Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sunon dil ki ya damagh ki

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: sunon dil ki ya damagh ki

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Goodie good, bari commited larki lagti hein aap

    ..hmm koshish krti hoo k jo commitment karoo ussey poora krsakoo
    or ager kabhi nahi krpatii tu us k peechey koi waja zaroor hoti hai bilawaja kabhi apni comitmnet ko adhoora nahi choortii

    Comment

    • #47
      Re: sunon dil ki ya damagh ki

      Originally posted by aquari View Post

      ..hmm koshish krti hoo k jo commitment karoo ussey poora krsakoo
      or ager kabhi nahi krpatii tu us k peechey koi waja zaroor hoti hai bilawaja kabhi apni comitmnet ko adhoora nahi choortii
      very good...isi mein he aap ki kaamyaabi ka raaz poosheeda he, aisay loog hameesha apnay iraadon mein kaamyaab hotay hein...so best of luck :)
      :thmbup:

      Comment

      • #48
        Re: sunon dil ki ya damagh ki

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        very good...isi mein he aap ki kaamyaabi ka raaz poosheeda he, aisay loog hameesha apnay iraadon mein kaamyaab hotay hein...so best of luck :)

        hmm..wiasey app ko kis ney bataya k main kamyab hoo...:blush:
        pr phr bhi is baat pr amal kerti hoo...or her baazi jeetney ki koshish bhi kerti ho....harjaney k bad bhi apney app ko kamzoor nahi parney detii ..koshish tu rehti haii baqii Allah ki marzii
        Thank you for ur wishes

        Comment

        • #49
          Re: sunon dil ki ya damagh ki

          per mayra mana hay damgah wi ho faysla kerta hay jo ankhain daykhti hain or ankhon daykha such bhi to nahi hota na.dil kabhi koi galat faysla nahi kerta.kyuon dil her baat ki sachi gawahi dayta hay.dil aap ko kabhi koi galat fayusla kernay hi nahi dayga.

          Comment

          • #50
            Re: sunon dil ki ya damagh ki

            Originally posted by aquari View Post
            hmm..wiasey app ko kis ney bataya k main kamyab hoo...:blush:
            pr phr bhi is baat pr amal kerti hoo...or her baazi jeetney ki koshish bhi kerti ho....harjaney k bad bhi apney app ko kamzoor nahi parney detii ..koshish tu rehti haii baqii Allah ki marzii
            Thank you for ur wishes
            fiker na karein aap itni determined hein, aap kaamyaab he hein :thmbup:
            :thmbup:

            Comment

            • #51
              Re: sunon dil ki ya damagh ki

              Originally posted by neha_ahmad View Post
              per mayra mana hay damgah wi ho faysla kerta hay jo ankhain daykhti hain or ankhon daykha such bhi to nahi hota na.dil kabhi koi galat faysla nahi kerta.kyuon dil her baat ki sachi gawahi dayta hay.dil aap ko kabhi koi galat fayusla kernay hi nahi dayga.

              kia logic pesh ki he...aap ki logic pe aik quote pesh kerta hoon

              logic is a systematic method to come to a wrong conclusion with confidence :khi:
              :thmbup:

              Comment

              • #52
                Re: sunon dil ki ya damagh ki

                lo ji kia baat kahi aap nain.per damgah kay fayslay bohay kum theak hotay hain.or dil kabhi galt nahi hota haan ey hosakta hay kay aap apni khsohi say bher ker kisi or ki khoshi ko muqadem jano to phir bhi to faysla dil ka howa na.damagh to aap ko apnay leay sochnay ka kahay ga.per dil humaysha dosron kay leay sochta hay

                Comment

                • #53
                  Re: sunon dil ki ya damagh ki

                  Originally posted by neha_ahmad View Post
                  :cc: kernay hon ger zindagi main fayslay.to kis ki sunain dil ki ya damagh ki:mm:
                  mein her faislay naa dil se karta hoon naa damagh se....... apun tu poora ka poora absorb ho k faislay karta hoon......:lpop:

                  Comment

                  • #54
                    Re: sunon dil ki ya damagh ki

                    Originally posted by neha_ahmad View Post
                    lo ji kia baat kahi aap nain.per damgah kay fayslay bohay kum theak hotay hain.or dil kabhi galt nahi hota haan ey hosakta hay kay aap apni khsohi say bher ker kisi or ki khoshi ko muqadem jano to phir bhi to faysla dil ka howa na.damagh to aap ko apnay leay sochnay ka kahay ga.per dil humaysha dosron kay leay sochta hay
                    well isn't it important to maintain a certain symetry b/w brain and heart...as both are equally important...you can't simply rule out any one's importance...until and unless you don't use ur brain, you don't use ur wisdom...isn't it :bwink:
                    Last edited by Mr. Sialkoty; 16 April 2007, 13:54.
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #55
                      Re: sunon dil ki ya damagh ki

                      @ neha

                      Aap ki baat apni jaga theek hai, magar kabhi k abhi dil sahih faisla nahi kerta hai.... issi liye mey kahun gi key situation per hai kabhi aap ki dil ki man'ni chahiye aur kabhi damagh ki

                      ye baat apney aap ko bawaaar kara deyna key dil hamesha theek faisla kerta hai is liye dil ki maano, theek nahi hai :)
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #56
                        Re: sunon dil ki ya damagh ki

                        Originally posted by raafi View Post
                        mein her faislay naa dil se karta hoon naa damagh se....... apun tu poora ka poora absorb ho k faislay karta hoon......:lpop:
                        absorb kis mein hota he miyaan :mm:
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #57
                          Re: sunon dil ki ya damagh ki

                          Originally posted by yellowsky View Post
                          @ neha

                          Aap ki baat apni jaga theek hai, magar kabhi k abhi dil sahih faisla nahi kerta hai.... issi liye mey kahun gi key situation per hai kabhi aap ki dil ki man'ni chahiye aur kabhi damagh ki

                          ye baat apney aap ko bawaaar kara deyna key dil hamesha theek faisla kerta hai is liye dil ki maano, theek nahi hai :)
                          right :thmbup:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #58
                            Re: sunon dil ki ya damagh ki

                            janti hon per jub bhi damagh say faysla kia hay ulta hi ho gia hay jis tarhan kay halat hon waysay hi fayslay kernay chaheain.sochna samjhna phir faysla kerna laykin kabhi kabhi fori fayslay bhi to kernay pertay hain.tub isi uljhan main rahti hon kis ki suno dil kahta hay samnay wala theak kah raha hay per damagh kah raha hay theak nahi hay,tum fori tor per kis ki sunon?

                            Comment

                            • #59

                              :mm:

                              jaisey key samney wala kya keh raha hai??
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment

                              • #60
                                Re: sunon dil ki ya damagh ki

                                kuch kha naheen saktaa
                                Pagal may howah teray piyar main

                                Comment

                                Working...
                                X