Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

yaad k raastay maloom karnay hien.....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: yaad k raastay maloom karnay hien.....

    Originally posted by Kh@w@r View Post
    are ho b sakta hai aur agehr unhon nay tumhara reply par liya


    us k baas agher wo khush howe to theek hai


    agher naraz ho gaye to mari waat zroor lag jaye gi ... raat ko hon b aklea

    btw ain siraf ya bta raa tha ... k agher main apni naaso main say i mean NAAK man say ...:kr: ... ak baaal poton yaani k baal khanchon to mujay cheench aa jaati hai .... to kiya is ko ya kaha jaye ga k kisi nay yaad kiya hai .... yan k khod ko khush karne k liye ya sab kra hia maine k chalo khawar koe tumhe yaad kar raha ho ga is waqat :khi:
    :) :) :)
    hah....hum to gayr ikhtiyaari awaamal ki baat kar rahay thay:tauba

    zabardasti to khush fehmiyaan bhi nhi paali jaatien:khi: :khi:

    Comment


    • #47
      Re: yaad k raastay maloom karnay hien.....

      Originally posted by chalakie View Post
      w/alaikum assalam:)
      pata nahi ham yaad atay hain k nahi but aik baat bataa'on , according to my personal experience jub bhi muje cheenk aati hay na to' waqai aisa mairay sath huwa k muje kisi nay yaad kia ho'...sachii...so yeah hay to' ajeeb baat but i in a way do believe k aisa hota hay:blush:...atleast iss say sakoon mil jata hay k haan main bhi koi khaas yaad karnay wali cheez hoon:blush:
      is ajeeb baat par hamien bhi kuchh kuchh yaqeen hay:blush:
      haan mien bhi koi khaas yaad karnay waali cheez hoon:khi: :khi: :khi:

      Comment


      • #48
        Re: yaad k raastay maloom karnay hien.....

        Originally posted by Aanchal View Post
        jab jiger kushak hoo jaye to hicki a jati hai isi leye kehtay hian hichki aye pani peeian :blush:
        nhi yeh nhi ho sakta hamien scientific nhi bal'k rohaani hichki aati hay:lpop: :lpop: :lpop: :khi: :khi: :khi: :khi:
        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        cheenk ya cheezing tub hoti he jub aap ke nostrils ya trachea mein koi irritation ho ya dust particle chalay jaein, aur dimaag ka wo part jo is area ko control kerta he stimulate ho ke achanak tehreek baijta he jis ki waja se sneezing hoti he...yeh he scientific fact...kisi ke yaad kerne se koi cheenk nahi aati :na:
        hum jaanty hien jaantay hien jaanty hien.....:tauba :tauba :tauba

        magar science to aysi boht si batoon ki tardeed karti hay jisnhien hum maanty hien......:embarasse
        is liay hamien apki yeh daleel qabool nhi hay......:lpop:
        hum zaraa rohaani banday hien:D :D :D
        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
        lo ji aap ney to innnay saray logon ki khushfehmiyon per paani pher diya....
        haan na aur nhi to kya itna bara zulm:(
        haaay zaalim khushfehmi to rehnay dayti:blush: :pagal: :lpop: :lpop:

        Comment


        • #49
          Re: yaad k raastay maloom karnay hien.....

          Originally posted by sumera View Post
          As salam o alaikum:)


          friends

          mujhay ik baat poochhni hay:blush:


          jo loog hamien yaad aatay hien

          kya

          hum bhi unhien yaad aatay hien...?

          chahay koi raabta ho ya nah ho....:donno:
          As salam o alaikum ..................
          haan bilkul jab hum Allah ko yaar karteen hain tu Allah pak b humay yaad karta hai!
          rahi baat insaan ki insaan ko yaad karnay ki baat tu jiss k sath dil ka rishta hota hai wo bolaya nahi jata yaad tu us ko karay hain jiss ko pola jaaaae..

          I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


          Comment


          • #50
            Re: yaad k raastay maloom karnay hien.....

            Originally posted by sumera View Post

            friends


            like jab cheenk aati hay to loog kehty hien k kisi nay yaad kiya....magar mien kehti hoon k zukaam nay ya alergy nay yaad kiya

            phir bhi kai baar aysa hota hay k mehsoos hota hay jaysay yeh kisi k yaad karnay say hee cheenk aai hay


            is mien kitni sachhai hay....?
            main nay apnay ik dost say sona hai k jab cheenk aati hai tu Allah apnay banday ko yaar karta hai cheenq aanay k baad insaan frish ho jata hai!:lpop:

            I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


            Comment


            • #51
              Re: yaad k raastay maloom karnay hien.....

