kis noeyat key hon?
      4-issey roznama hona chahiye ya haftey aik baar ?
      5-aur akhir mey is ki qeemat kitni ho?
      etc etc
      Aasan kaam nahi he yeh, is mein aap ko professionals ko involve kerna paray ga, wo hi aap ko sahi mashwara de saktay hein
      :thmbup:

      Comment


      • #4
        Re: Pegham

        meri ra'ey mehfooz hai :D wo kya hai na is barey main mujhay khuch ilm nahinn :-s
        Zindagi Thak Gaye ..!!

        Comment


        • #5
          Re: Pegham

          hmmmmmmmmmm




          iss jhanjhat men na hi paren to achaa he .. bcos men khud aik repeorter reh chukaa hoon , so mera mashwara to yeh he keh na hi paper nikalen to behtrewen he ....baaki aap ki marziii .. :rose
          :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose
          woh rooth hi rahay manzoor hay lekin
          yaaro ussay samjhao mera sheher na choray
          :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

          Comment


          • #6
            Re: Pegham

            hmmmmmm Newpaper se behter Aik Magazeen hona chahey.............:) jo ke har haftey hona chhaye aur is ki keemat apne hisaab se rakhein :)
            Allah

            Comment


            • #7
              Re: Pegham

              Originally posted by ChEeNaThEgReAt
              mujhey kiya pata.......mein newspaper hi nhi padhti........haan ap na is ki qeemat 100 rs se kaam matt rakhi ga ;)
              kuch to perhti hon gi, koi magzeen hi sahih??
              100 rps ka rakh liya to khareeday ga kaun :)
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #8
                Re: Pegham

                Originally posted by munda_sialkoty
                Aasan kaam nahi he yeh, is mein aap ko professionals ko involve kerna paray ga, wo hi aap ko sahi mashwara de saktay hein
                theek,
                Aaap aik akhbaar ko kis tarhan deykhna chahtey hein?
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #9
                  Re: Pegham

                  Originally posted by ~khawahish~
                  meri ra'ey mehfooz hai :D wo kya hai na is barey main mujhay khuch ilm nahinn :-s
                  khawahish tum akhbaar nahi perhtein??
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #10
                    Re: Pegham

                    Originally posted by Saajan
                    hmmmmmmmmmm




                    iss jhanjhat men na hi paren to achaa he .. bcos men khud aik repeorter reh chukaa hoon , so mera mashwara to yeh he keh na hi paper nikalen to behtrewen he ....baaki aap ki marziii .. :rose
                    abhi to hum sirf is per baat ker rahey hein, ye sirf aik discussion hai :)
                    aap khud reporter rah chukey hein to phir aap batayie key aap kaam kaisa raha aur Pakistan mey Akhbaraat ki kya policies hein ?
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #11
                      Re: Pegham

                      Originally posted by barg.e.gul
                      Agar hum Pegham key naam sey aik newspaper nikalein to aap logon ka kya khayal hai issey kaisa hona chahiye

                      1-is ki policy?
                      2-issey kin kin mozuaat(topics) mey taqseem hona chahiye?
                      3-is mey advertisements ka kitna hissa ho aur wo kis noeyat key hon?
                      4-issey roznama hona chahiye ya haftey aik baar ?
                      5-aur akhir mey is ki qeemat kitni ho?
                      etc etc
                      yes
                      it is very good idea :eye:

                      COZ k main pehly Globle science perhta hun jo k buhat hee acha hay..
                      lakin us main computer kee kam aur bakee science kee baat ziyada huti hay.
                      1. es kee policy yehi huni chayee k jaisy k kisi computer k magzine kee huti hay..
                      2. sab s pehly to ALLAH aur us k Rasool(SAW) kee batian huni chayee pher khatoot aur emails ka jawabat huny chayee jo k es kee eshahat k muthalk hun.
                      3. pher us main new website aur software k taharaf hu..
                      4. pher koi pakistani computer related person k karnamy hun.
                      5. aur pher koi aik programming k muthak tutorial hu.
                      6. tips and triks huny chayeen
                      7. aur pher last main sawalat k jawabat jo k computer trouble shooting k mut hak hun.
                      8. aur yeh weekly huna chayee.
                      9. aur us kee keemat pakistan main 35/rs huni chayee.
                      aur b hain tazveez lakin pehly es per ghoor to karian.

                      Comment


                      • #12
                        Re: Pegham

                        Originally posted by YAARAM
                        hmmmmmm Newpaper se behter Aik Magazeen hona chahey.............:) jo ke har haftey hona chhaye aur is ki keemat apne hisaab se rakhein :)
                        yaaram magzeen hi sahih magar hona kaisay chahiye ? :D:
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #13
                          Re: Pegham

                          Originally posted by barg.e.gul
                          Agar hum Pegham key naam sey aik newspaper nikalein to aap logon ka kya khayal hai issey kaisa hona chahiye

                          1-is ki policy?
                          2-issey kin kin mozuaat(topics) mey taqseem hona chahiye?
                          3-is mey advertisements ka kitna hissa ho aur wo kis noeyat key hon?
                          4-issey roznama hona chahiye ya haftey aik baar ?
                          5-aur akhir mey is ki qeemat kitni ho?
                          etc etc
                          ahan akhbaar :eye:

                          is ko policy vohi hoo gee jo pegham kay rules hain :rose
                          woh saray mozooyat reakhian gay jitnay section peghaam pay hain :)
                          Advertisment mujhay pasand nahi . :fuming: ....agar zaida zarori hai to is par kuch soocha ja sakta hai :cc:
                          na roznama na haft rooza ...Mahana hoo ....aik magzine ki shakal main hoo :D: :wink
                          hmmm qeemat us waqat ki hissab say jo sahi banti hoo woh reakh laian gay
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment


                          • #14
                            Re: Pegham

                            Assalaam o alekum,


                            Gul aap nien news paper ki baat ki hai main yeh to nahin keh saktaa ke news paper yaa koee kitaab naa print kerwaayi jaaye aur naa hi main abhi yeh keh saktaa ke uss news paper yaa kitaab ko kaisa rukh denaa hai haan meri naaqis raay to yehi hoogi ke abhi humien iss forum ke tarraqi ke liye aur doosre kaam kernien hain pehle hum apnien iss ghar numaa forum ko iss tareh sajaayien sanwaarein ke koee bhi dekhnien walaa pehli baar dekh ker hi yeh keh uthey bhai waaah kyaa forum hai waise news paper se behter kitaab rahegi yeh mera soochnaa hai :) lekin abhi nahin waqt kaa intezaar karien sorry main aapki khilaafat yaa dil shiqni nahin ker rahaa hope aap mind nahin kariengi shukriyaa khush rahien
                            :tang: RISK IS MY BUSINESS

                            DANGER IS MY GAME

                            DONT PLAY WITH ME
                            BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                            Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                            Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                            Comment


                            • #15
                              Re: Pegham

                              ALLAH janay...

                              kabhi kitaboN main phool rakhna...!
                              kabhi darakhtoN pe naam likhna...!

                              Comment

                              Working...
                              X