Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Aap kuch kahein gey..?
Collapse
X
-
Re: Aap kuch kahein gey..?
Hay justaju ke khoob se he khoob tar kahan
ub theharti he dekhiye ja ke nazar kahan
insaan azal se aisa he ke aik khawahish puri hoti he to doosri ki takmeel ke liye soochnay lagta he. derasal insaan priority basis pe khawahishaat ki takmeel kerta he, jub aik khawahish puri hui to us ki top priority mein koi agli khawahish aa jati he, aur is tarah yeh cycle chalta rehta he. aur haan, insaan khatam ho sakta he lekin us ki khawahishaat nahi, its a universal truth :khi::thmbup:
-
Re: Aap kuch kahein gey..?
Insaan ka kaam siraf sochna aur amal karna hay aur jadojehad karna hay.
insaan manzil khudh hee tahayan karta hay aur pher khudh osy hasil krny kee justajoo karta hay...lakin jo maza osy justajo main ata hay wo manzil main nahi.
lakin bahz dafa manzil pass huti hay aur insaan pher bee koshash karta hay k koi to rasty main hurdle aye taka kuch enjoy kia jay.
es per Iqbal ka aik misraha kahongi
sorry yaad hee nahi raha:mm:
Comment
-
Re: Aap kuch kahein gey..?
Originally posted by Zindgi View PostInsaan ka kaam siraf sochna aur amal karna hay aur jadojehad karna hay.
insaan manzil khudh hee tahayan karta hay aur pher khudh osy hasil krny kee justajoo karta hay...lakin jo maza osy justajo main ata hay wo manzil main nahi.
lakin bahz dafa manzil pass huti hay aur insaan pher bee koshash karta hay k koi to rasty main hurdle aye taka kuch enjoy kia jay.
es per Iqbal ka aik misraha kahongi
sorry yaad hee nahi raha:mm:
waise achi sooch he aap ki :thmbup::thmbup:
Comment
-
Re: Aap kuch kahein gey..?
Wow Zabardats topic ...
Yeh insani fitrat hai k jo us ko mil hata hai us ki us ko qadar nahien rahti...aap apne mulk ko daikh lain jab yeh nahien tha tu is k liey kitni qurbanian dee gien aur ab daikh lo k ham is ki kitni qadar kerte hain....isi tarha hamari zati zindagey main bhi bhot see aisee khwahishain hoti hain jo k poora hone k bad koee mani nahein rakhtiensigpic
Comment
-
Re: Aap kuch kahein gey..?
[B]sahi kahtin hain yelowsky ji aap.insan jub kisi chez ko panay ki khaish kerta hay na or us kay leay wo ji jan lera dayta hay or jub usay pa lay to phir us ki wo qader nahi rahti jo us ko panay kay waqt thi.is leay to ab kutch bhi panay say der lagta hay kounkay jis cheaz ko panay kay leay itna kutch kia ho or mil jay to?or aysa payr main bhi hota hay isi leay to main payr kay huq main hon or panay kay huq main nahi.[/B]
Comment
-
Re: Aap kuch kahein gey..?
ya u r right
aysa hota hai .. aur ya siraf is liye hia k hum logon man hwas bohat zyada hai ak cheez ko paa laine k baad doosri cheez ko paanay ki hawas ... aur ya hawas kabi kam nai hoti bharti chali jaati hai .... jis ki waja say hum ak k baad 2... doosri k baad 3 k chakar man rahte hian ... yaani k aa jaa k baat yahi aa jaati hai k tumne sahi kaha :)
Comment
-
Re: Aap kuch kahein gey..?
Originally posted by Eshaa Chaudhry View Postjo pics show ki hain u nay us hisaab se to aap MONDA hee lagtay hain :kr: :kr: :kr: :kr: :kr::thmbup:
Comment
Comment