              Originally posted by sumera View Post

              magar science to aysi boht si batoon ki tardeed karti hay jisnhien hum maanty hien......:embarasse
              is liay hamien apki yeh daleel qabool nhi hay......:lpop:
              hum zaraa rohaani banday hien:D :D :D
              Sub se pehlay mujay yeh batao aap loog kitnay bunday hein

              Theek he aainda aap ko cheenk aaye to samjo aap ko Quaid-e-Azam ne yaad kia he aur aap ka un se milnay ka time bhi ho gaya he :fuming: ub khush :fuming:
              :thmbup:

              Comment


              • #52
                Re: yaad k raastay maloom karnay hien.....

                Originally posted by champion_pakistani View Post
                As salam o alaikum ..................
                haan bilkul jab hum Allah ko yaar karteen hain tu Allah pak b humay yaad karta hai!
                rahi baat insaan ki insaan ko yaad karnay ki baat tu jiss k sath dil ka rishta hota hai wo bolaya nahi jata yaad tu us ko karay hain jiss ko pola jaaaae..
                :) :) :)

                yeh bhi theek hay:)

                Originally posted by champion_pakistani View Post
                main nay apnay ik dost say sona hai k jab cheenk aati hai tu Allah apnay banday ko yaar karta hai cheenq aanay k baad insaan frish ho jata hai!:lpop:
                haan cheen aanay k baad fresh to ho jaata hay banda:) ......irritation ki wajah jo khatam ho jaati hay:shh: :blush:

                Comment


                • #53
                  Re: yaad k raastay maloom karnay hien.....

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Sub se pehlay mujay yeh batao aap loog kitnay bunday hein
                  :khi: :khi: :khi:
                  hum apnay aap mien ik duniya abaad rakhty hien:lpop: :lpop: :lpop: :lpop:
                  Theek he aainda aap ko cheenk aaye to samjo aap ko Quaid-e-Azam ne yaad kia he aur aap ka un se milnay ka time bhi ho gaya he :fuming: ub khush :fuming:
                  nhi abhi bhi nhi khush..........:na:
                  Quaid-e-azam to hamien jaanty hee nhi hien.....:embarasse to yaad kaysay karien gay:donno:

                  kahin woh bhi rohaani to nhi ho gay :blush: :mm: ?

                  Comment


                  • #54
                    Re: yaad k raastay maloom karnay hien.....

                    Originally posted by sumera View Post
                    :khi: :khi: :khi:
                    hum apnay aap mien ik duniya abaad rakhty hien:lpop: :lpop: :lpop: :lpop:


                    nhi abhi bhi nhi khush..........:na:
                    Quaid-e-azam to hamien jaanty hee nhi hien.....:embarasse to yaad kaysay karien gay:donno:

                    kahin woh bhi rohaani to nhi ho gay :blush: :mm: ?
                    Yaani aap ki dunia mein se ager aik makeen b chala jaye to puri duniya weerana ho jaye gi...interesting :lpop:

                    cheenk aana aik medical factor he...it has nothing to do with rohaniyat etc. jese kidney mein stone hoon to pain hoti he, isi tarah ager respiratory system mein koi irritation ho to sneeze hoti he, thats all....ager aap isay jaan bhooj ker samajna na chahein to aap ki merzi :donno: mera jo banta tha mein bata chuka
                    Last edited by Mr. Sialkoty; 29 May 2007, 06:59.
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #55
                      Re: yaad k raastay maloom karnay hien.....

                      I Hate you
                      tufailmadni@hotmail.com

                      Comment


                      • #56
                        Re: yaad k raastay maloom karnay hien.....

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Yaani aap ki dunia mein se ager aik makeen b chala jaye to puri duniya weerana ho jaye gi...interesting :lpop:

                        cheenk aana aik medical factor he...it has nothing to do with rohaniyat etc. jese kidney mein stone hoon to pain hoti he, isi tarah ager respiratory system mein koi irritation ho to sneeze hoti he, thats all....ager aap isay jaan bhooj ker samajna na chahein to aap ki merzi :donno: mera jo banta tha mein bata chuka
                        weeraana kehna to theek nhi haan albatta hamari duniya disturb zaroor ho jaati hay...buri tarah say:embarasse ...............

                        ok fine maan liya k cheenk nhi hichki bhi nhi magar kya aap yeh bhi nhi maantay k jab aapko koi yaad karta hay ya shiddat say yaad karta hay to aaapko signals milty hien...chahay woh kisi bhi soorat mien hoon...??

                        Comment


                        • #57
                          Re: yaad k raastay maloom karnay hien.....

                          Originally posted by sumera View Post
                          weeraana kehna to theek nhi haan albatta hamari duniya disturb zaroor ho jaati hay...buri tarah say:embarasse ...............

