Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

udhaar leenay ki adat ...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: udhaar leenay ki adat ...

    Originally posted by sccorpion81 View Post
    Nahien tu maira Caps lock on Hai:khi:
    masood bhai kaha karte the.. jo caps lock mein pori post kare aisa lagta hai jaise woh cheenk cheenkh (chilla ker/shor macha ker) ker baat ker raha ho....:lpop:

    Comment


    • #17
      Re: udhaar leenay ki adat ...

      Originally posted by ummid View Post
      masood bhai kaha karte the.. jo caps lock mein pori post kare aisa lagta hai jaise woh cheenk cheenkh (chilla ker/shor macha ker) ker baat ker raha ho....:lpop:
      HAHAHAHAHAHAHAHAHAHHAAAA
      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: udhaar leenay ki adat ...

        Originally posted by sccorpion81 View Post
        HAHAHAHAHAHAHAHAHAHHAAAA
        hansne ki kya baat hai is mein..........:slap:

        Comment


        • #19
          Re: udhaar leenay ki adat ...

          Originally posted by ummid View Post
          hansne ki kya baat hai is mein..........:slap:
          Main cheek cheek ker hansna chata tha...bas
          sigpic

          Comment


          • #20
            Re: udhaar leenay ki adat ...

            Originally posted by sccorpion81 View Post
            Main cheek cheek ker hansna chata tha...bas
            oh.. per cheenkh cheenkh ker hansa nahi jaata:na:.:tauba .. zor zor se hansa jaata hai...:lpop:

            Comment


            • #21
              Re: udhaar leenay ki adat ...

              Originally posted by ummid View Post
              oh.. per cheenkh cheenkh ker hansa nahi jaata:na:.:tauba .. zor zor se hansa jaata hai...:lpop:
              Nahien main cheek cheek ker hansna chata tha...tajruba kerna tha k chheeek cheek ker kaise hanste hain:lpop:
              sigpic

              Comment


              • #22
                Re: udhaar leenay ki adat ...

                Originally posted by sccorpion81 View Post
                Nahien main cheek cheek ker hansna chata tha...tajruba kerna tha k chheeek cheek ker kaise hanste hain:lpop:
                cheenkh cheenkh ker rote hain.. aur zor zor se hanste hain.........:lpop: aayi baat mein sumjh...

                Comment


                • #23
                  Re: udhaar leenay ki adat ...

                  Originally posted by Aabgina View Post
                  Roz kha laitay hain hanstay hoye chaehrooN say faraib
                  kia karin apni nigaahooN mein murawat hai buht.....:embarasse

                  waisay ab ja kar mujhay is hawalay say aqal aa gai hai................jab acha khasa ho chuka mairay saath :hehe:
                  frnds mein ab bhi main tayar rehti hooN kharchay kay liye ....lakin dosrooN kay liye ab bilkul nahin:na:
                  shair acha he

                  aur tumhari policy us se bhi achi :lol
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #24
                    Re: udhaar leenay ki adat ...

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    shair acha he

                    aur tumhari policy us se bhi achi :lol
                    adaaab....
                    :hehe:
                    For New Designers
                    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                    Comment


                    • #25
                      Re: udhaar leenay ki adat ...

                      wa alaikum adab :blush:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #26
                        Re: udhaar leenay ki adat ...

                        main kya g keh hum kornash baja late hain:khi:

                        Comment


                        • #27
                          Re: udhaar leenay ki adat ...

                          Originally posted by sccorpion81 View Post
                          Nahien main cheek cheek ker hansna chata tha...tajruba kerna tha k chheeek cheek ker kaise hanste hain:lpop:
                          Phr kaisa raha tajrubaaa..nakaaaam ya kaaamyaaab?

                          Comment


                          • #28
                            Re: udhaar leenay ki adat ...

                            Originally posted by a man of letters View Post
                            Phr kaisa raha tajrubaaa..nakaaaam ya kaaamyaaab?
                            yaar gala baith gya hai..pait main wat per gay hain
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: udhaar leenay ki adat ...

                              Originally posted by sccorpion81 View Post
                              yaar gala baith gya hai..pait main wat per gay hain
                              Okhliii mai saarrr dia tou dhamalo sey kia darnaaaa?
                              kuchh panay k liye kuch khonaa b partaa hai na janab?

                              Comment


                              • #30
                                Re: udhaar leenay ki adat ...

                                ummm buhat say members nay kaha yeh chalta hai dostoun main......lekan jo loog choti choti batoun ki parwa nahi kartay woh bari bari cheezoun ki bhi nahi karain gay na :) ..aik adat si ban jaye gee pher na?

                                mery school main bhi yehi tha canteen main larkiyan kahany kay peasy maaga karti the par aaj tak kisi nay wapas nahi keye :p pesay zaida nahi they jis say nuqasaan howa ho lekan yeh adat mujhay pasand nahi the kay bachoun ko yeh cheezian bachpan say seekhai jaian na kay sirf apni cheezian istamaal karni hain udhaar nahi leena kisi say ...or kabhi lay bhi lia to usay sahi salamat wapas karna hai ....aik din canteen main ja kay kuch nahi kahain gay to kia faraq paray ga ? bajaye is kay kay udhaar lia jaya. sirf pesay nahi or bhi cheezian banday udhaar layta hai mere friends aksar notes mangti the lekan aksar wapas nahi atay they ..or kuch ko to hazaar baar kehna parta pher ja kay notes miltay wapas ......udhaar aik qaraz hota hai na :) ..yehi choti choti adatain baray hoo kar buhat pukhta hoo jati hain ......
                                agar udhaar leenay kay siwa koi dosra chara nahi tab lia jaye lekan is say bachna chaye ...pakistan main bhi main nay deekha kay aurtian parooseoun kay ghar say cheezian mangwati rehti hian (scorpion unkil ka lateefa deekh laian :khi: ) ...mere aik jannay wali kay ghar gai tamatar kam they kahanay main to paroosi say mangwa rahi the udhaar ...agar kahanay main tamatar kam bhi houn to kia guzara nahi hoo sakta ? baajye is kay kay udhaar lia jaye ...:donno:
                                Last edited by .; 19 May 2007, 17:43.
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...
                                X