Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

udhaar leenay ki adat ...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • udhaar leenay ki adat ...

    Assalamalikum

    aaj kal ham society ki achaoun or borraioun pay baat kar rehay hain to un main say aik cheec hai "udhaar leena" or lay kar wapas na deena :lol

    udhaar leenay ka matlab yeh nahi kay koi bari raqam udhaar li jaye buhat chooti chooti cheezian loog apas main laytay daytay rehtay hain lekan buhat kaam loog hain jo isay sahi taraha say wapas kartay hain .....aksar cheezian kha jati hain dosroun ki ya pher bhool jatay hian wapas karna ....

    pehli baat yeh kay udhaar leenay ki zarorat kio peash ati hai ?
    aap logoo ka koi aisa experience hai kay kisi nay koi cheez aap say li hoo or wapas na ki hoo ....?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: udhaar leenay ki adat ...

    pehlay tum khud batao
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: udhaar leenay ki adat ...

      Originally posted by Aanchal View Post
      Assalamalikum

      aaj kal ham society ki achaoun or borraioun pay baat kar rehay hain to un main say aik cheec hai "udhaar leena" or lay kar wapas na deena :lol

      udhaar leenay ka matlab yeh nahi kay koi bari raqam udhaar li jaye buhat chooti chooti cheezian loog apas main laytay daytay rehtay hain lekan buhat kaam loog hain jo isay sahi taraha say wapas kartay hain .....aksar cheezian kha jati hain dosroun ki ya pher bhool jatay hian wapas karna ....

      pehli baat yeh kay udhaar leenay ki zarorat kio peash ati hai ?
      aap logoo ka koi aisa experience hai kay kisi nay koi cheez aap say li hoo or wapas na ki hoo ....?
      Walaikom Assalam....
      aap nay phir zakham haray kar diye........:hehe:
      aisa std life mein buht howa hai...:tauba
      photostate karwanay kay liye gaye .....kisi nay kaha mairay pas abhi paisay nahin tum dai do.....main bad mein dai dongi......woh bad aaj tak nahin aai...:hehe:
      cafateria mein bhi aisay scene ho jatay hain aksar....
      waisay Aanchal loagooN ki aik qisam udhaar mangnay wali hoti hai...jo kabhi wapis kia jata hai kabhi nahin.....aik aur qisam hoti hai....thagnay walay loag:fuming:.....un ka mujhay buht tajurba hai... ......aisay loagooN aky lliye bhi aik thread bana lijiye gaa.......
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment

      • #4
        Re: udhaar leenay ki adat ...

        Originally posted by Aabgina View Post

        :khi: ager aisi baat thi to tum inkar kyon nahi ker deti thi
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: udhaar leenay ki adat ...

          Originally posted by Aanchal View Post
          Assalamalikum

          aaj kal ham society ki achaoun or borraioun pay baat kar rehay hain to un main say aik cheec hai "udhaar leena" or lay kar wapas na deena :lol

          udhaar leenay ka matlab yeh nahi kay koi bari raqam udhaar li jaye buhat chooti chooti cheezian loog apas main laytay daytay rehtay hain lekan buhat kaam loog hain jo isay sahi taraha say wapas kartay hain .....aksar cheezian kha jati hain dosroun ki ya pher bhool jatay hian wapas karna ....

          pehli baat yeh kay udhaar leenay ki zarorat kio peash ati hai ?
          aap logoo ka koi aisa experience hai kay kisi nay koi cheez aap say li hoo or wapas na ki hoo ....?
          Waalaikumasalam.........
          humari outdoor life tu ab tak sirf doston tak rahi hai... aur humare dost tu bus.. saare ke saare hi.. jis ki marzi bill pay ker diya... jis ki marzi photocoy karwa li sub ke liye... koi paise ka dhyaan nahi rakhta ke kis ne diye.. kis liye.. aur kyun... :donno: kabhi kabhi hum sub mood mein ho air dhyaan mein ho ke falan frnd ne ab tak jaib khali nahi ki tu zabrdasti us ke purse se paise le ker kharch karte hain...:blush: per doston mein tu sub chalta hai na... no udhaar.. no return...:lpop:

          Comment

          • #6

            kHALA JAB JAIB MAIN KUCH NA HO TU UDHAR KI NOABAT AA HI JATI HAI..KUCH LOGON KO ADAT BHI HOTI HAI JAIB MAIN CHEES HAI BHI LAIKIN MANGNA ZAROOR HAI...KUCH KI MAJBOORI HOTI HAI...JAISE K AIK AADMI KISI DUKAN PER KHARA HAI AUR ACHANAK KOEE MAHMAN AA JATA HAI AUR US K PASS PAISE NAHIEN HOTE TU WO UDHAR PEPSI LAY KER US KO PILA DAITA HAI..AUR BAD MAIN BHOOL AJATA HAI...

