Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Edher aao sab...plz
Collapse
X
-
Re: Edher aao sab...plz
Originally posted by Zindgi View PostAslam o alikum , aap sab loag kaisy hain? main new new hun shaid ap muj sy ziyda bat na karian lakin pher bee main yehi kahongee k kam az kam yehan reply hee ker daina....
aap sy aik baat pochni hay
kia kabi aap ko ahsaas huwa hy k aap ny koi bee baat kahee ho to wo ghalt keh di hu. ya pher aisa hay k aap ny baad main socha hun k meri baat ka koi faida hee nahi main ny apny elfaz zaya kiy hian.
ya pher yeh k ap ke un elfaz kee kisi ny qadar nahi kee
aisa kuch huta hay ap k sath bee.
gee:alhamd: hum theek hain..aur hum baat kayoon nhi karein gay gee
@
gee bilkul kai baar asa howa hy k hum koi baat kehty hain...but wo galat hoo jati hy...:embarasse but ab aesa bohat kam hota hy..:)
jahan tak baat zaya honay ka sawal hy to.....:cc: ...asa bohat kam he howa hy....agar asa lagay to hum baat he nhi karty...:lpop: aur kabhi baat ky duraan asa feel hoo to .....kabhi wahan he chor dyty hain..aur kabhi short kar ky baat khatam kar dyty hain..:lpop:
Comment
-
Re: Edher aao sab...plz
Originally posted by Kh@w@r View Posthhota hai kaafi dfa howa hai
jab main sochta hon k maine ghalti ki to main sorry bool deta hon
mujay sorry boolne man sharam nai aati bilkol b
aur jab dekhta hon k mari baat ka kisi pe koe asar nai ho raha ...
to kata hon bhaar man jaye jo nia sonta ...
jo sonta hai wo hi acha hai ... chahay ak hi ho magher wo ak baaki sab ki jga ko fil kar deta hia :)
Comment
-
Re: Edher aao sab...plz
Originally posted by Zindgi View PostAslam o alikum , aap sab loag kaisy hain? main new new hun shaid ap muj sy ziyda bat na karian lakin pher bee main yehi kahongee k kam az kam yehan reply hee ker daina....
aap sy aik baat pochni hay
kia kabi aap ko ahsaas huwa hy k aap ny koi bee baat kahee ho to wo ghalt keh di hu. ya pher aisa hay k aap ny baad main socha hun k meri baat ka koi faida hee nahi main ny apny elfaz zaya kiy hian.
ya pher yeh k ap ke un elfaz kee kisi ny qadar nahi kee
aisa kuch huta hay ap k sath bee.
Alhamdullilah me good and hope the same for u. Aur aap se baat na kerne ki koi waja nazar nahi aati mujay...jese hum is forum ke member hein waise he aap bhi isi forum ki member hein so you deserve equal rights :thmbup: yahan sabi friendly loog hein aur ofcourse aap bhi aisi he lagti hein. Hope you will have a good time with us :)
Ji aisa hota he ke jub aap baat kerte hein to aglay bunday ke response se aap ko lagta he ke aap ne baat ker ke ghalti ki he aur aap ne apni baat ziah ki he...lekin jahan pe mein aisa feel kerta hoon, mein kooshish kerta hoon ke wahan pe further bolnay se avoid karon...ya phir wahan pe bohat ziada boolon, aur aglay bunday ko convince karon aur apni bemaani baat ko ba-maani baat bana loon...aur aisa akser kia bhi hay mein ne :):thmbup:
Comment
-
Re: Edher aao sab...plz
Originally posted by Zindgi View PostAslam o alikum , aap sab loag kaisy hain? main new new hun shaid ap muj sy ziyda bat na karian lakin pher bee main yehi kahongee k kam az kam yehan reply hee ker daina....
aap sy aik baat pochni hay
kia kabi aap ko ahsaas huwa hy k aap ny koi bee baat kahee ho to wo ghalt keh di hu. ya pher aisa hay k aap ny baad main socha hun k meri baat ka koi faida hee nahi main ny apny elfaz zaya kiy hian.
ya pher yeh k ap ke un elfaz kee kisi ny qadar nahi kee
aisa kuch huta hay ap k sath bee.
