Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

udhaar leenay ki adat ...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: udhaar leenay ki adat ...

    Originally posted by Aabgina View Post
    Walaikom Assalam....
    aap nay phir zakham haray kar diye........:hehe:
    aisa std life mein buht howa hai...:tauba
    photostate karwanay kay liye gaye .....kisi nay kaha mairay pas abhi paisay nahin tum dai do.....main bad mein dai dongi......woh bad aaj tak nahin aai...:hehe:
    cafateria mein bhi aisay scene ho jatay hain aksar....
    waisay Aanchal loagooN ki aik qisam udhaar mangnay wali hoti hai...jo kabhi wapis kia jata hai kabhi nahin.....aik aur qisam hoti hai....thagnay walay loag:fuming:.....un ka mujhay buht tajurba hai... ......aisay loagooN aky lliye bhi aik thread bana lijiye gaa.......
    ok thangnay waloun key leye bhi alag say thread banaian gay kay kesay thaga jata hai :hehe:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment

    • #32
      Re: udhaar leenay ki adat ...

      Originally posted by ummid View Post
      cheenkh cheenkh ker rote hain.. aur zor zor se hanste hain.........:lpop: aayi baat mein sumjh...
      cheekh cheekh kar maartey bhi hain aur zor zor say daratey bhi hain,nahi zor zor say maartey bhi hain aur cheekh cheekh kar dratey bhi hain konsa theek hai:cc:

      Comment

      • #33
        Re: udhaar leenay ki adat ...

        Originally posted by sensible View Post
        cheekh cheekh kar maartey bhi hain aur zor zor say daratey bhi hain,nahi zor zor say maartey bhi hain aur cheekh cheekh kar dratey bhi hain konsa theek hai:cc:
        hum ne koi urdu islah ki dukaan nahi kholi... :lpop:

        Comment

        • #34
          Re: udhaar leenay ki adat ...

          Originally posted by ummid View Post
          hum ne koi urdu islah ki dukaan nahi kholi... :lpop:
          tho khol lijiye naa aap ko kiss nay manaa kia hua hai,aur waisay bhi bachchey aap say kuchh seekh laingay,bhala naiki ka kaam hai aap ka kia jaata hai bechaarey bachchon ka dil bhi behla rahega.

          Comment

          • #35
            Re: udhaar leenay ki adat ...

            Originally posted by Aanchal View Post
            Assalamalikum

            aaj kal ham society ki achaoun or borraioun pay baat kar rehay hain to un main say aik cheec hai "udhaar leena" or lay kar wapas na deena :lol

            udhaar leenay ka matlab yeh nahi kay koi bari raqam udhaar li jaye buhat chooti chooti cheezian loog apas main laytay daytay rehtay hain lekan buhat kaam loog hain jo isay sahi taraha say wapas kartay hain .....aksar cheezian kha jati hain dosroun ki ya pher bhool jatay hian wapas karna ....

            pehli baat yeh kay udhaar leenay ki zarorat kio peash ati hai ?
            aap logoo ka koi aisa experience hai kay kisi nay koi cheez aap say li hoo or wapas na ki hoo ....?
            WASLAM,
            gee sahee keh rahi hain app...
            kuch loogon ko dekh kar (unki harkatein)lagta hy k shyd wo paida he udhaar lynay k liay hain,,, wapis karny k liy nhi...:tauba
            hum ny bohat say loog dekhay hain...jo udhar lyty hain wapis karnay ka unko pata he nhi hota:a stick: bus mangna janty hain

            well hum per to asi nhi beeti magar observation kafi hy.
            undhaar lyty hain loog fir jab itny arsay baad wapisi ka kaha jaiy to bhe wapis nhi karty...even kai baar nobat yahan tak ajati hy k..udhaar dynay waly ko asay lagta hy shyd wo apni cheez wapis nhi mang rhay..balky unsay unki koi cheez mang rhay hain..:fuming:

            itna sab karny k bawajood loogoon ko sharam bhe nhi ati...aur fir dobara kisi aur cheez ky liy unkay pass he ponch jaty hain..:pagal: asay by murawat loog hoty hain..ufffffffff :hathora

            Comment

            • #36
              Re: udhaar leenay ki adat ...

              Originally posted by Aabgina View Post
              Walaikom Assalam....
              aap nay phir zakham haray kar diye........:hehe:
              aisa std life mein buht howa hai...:tauba
              photostate karwanay kay liye gaye .....kisi nay kaha mairay pas abhi paisay nahin tum dai do.....main bad mein dai dongi......woh bad aaj tak nahin aai...:hehe:
              cafateria mein bhi aisay scene ho jatay hain aksar....
              waisay Aanchal loagooN ki aik qisam udhaar mangnay wali hoti hai...jo kabhi wapis kia jata hai kabhi nahin.....aik aur qisam hoti hai....thagnay walay loag:fuming:.....un ka mujhay buht tajurba hai... ......aisay loagooN aky lliye bhi aik thread bana lijiye gaa.......
              app ky zakhmoo ka pehly kya rang tha????:hhh:
              :D
              :tasali: dear app ko to kafi tajurba hoo giya hy...:khi:
              well

              school college main friends hum say udhaar lyti thein...aur hum dyty thay..:khi:
              pehly to hum ko yaad he nhi rehta tha k kisi ko diay bhe hain... and jo udhaar lyti thi wo wapis bhe kar dyti thi..(nice kuriyaan).:lpop:

              baki janany waloon main...relatives main dheer asay loog hoty hain jo udhaar lyty hain..fir bus app apni mony per INNA LILLA par kar beth jain...:tauba

              Comment

              • #37
                Re: udhaar leenay ki adat ...

                main ager udhar day bhi don to mayray leay to wapis layna muhkil hay kyuonkay mujhay bohat heram ati hay wapis mangnay say.koi dey day wapis to us ki maherbani nahi to innallah pher layti hon.choti choti cheazin to mujhay bhi yad nahi rahtin per main to buri cheaz day ker bhi wapis nahi mang pati

                Comment

                • #38
                  Re: udhaar leenay ki adat ...