            DOSTON K DARMIAN BHI AIK CHOTA MOTA SA UDHAR CHALTA HAI...SPECIALY JO BECHULARS RAHTE HAIN...TU HAM LOG AIK DOOSRE SAY KHATE PEETE RAHTE HAIN AUR KOEE HISAB KITAB NAHIEN HOTA K KIS NAY KITNA KHARCH KIA...KUCH LOG RAKHTE BHI HAIN LAIKIN ABHI TAK MUJHE IS KA TAJRUBA NAHIE HOOWAA AUR SHAYAD MAIN UN LOGON K SAATH CHAL BHI NAHIEN SAKTA
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: udhaar leenay ki adat ...

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              :khi: ager aisi baat thi to tum inkar kyon nahi ker deti thi
              Roz kha laitay hain hanstay hoye chaehrooN say faraib
              kia karin apni nigaahooN mein murawat hai buht.....:embarasse

              waisay ab ja kar mujhay is hawalay say aqal aa gai hai................jab acha khasa ho chuka mairay saath :hehe:

              frnds mein ab bhi main tayar rehti hooN kharchay kay liye ....lakin dosrooN kay liye ab bilkul nahin:na:
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment

              • #8
                Re: udhaar leenay ki adat ...

                Originally posted by sccorpion81 View Post
                kHALA JAB JAIB MAIN KUCH NA HO TU UDHAR KI NOABAT AA HI JATI HAI..KUCH LOGON KO ADAT BHI HOTI HAI JAIB MAIN CHEES HAI BHI LAIKIN MANGNA ZAROOR HAI...KUCH KI MAJBOORI HOTI HAI...JAISE K AIK AADMI KISI DUKAN PER KHARA HAI AUR ACHANAK KOEE MAHMAN AA JATA HAI AUR US K PASS PAISE NAHIEN HOTE TU WO UDHAR PEPSI LAY KER US KO PILA DAITA HAI..AUR BAD MAIN BHOOL AJATA HAI...

                DOSTON K DARMIAN BHI AIK CHOTA MOTA SA UDHAR CHALTA HAI...SPECIALY JO BECHULARS RAHTE HAIN...TU HAM LOG AIK DOOSRE SAY KHATE PEETE RAHTE HAIN AUR KOEE HISAB KITAB NAHIEN HOTA K KIS NAY KITNA KHARCH KIA...KUCH LOG RAKHTE BHI HAIN LAIKIN ABHI TAK MUJHE IS KA TAJRUBA NAHIE HOOWAA AUR SHAYAD MAIN UN LOGON K SAATH CHAL BHI NAHIEN SAKTA
                sahih kaha kuch loag aadat kay tehet mangtay hain....
                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment

                • #9
                  Re: udhaar leenay ki adat ...

                  Originally posted by ummid View Post
                  Waalaikumasalam.........
                  humari outdoor life tu ab tak sirf doston tak rahi hai... aur humare dost tu bus.. saare ke saare hi.. jis ki marzi bill pay ker diya... jis ki marzi photocoy karwa li sub ke liye... koi paise ka dhyaan nahi rakhta ke kis ne diye.. kis liye.. aur kyun... :donno: kabhi kabhi hum sub mood mein ho air dhyaan mein ho ke falan frnd ne ab tak jaib khali nahi ki tu zabrdasti us ke purse se paise le ker kharch karte hain...:blush: per doston mein tu sub chalta hai na... no udhaar.. no return...:lpop:
                  HAAAN AISA HI KUCH HAI MERE SAATH BHI
                  sigpic

                  Comment

                  • #10

                    yuppps....dostooN mein chalta hai...:)
                    For New Designers
                    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                    Comment

                    • #11
                      Re: udhaar leenay ki adat ...

