Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sunon dil ki ya damagh ki

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: sunon dil ki ya damagh ki

    Originally posted by chalakie View Post
    aap k ghutnay dimagh main fit huway hain:mm: ..wahray Allah ki shaan:dua
    :comfort:
    mein ne aisa kub kaha :embarasse
    :thmbup:

    Comment


    • #17
      Re: sunon dil ki ya damagh ki

      Originally posted by aquari View Post
      had hoti haii :tauba
      sahi kaha, bulke her cheez ki koi na koi hud honi chahiye, aap ne bohat important nukta uthaya :lpop:
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: sunon dil ki ya damagh ki

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        mein ne aisa kub kaha :embarasse
        :khi: kabhi jub sacha'ee moo' say slip hojaye to' accept kar laitay hain g
        bahadur bana'in na :blush:
        Last edited by Almas; 16 April 2007, 07:56.
        Finding truth - Finding love
        These diamonds sparkle from lights above

        Lorraine Venner

        Comment


        • #19
          Re: sunon dil ki ya damagh ki

          Originally posted by chalakie View Post
          :blush: matlab sahi karti'n hoon?
          '

          ek had tak sahi kerti hain..not 100%

          Comment


          • #20
            Re: sunon dil ki ya damagh ki

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            sahi kaha, bulke her cheez ki koi na koi hud honi chahiye, aap ne bohat important nukta uthaya :lpop:

            haa ji imp nukta tu haii ..k her cheez ki had hoti haii..pr hum yahan baat dil or aql k darmain faisla ki kr rahey hian

            Comment


            • #21
              Re: sunon dil ki ya damagh ki

              Originally posted by aquari View Post
              '

              ek had tak sahi kerti hain..not 100%
              well nobody's perfect:blush: ...chalain g...aik had tak to' sahi hee sahi
              baqi Allah ...Allah khair sala:dua
              Finding truth - Finding love
              These diamonds sparkle from lights above

              Lorraine Venner

              Comment


              • #22
                Re: sunon dil ki ya damagh ki

                Originally posted by chalakie View Post
                well nobody's perfect:blush: ...chalain g...aik had tak to' sahi hee sahi
                baqi Allah ...Allah khair sala:dua

                exactly no one is perfect
                phir bhi perfect honey ki koshih kerni chahyeaa
                or is k liya dimagh k faisloo pr amal bhi kerna chahyeaa

                Comment


                • #23
                  Re: sunon dil ki ya damagh ki

                  Originally posted by aquari View Post
                  exactly no one is perfect
                  phir bhi perfect honey ki koshih kerni chahyeaa
                  or is k liya dimagh k faisloo pr amal bhi kerna chahyeaa
                  g sahi kaha aap nay:salam:
                  magar iskay liye insan ko strong hona parta hay kiyun k kabhi kabhi dil dimagh ko distract karnay ki kohshish bhi karta hay na:)
                  Finding truth - Finding love
                  These diamonds sparkle from lights above

                  Lorraine Venner

                  Comment


                  • #24
                    Re: sunon dil ki ya damagh ki

                    Originally posted by aquari View Post
                    haa ji imp nukta tu haii ..k her cheez ki had hoti haii..pr hum yahan baat dil or aql k darmain faisla ki kr rahey hian
                    aray waah aap ne phir seyaano wali baat ker di :lpop:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #25
                      Re: sunon dil ki ya damagh ki

                      Originally posted by chalakie View Post
                      :khi: kabhi jub sacha'ee moo' say slip hojaye to' accept kar laitay hain g
                      bahadur bana'in na :blush:
                      Mein ne to aap ko advise kia tha ke aap dil aur dimaag ki jang mein apnay gutnon ki maan liya karein...ta ke roola mukay :lpop:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #26
                        Re: sunon dil ki ya damagh ki

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Mein ne to aap ko advise kia tha ke aap dil aur dimaag ki jang mein apnay gutnon ki maan liya karein...ta ke roola mukay :lpop:
                        chalain g...fayr main rola muqa daindi'yaan

                        :lpop: ab khush?
                        Finding truth - Finding love
                        These diamonds sparkle from lights above

                        Lorraine Venner

                        Comment


                        • #27
                          Re: sunon dil ki ya damagh ki

                          dono ki baat sunani chahiye kyun k sometimes aisi problems ya situations ajati hai jo dil acha faisla kar sakta hai aur kabhi damagh......dono k beghair kaam nhn chal sakta...both are equally imp
                          sigpic

                          Comment


                          • #28
                            Re: sunon dil ki ya damagh ki

                            waise aap ko aik baat bataon

                            Scientifically "Dil" has nothing to do with thinking and even emotions :) Its all about pumping and circulating the blood
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #29
                              Re: sunon dil ki ya damagh ki

                              waise ap ne dr.zakir naik ka lecture suna tha jis mein us ne dil aur damage k bare mein bateia tha ....in Quran both r imp....qalab ......dil ko b kehte hai aur middle mein hone k meanings mein b ata hai aur middle mein damage hota hai......aur science tu emotions ko nhn samjh sakti....may b im wrong ..........
                              sigpic

                              Comment


                              • #30
                                Re: sunon dil ki ya damagh ki

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                aray waah aap ne phir seyaano wali baat ker di :lpop:
                                pr app ki samjh main yeh aql wali baat nahi aai hogi
                                kunk app ko dil sey ki hoi baatain samjhtey hain

                                Comment

                                Working...
                                X