Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aap kuch kahein gey..?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aap kuch kahein gey..?

    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Aap kuch kahein gey..?

    Hay justaju ke khoob se he khoob tar kahan
    ub theharti he dekhiye ja ke nazar kahan

    insaan azal se aisa he ke aik khawahish puri hoti he to doosri ki takmeel ke liye soochnay lagta he. derasal insaan priority basis pe khawahishaat ki takmeel kerta he, jub aik khawahish puri hui to us ki top priority mein koi agli khawahish aa jati he, aur is tarah yeh cycle chalta rehta he. aur haan, insaan khatam ho sakta he lekin us ki khawahishaat nahi, its a universal truth :khi:
    :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: Aap kuch kahein gey..?

      Insaan ka kaam siraf sochna aur amal karna hay aur jadojehad karna hay.
      insaan manzil khudh hee tahayan karta hay aur pher khudh osy hasil krny kee justajoo karta hay...lakin jo maza osy justajo main ata hay wo manzil main nahi.
      lakin bahz dafa manzil pass huti hay aur insaan pher bee koshash karta hay k koi to rasty main hurdle aye taka kuch enjoy kia jay.
      es per Iqbal ka aik misraha kahongi
      sorry yaad hee nahi raha:mm:

      Comment


      • #4
        Re: Aap kuch kahein gey..?

        Originally posted by Zindgi View Post
        Insaan ka kaam siraf sochna aur amal karna hay aur jadojehad karna hay.
        insaan manzil khudh hee tahayan karta hay aur pher khudh osy hasil krny kee justajoo karta hay...lakin jo maza osy justajo main ata hay wo manzil main nahi.
        lakin bahz dafa manzil pass huti hay aur insaan pher bee koshash karta hay k koi to rasty main hurdle aye taka kuch enjoy kia jay.
        es per Iqbal ka aik misraha kahongi
        sorry yaad hee nahi raha:mm:
        :hehe:

        waise achi sooch he aap ki :thmbup:
        :thmbup:

        Comment


        • #5
          Re: Aap kuch kahein gey..?

          kia huwa monda sahib gee

          Comment


          • #6
            Re: Aap kuch kahein gey..?


            Wow Zabardats topic ...

            Yeh insani fitrat hai k jo us ko mil hata hai us ki us ko qadar nahien rahti...aap apne mulk ko daikh lain jab yeh nahien tha tu is k liey kitni qurbanian dee gien aur ab daikh lo k ham is ki kitni qadar kerte hain....isi tarha hamari zati zindagey main bhi bhot see aisee khwahishain hoti hain jo k poora hone k bad koee mani nahein rakhtien
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Aap kuch kahein gey..?

              Originally posted by Zindgi View Post
              kia huwa monda sahib gee
              monda nahi munda :zuban:

              aap ki tareef ki bei aur kia hona he
              :thmbup:

              Comment


              • #8
                Re: Aap kuch kahein gey..?

                [B]sahi kahtin hain yelowsky ji aap.insan jub kisi chez ko panay ki khaish kerta hay na or us kay leay wo ji jan lera dayta hay or jub usay pa lay to phir us ki wo qader nahi rahti jo us ko panay kay waqt thi.is leay to ab kutch bhi panay say der lagta hay kounkay jis cheaz ko panay kay leay itna kutch kia ho or mil jay to?or aysa payr main bhi hota hay isi leay to main payr kay huq main hon or panay kay huq main nahi.[/B]

                Comment


                • #9
                  Re: Aap kuch kahein gey..?

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  monda nahi munda :zuban:

                  aap ki tareef ki bei aur kia hona he
                  jo pics show ki hain u nay us hisaab se to aap MONDA hee lagtay hain :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: Aap kuch kahein gey..?

                    ya u r right


                    aysa hota hai .. aur ya siraf is liye hia k hum logon man hwas bohat zyada hai ak cheez ko paa laine k baad doosri cheez ko paanay ki hawas ... aur ya hawas kabi kam nai hoti bharti chali jaati hai .... jis ki waja say hum ak k baad 2... doosri k baad 3 k chakar man rahte hian ... yaani k aa jaa k baat yahi aa jaati hai k tumne sahi kaha :)

                    Comment


                    • #11
                      Re: Aap kuch kahein gey..?

                      han sahi kaha insan ki khwahishat khatam nahi hotin shaed kabhi lagta ho k kam ho gai hen lekin rehti zarur hen or shaed time ke sath un ki noyat bhi change hoti rehti he

                      Comment


                      • #12
                        Re: Aap kuch kahein gey..?

                        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                        jo pics show ki hain u nay us hisaab se to aap MONDA hee lagtay hain :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:
                        tumhari baat se agree kiye bagair ub guzara nahi :lol :lol :lol mujay to lagta he ke wo camera he phoola hua tha :lol :lol
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #13
                          Re: Aap kuch kahein gey..?

                          thanks everybody!

                          mey inshAllah aap logoN ko baad mey reply kerti hun.....but good to know everyone's views.....kafi interesting
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          Working...
                          X