Jee haan kaee dafa hota hai aisa .... k kabhi zuban phisal jati hai aur wo alfaz kah jata hoon jo nahien kahna chahiey thay .... aur baz dafa tu idhar mooonh say lafz nikle udhar foran pata chal jata hai k nahien kahna chahiey tha...laikin rawani wo alfaz nikal chuke hote hain....aur baz dafa ghussaa jab aata hai tu tab bhi kuch aisa ho jata hai k kisi ko suna deeen laikin baad main khyal aata hai k aisa nahien hona chahiey tha...:zuban:sigpic
Comment
-
Re: Edher aao sab...plz
Originally posted by Zindgi View PostAslam o alikum , aap sab loag kaisy hain? main new new hun shaid ap muj sy ziyda bat na karian lakin pher bee main yehi kahongee k kam az kam yehan reply hee ker daina....
aap sy aik baat pochni hay
kia kabi aap ko ahsaas huwa hy k aap ny koi bee baat kahee ho to wo ghalt keh di hu. ya pher aisa hay k aap ny baad main socha hun k meri baat ka koi faida hee nahi main ny apny elfaz zaya kiy hian.
ya pher yeh k ap ke un elfaz kee kisi ny qadar nahi kee
aisa kuch huta hay ap k sath bee.
haan g aksr aisa ho jata hay k hum log baat krny k baad sochty hain k theek hay yaan nahi pehly nahi sochty k yeh baat krni bhi hay yaan nahi . lakin jab baad main kisi ka responce millta hay to us say pta chalta hay k baat kaisi thi achi thi yaan bore thi
lakin is ka mtlab yeh nahi k hum log ghalt batain krty jain k chalo koi dossra hi bta day ga k baat theek hay yaan nahi is baat ka humain khud dhiyan rakhna hota hay
mujh say bhi kafi dfa aisa hoa bhi hay or ho bhi jata hay
phir baad main sochti hoon k yeh baat aisay nahi aisy kehni thi
lakin baad main sochny say koi faida nahi hota
waisy yeh to aksr logoon k saath ho jata hay
can i ask u y r u asking this question?:mm:
kia app say koi ghalti ho gai hay
Comment
-
Re: Edher aao sab...plz
Originally posted by jia View Postw slaam dear:rose

ary nahi jia asal main es jaisy sawalon k her insaan ko jawabat chayee aur main jo letraure likh rahi hun ya pher apna koi bee message convay kerti hun mujy en backgrounds ka pata huna chayee aur yeh mery thesis main shamil hay:tauba
Comment
-
Re: Edher aao sab...plz
Originally posted by munda_sialkoty View PostWa Alaikum Aslam!
Alhamdullilah me good and hope the same for u. Aur aap se baat na kerne ki koi waja nazar nahi aati mujay...jese hum is forum ke member hein waise he aap bhi isi forum ki member hein so you deserve equal rights :thmbup: yahan sabi friendly loog hein aur ofcourse aap bhi aisi he lagti hein. Hope you will have a good time with us :)
Ji aisa hota he ke jub aap baat kerte hein to aglay bunday ke response se aap ko lagta he ke aap ne baat ker ke ghalti ki he aur aap ne apni baat ziah ki he...lekin jahan pe mein aisa feel kerta hoon, mein kooshish kerta hoon ke wahan pe further bolnay se avoid karon...ya phir wahan pe bohat ziada boolon, aur aglay bunday ko convince karon aur apni bemaani baat ko ba-maani baat bana loon...aur aisa akser kia bhi hay mein ne :)
Comment
-
Re: Edher aao sab...plz
Originally posted by sccorpion81 View PostW/Salam
Jee haan kaee dafa hota hai aisa .... k kabhi zuban phisal jati hai aur wo alfaz kah jata hoon jo nahien kahna chahiey thay .... aur baz dafa tu idhar mooonh say lafz nikle udhar foran pata chal jata hai k nahien kahna chahiey tha...laikin rawani wo alfaz nikal chuke hote hain....aur baz dafa ghussaa jab aata hai tu tab bhi kuch aisa ho jata hai k kisi ko suna deeen laikin baad main khyal aata hai k aisa nahien hona chahiey tha...:zuban:
Comment
-
Re: Edher aao sab...plz
Originally posted by miss sng View PostWASLAM,
gee:alhamd: hum theek hain..aur hum baat kayoon nhi karein gay gee
@
gee bilkul kai baar asa howa hy k hum koi baat kehty hain...but wo galat hoo jati hy...:embarasse but ab aesa bohat kam hota hy..:)
jahan tak baat zaya honay ka sawal hy to.....:cc: ...asa bohat kam he howa hy....agar asa lagay to hum baat he nhi karty...:lpop: aur kabhi baat ky duraan asa feel hoo to .....kabhi wahan he chor dyty hain..aur kabhi short kar ky baat khatam kar dyty hain..:lpop:
Comment
-
Re: Edher aao sab...plz
ahhhhhh ZZZZZZindgi g yah ap keya kahhhhhh rahi hay:Dتیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
تو لہریں شور مچاتی ہیں،
لو آج سمندر ڈوب گیا ۔
~Mujay Vote Dain~
پاکستانی کا خواب
Comment
Comment