                          ok fine maan liya k cheenk nhi hichki bhi nhi magar kya aap yeh bhi nhi maantay k jab aapko koi yaad karta hay ya shiddat say yaad karta hay to aaapko signals milty hien...chahay woh kisi bhi soorat mien hoon...??
                          Ub mein aap ko batata chalon ke mein aisi orthodox believes pe yakeen nahi rakhta, kaali billi ka aagay se guzar jana, kaway ki kaein kaein se kisi mehmaan ki aamad, kisi ke yaad kerne per cheenk aana, hitchki aana, daaein haath pe kharish hona matlab paisa aana...is tarah ki tohmaat pe mein yakeen nahi rakhta aur mere khyaal mein kisi ko bhi nahi rakhna chahiye...yeh sara-sar Jahalat ki nishani he aur emaan ki kamzoori he
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #58
                            Re: yaad k raastay maloom karnay hien.....

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Ub mein aap ko batata chalon ke mein aisi orthodox believes pe yakeen nahi rakhta, kaali billi ka aagay se guzar jana, kaway ki kaein kaein se kisi mehmaan ki aamad, kisi ke yaad kerne per cheenk aana, hitchki aana, daaein haath pe kharish hona matlab paisa aana...is tarah ki tohmaat pe mein yakeen nahi rakhta aur mere khyaal mein kisi ko bhi nahi rakhna chahiye...yeh sara-sar Jahalat ki nishani he aur emaan ki kamzoori he
                            hmm...khyalaat achhay hien ..khushi hui jaan kar:)

                            magar achhi baat sooch laynay mien harj hi kya hay:donno: ......jysy yeh sooch laynay say khushi hoti hay k hum nay kisi ko yaad kiya to us nay bhi hamien yaad kiya hoo ga:blush:

                            khayr cheenk ya hichki ki baat to jo hay so hay but koi maanay ya nah maanay yeh sachh hay k jab koi shiddat say yaad karta hay to banday ko signals mil jaaty hien....
                            magar khayr aap to phir science ko lay aaien gay...ap say behs kaysi:embarasse
                            khush rahiay:)

                            Comment


                            • #59
                              Re: yaad k raastay maloom karnay hien.....

                              well.. hum ne kaan ke jhunjhunane ke waqt ki jo duaa perhi hai... woh yeh hai ke "zakarallahu bekhairim'man zakarani".. yaani " jis shaks ne mujhe yaad kiya Allah us ko bhalai ke saath yaad kare".. is se tu yahi sumjh aati hai ke kaan ka jhunjhunana kisi ke yaad karne ke waqt hota hai...:donno: baaqi other baatein jasie hichki ana ya chink ka aana.. wagarah hum bhi nahi mante... dil ko dil se raah bhi suna hai hum ne ke aisa hota hai...aur akser aisa hota bhi hai k jub aap kisi ko dil se yaad karo tu woh kahein na kahein se samne aa jata hai ya koi zariya hi mil jata hai usi ki khaber ka... :thmbup: yeh sub kuch faith i batein hai chanda... maanu tu heera nahi tu pather...:)

                              Comment


                              • #60
                                Re: yaad k raastay maloom karnay hien.....

                                Originally posted by sumera View Post
                                hmm...khyalaat achhay hien ..khushi hui jaan kar:)

                                magar achhi baat sooch laynay mien harj hi kya hay:donno: ......jysy yeh sooch laynay say khushi hoti hay k hum nay kisi ko yaad kiya to us nay bhi hamien yaad kiya hoo ga:blush:

                                khayr cheenk ya hichki ki baat to jo hay so hay but koi maanay ya nah maanay yeh sachh hay k jab koi shiddat say yaad karta hay to banday ko signals mil jaaty hien....
                                magar khayr aap to phir science ko lay aaien gay...ap say behs kaysi:embarasse
                                khush rahiay:)
                                waqee mafroozay kaim kerne mein kia muzaika he :donno: aur even apnay aap ko dhooka dene mein bhi kia jata he :donno: waqee ager hum aisi baatein assume ker lein to na to humein koi choot lagay gi na blood niklay ga, kuch nahi ho ga bus aik tasali si ho gi.

                                Bar-e-sageer paak-o-hind ki tareekh bohat purani he...musalman aur hindu aik arsay se saath saath rehtay aaye hein. Hindu mazhab ziada tar tohmaat per base kerta he...aur aisi baatein hum ne hinduon se li hui hein, aur ub itnay pakay ho gaye hein ke hamara dil he nahi chahta ke aisi toohmaat se apni jaan churaein. Mein aap ko tease nahi ker raha, lekin mujay kahin lagta he ke aap loogon ka knowledge bohat kamzoor he...aik zee-shaoor aur perha likhay bunday ko to aisi chooti mooti baaton ki assessment khud se he ker leni chahiye. Hum loogon jub chootay hotay hein to ajeeb-o-gareeb kahaniyaan suntay hein apnay baron se...aur hamaray la'shaoor mein bhi kuch aisi he false things beth jati hein, jinhein hum chaah ke bhi rud nahi ker paatay...aur baaz aukaat yeh false things hamara belief bun jati hein...hamein in cheezon se nikalna chahiye...dunia chand per pohanch gai he...angreezon ne signal baijnay ke liye sattelittes bana li hein, aur hum ub tak cheenkon se signal baij rahay hein :)
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X