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      Assalamalikum

                      aaj kal ham society ki achaoun or borraioun pay baat kar rehay hain to un main say aik cheec hai "udhaar leena" or lay kar wapas na deena :lol

                      udhaar leenay ka matlab yeh nahi kay koi bari raqam udhaar li jaye buhat chooti chooti cheezian loog apas main laytay daytay rehtay hain lekan buhat kaam loog hain jo isay sahi taraha say wapas kartay hain .....aksar cheezian kha jati hain dosroun ki ya pher bhool jatay hian wapas karna ....

                      pehli baat yeh kay udhaar leenay ki zarorat kio peash ati hai ?
                      aap logoo ka koi aisa experience hai kay kisi nay koi cheez aap say li hoo or wapas na ki hoo ....?
                      udhar par yaad aaya, aik khatoon kay ghar main mehmaan aatay hain to woh apnay bach'chay ko paros main bhaijti hain kay jao un say zara 10, 12 cham'mach to lay aao, bacha jata hai aur khali hath wapis aajata hai aur kehta hai unhooN nay inkaar kardia :lpop:, to woh kehti hain haiy haiy kesa zamana aagaya hai , jao almari main say nikaal lo
                      That's Enough...!!

                      Comment

                      • #12
                        Re: udhaar leenay ki adat ...

                        @ Topic

                        humaray yahan aisa nahi hota :blush: aisa main us waqt kehta hoon jab koi udhar mangay :lpop: , dostoN main bhi udhar wali koi aadat nahi hai par kisi ki jaib bhari ho to hum sab dost mill kar us ki jaib halki karnay maiN zaror madad kartay hain, par kabhi kabhar na lutanay wala udhar bhi chal jata hai dostoN main :khi:
                        That's Enough...!!

                        Comment

                        • #13
                          Re: udhaar leenay ki adat ...

                          Originally posted by sccorpion81 View Post
                          kHALA JAB JAIB MAIN KUCH NA HO TU UDHAR KI NOABAT AA HI JATI HAI..KUCH LOGON KO ADAT BHI HOTI HAI JAIB MAIN CHEES HAI BHI LAIKIN MANGNA ZAROOR HAI...KUCH KI MAJBOORI HOTI HAI...JAISE K AIK AADMI KISI DUKAN PER KHARA HAI AUR ACHANAK KOEE MAHMAN AA JATA HAI AUR US K PASS PAISE NAHIEN HOTE TU WO UDHAR PEPSI LAY KER US KO PILA DAITA HAI..AUR BAD MAIN BHOOL AJATA HAI...

                          DOSTON K DARMIAN BHI AIK CHOTA MOTA SA UDHAR CHALTA HAI...SPECIALY JO BECHULARS RAHTE HAIN...TU HAM LOG AIK DOOSRE SAY KHATE PEETE RAHTE HAIN AUR KOEE HISAB KITAB NAHIEN HOTA K KIS NAY KITNA KHARCH KIA...KUCH LOG RAKHTE BHI HAIN LAIKIN ABHI TAK MUJHE IS KA TAJRUBA NAHIE HOOWAA AUR SHAYAD MAIN UN LOGON K SAATH CHAL BHI NAHIEN SAKTA
                          Originally posted by sccorpion81 View Post
                          HAAAN AISA HI KUCH HAI MERE SAATH BHI
                          Aap ka caps Lock ON hai kya?? :mm:

                          Comment

                          • #14
                            Re: udhaar leenay ki adat ...

                            Originally posted by ummid View Post
                            Aap ka caps Lock ON hai kya?? :mm:
                            Nahien tu maira Caps lock on Hai:khi:
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: udhaar leenay ki adat ...

                              Originally posted by Aabgina View Post
                              yuppps....dostooN mein chalta hai...:)
                              ji.. dostdaari mein sub chalta hai..akser hi while working on project.. hum sub ke compose box ki cheezein tak aik dosre ke compose mein chali jaati hai.. .dosre din bhi lotana koi zarori nahi sumjhta.. .aur phir yeh phairiyan chalti hi rehti hai....:khi:

                              Comment

                              Working...
                              X