Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

udhaar leenay ki adat ...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: udhaar leenay ki adat ...

    udhar lene ki adaat mujhe personaly napasand hai.
    bohat martaba aisa hua hai ke loog cheezey le gaye lekin theek halaat mein waapis nahi ki hai.
    ziyada tar loog adaat se majboor hotey hai dusro se maang kar apna time nikaal letey hai aur dusrey ki cheez kharab kar detey hai
    upper se sharminda bhi nahi hotey hai.
    na do tou aise react kartey hai jaise unhe har cheez dena hamari zimmedari aur farz hai.
    aise loog pasand nahi hai.
    :rose Refreshing_breeze :rose

    Comment


    • #47
      Re: udhaar leenay ki adat ...

      paanch hazar ka khula hoga kisi kay paas,yaar bohoth pareshaan hun woh taxi ka baardha daina hai. chalo mujeh koi 100 rupay dai dain main note khol kar waapas kardoonga baad may,lol.abb koi mujeh bataaye keh udhaar maangney ka koi iss say achchah tareeqa hai.hai tho bata dain.

      Comment


      • #48
        Re: udhaar leenay ki adat ...

        udhar mangna aik bohat hi buri adat he Allah is se bachaey :dua

        Comment


        • #49
          Re: udhaar leenay ki adat ...

          Originally posted by refreshing_breeze View Post
          udhar lene ki adaat mujhe personaly napasand hai.
          bohat martaba aisa hua hai ke loog cheezey le gaye lekin theek halaat mein waapis nahi ki hai.
          ziyada tar loog adaat se majboor hotey hai dusro se maang kar apna time nikaal letey hai aur dusrey ki cheez kharab kar detey hai
          upper se sharminda bhi nahi hotey hai.
          na do tou aise react kartey hai jaise unhe har cheez dena hamari zimmedari aur farz hai.
          aise loog pasand nahi hai.
          udhaar maang kay woh usay apni malkeyat samjhtay hain is leye sharmindgi feel nahi kartay na :khi: ..islam main bhi hai kay qarz wapas na karnay waloun ko bhi buhat ghuna milta hai ....lekan is pay buhat kaam loog suchtay hain :)
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #50
            Re: udhaar leenay ki adat ...

            Originally posted by sensible View Post
            paanch hazar ka khula hoga kisi kay paas,yaar bohoth pareshaan hun woh taxi ka baardha daina hai. chalo mujeh koi 100 rupay dai dain main note khol kar waapas kardoonga baad may,lol.abb koi mujeh bataaye keh udhaar maangney ka koi iss say achchah tareeqa hai.hai tho bata dain.
            belgium main reh kar "rupees" maang rehay hain :khi:

            han mangnay kay or bhi achay achay tareekay hain mere aik jannay wali hain un say seekhian :D
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #51
              Re: udhaar leenay ki adat ...

              Originally posted by hamzad View Post
              udhar mangna aik bohat hi buri adat he Allah is se bachaey :dua
              udhaar maang kar wapas na karna us say bhi borri adat :)
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #52
                Re: udhaar leenay ki adat ...

                wohh udharr hee kiaa joo joo wapiss karnay kee lieyy hooo
                "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                Comment


                • #53
                  Re: udhaar leenay ki adat ...

                  Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                  wohh udharr hee kiaa joo joo wapiss karnay kee lieyy hooo
                  hmmm acha thee pher aisa karain sensible ko 2,4 laakh udhaar day daian ... :hehe:
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #54
                    Re: udhaar leenay ki adat ...

                    main nayy udhar lenee kee baat kee haii naa kehh deneee keee
                    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                    Comment


                    • #55
                      Re: udhaar leenay ki adat ...

                      Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                      main nayy udhar lenee kee baat kee haii naa kehh deneee keee
                      han na udhaar daian usay ...pher woh wapas nahi karain gay ...pher aap woh line bolain gay? "wohh udharr hee kiaa joo joo wapiss karnay kee lieyy hooo" :khi:
                      Last edited by .; 22 May 2007, 23:10.
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • #56
                        Re: udhaar leenay ki adat ...

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        belgium main reh kar "rupees" maang rehay hain :khi:

                        han mangnay kay or bhi achay achay tareekay hain mere aik jannay wali hain un say seekhian :D
                        waisey aapas ki baath hai,koi achchah sa tareeqa bataaen,bohoth khardki chal rahi hai yaar aaj kal:khi:

                        Comment


                        • #57
                          Re: udhaar leenay ki adat ...

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          udhaar maang kar wapas na karna us say bhi borri adat :)
                          bilkul sahee...:thmbup:

                          Comment


                          • #58
                            Re: udhaar leenay ki adat ...

                            Originally posted by Aabgina View Post


                            :khi:
                            ahan ....aap ko bhi bongiyaaN marni aati hain...
                            :na: na gee hum bongiyaan nhi marty..:blush: :blush:
                            khud he waj jati hain.:hehe:

                            :D

                            Comment


                            • #59
                              Re: udhaar leenay ki adat ...

                              Originally posted by miss sng View Post
                              :na: na gee hum bongiyaan nhi marty..:blush: :blush:
                              khud he waj jati hain.:hehe:

                              :D

                              :a stick: sudhar jaoo larkii nahi tu arahi hoo naa tu phir tumhri bhi class leni hi parey gi mujheyy

                              Comment


                              • #60
                                Re: udhaar leenay ki adat ...

                                Originally posted by Aanchal View Post
                                udhaar maang kay woh usay apni malkeyat samjhtay hain is leye sharmindgi feel nahi kartay na :khi: ..islam main bhi hai kay qarz wapas na karnay waloun ko bhi buhat ghuna milta hai ....lekan is pay buhat kaam loog suchtay hain :)
                                main nay kahin perha tha...Shaheed kay tamma gunaah maaf ho jatay hain...lakin qarz maaf nahin hotaa....:rose
                                For New Designers
                                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                                Comment

                                Working...
                                X