                  Originally posted by neha_ahmad View Post
                  main ager udhar day bhi don to mayray leay to wapis layna muhkil hay kyuonkay mujhay bohat heram ati hay wapis mangnay say.koi dey day wapis to us ki maherbani nahi to innallah pher layti hon.choti choti cheazin to mujhay bhi yad nahi rahtin per main to buri cheaz day ker bhi wapis nahi mang pati
                  aap ka dil bohoth barda aur bohoth achchah hai,khush rahain
                  Last edited by Mujahid Khan; 21 May 2007, 00:39.

                  Comment

                  • #39
                    Re: udhaar leenay ki adat ...

                    Originally posted by musaddaq View Post
                    main kya g keh hum kornash baja late hain:khi:
                    aap waqei ganay bajanay walay lagtay hein :khi:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #40
                      Re: udhaar leenay ki adat ...

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      ummm buhat say members nay kaha yeh chalta hai dostoun main......lekan jo loog choti choti batoun ki parwa nahi kartay woh bari bari cheezoun ki bhi nahi karain gay na :) ..aik adat si ban jaye gee pher na?

                      mery school main bhi yehi tha canteen main larkiyan kahany kay peasy maaga karti the par aaj tak kisi nay wapas nahi keye :p pesay zaida nahi they jis say nuqasaan howa ho lekan yeh adat mujhay pasand nahi the kay bachoun ko yeh cheezian bachpan say seekhai jaian na kay sirf apni cheezian istamaal karni hain udhaar nahi leena kisi say ...or kabhi lay bhi lia to usay sahi salamat wapas karna hai ....aik din canteen main ja kay kuch nahi kahain gay to kia faraq paray ga ? bajaye is kay kay udhaar lia jaya. sirf pesay nahi or bhi cheezian banday udhaar layta hai mere friends aksar notes mangti the lekan aksar wapas nahi atay they ..or kuch ko to hazaar baar kehna parta pher ja kay notes miltay wapas ......udhaar aik qaraz hota hai na :) ..yehi choti choti adatain baray hoo kar buhat pukhta hoo jati hain ......
                      agar udhaar leenay kay siwa koi dosra chara nahi tab lia jaye lekan is say bachna chaye ...pakistan main bhi main nay deekha kay aurtian parooseoun kay ghar say cheezian mangwati rehti hian (scorpion unkil ka lateefa deekh laian :khi: ) ...mere aik jannay wali kay ghar gai tamatar kam they kahanay main to paroosi say mangwa rahi the udhaar ...agar kahanay main tamatar kam bhi houn to kia guzara nahi hoo sakta ? baajye is kay kay udhaar lia jaye ...:donno:
                      dil ko lagti he baat bakri ki :thmbup:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #41
                        Re: udhaar leenay ki adat ...

                        Udhar mohabbat ki qainchi haii ..:na:

                        soo mainey is k lyaa koi gunjaish nahi rakhi hoi appni life main..hissab hamesha clear rakhti hoo..:eye:

                        Comment

                        • #42

                          sahih kaha udhaar aik qarz hi hota hai.....hum say jab koi udhar karta tha tu alag baat lakin frnds mein hum usi waqt aisa kartay thay jab koi treet laini hoti thi ya.....koi celebration hoti thi.....lakin jab main nay achi tarah dekh lia ...tu ab no give no take wala mamla hai...:lpop:yeh khayal un hi loagooN ka hai jin say main nay aisa behavior kar lia hai:blush:

                          Originally posted by miss sng View Post
                          app ky zakhmoo ka pehly kya rang tha????:hhh:
                          :D

                          :tasali: dear app ko to kafi tajurba hoo giya hy...:khi:
                          well

                          school college main friends hum say udhaar lyti thein...aur hum dyty thay..:khi:
                          pehly to hum ko yaad he nhi rehta tha k kisi ko diay bhe hain... and jo udhaar lyti thi wo wapis bhe kar dyti thi..(nice kuriyaan).:lpop:

                          baki janany waloon main...relatives main dheer asay loog hoty hain jo udhaar lyty hain..fir bus app apni mony per INNA LILLA par kar beth jain...:tauba
                          :khi:
                          ahan ....aap ko bhi bongiyaaN marni aati hain...

                          For New Designers
                          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                          Comment

                          • #43
                            Re: udhaar leenay ki adat ...

                            Originally posted by aquari View Post
                            Udhar mohabbat ki qainchi haii ..:na:

                            soo mainey is k lyaa koi gunjaish nahi rakhi hoi appni life main..hissab hamesha clear rakhti hoo..:eye:
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #44
                              Re: udhaar leenay ki adat ...

                              naqad bardey shok say
                              udhaar aglay chok say

                              Comment

                              • #45
                                Re: udhaar leenay ki adat ...

                                Originally posted by Aanchal View Post

                                :wk thx dear

                                Comment

                                Working...
                                X