Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sunon dil ki ya damagh ki

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: sunon dil ki ya damagh ki

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    waise aap ko aik baat bataon

    Scientifically "Dil" has nothing to do with thinking and even emotions :) Its all about pumping and circulating the blood

    yes we all know this..or yeh bhi k dimagh k bina tu insan phr bhi zinda reh sakta haii pr ager dil kam kerna band kerdain tuhum zinda nahi reh saktey kunk dimagh bhi dil k tab'ey hai means k dimagh ko chalney k liya bhi khoon yeh dil hi frahm kerta hai
    isi liya normal routine main hum woh soochain jo humain khushi ya ghum ka ahsas dilati hai us ko dil sey wabsta kertey hain..kunk dil humari zaat k liya ek zaroori unsar hai..or mantaq ko aql sey jod detey hai...

    Comment


    • #32
      Re: sunon dil ki ya damagh ki

      Originally posted by Raniya Asif View Post
      waise ap ne dr.zakir naik ka lecture suna tha jis mein us ne dil aur damage k bare mein bateia tha ....in Quran both r imp....qalab ......dil ko b kehte hai aur middle mein hone k meanings mein b ata hai aur middle mein damage hota hai......aur science tu emotions ko nhn samjh sakti....may b im wrong ..........
      mein ne Dr. Naik ki bohat si takareer suni hein lekin jis ki aap baat ker rahi hein wo shayad nahi suni...it was my personal view.

      soocha jaye to hamein yeh pata chalta he ke heart has nothing to do with love, emotions etc....am i wrong?
      :thmbup:

      Comment


      • #33
        Re: sunon dil ki ya damagh ki

        Originally posted by aquari View Post
        yes we all know this..or yeh bhi k dimagh k bina tu insan phr bhi zinda reh sakta haii pr ager dil kam kerna band kerdain tuhum zinda nahi reh saktey kunk dimagh bhi dil k tab'ey hai means k dimagh ko chalney k liya bhi khoon yeh dil hi frahm kerta hai
        isi liya normal routine main hum woh soochain jo humain khushi ya ghum ka ahsas dilati hai us ko dil sey wabsta kertey hain..kunk dil humari zaat k liya ek zaroori unsar hai..or mantaq ko aql sey jod detey hai...
        a man can't at all survive without brain.

        every part of human body is vital...you see, liver ke bagair insaan survive nahi ker sakta.

        we generally relate the emotional things to heart, but still it has nothing to do with emotions and ur thinking about any perticular matters
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: sunon dil ki ya damagh ki

          har ek ka apna point of view hota hai aur it dosnt matter k koi agree kare ya nhn...but i think dil b imp hota hai ...wo b decisions leta hai.....
          sigpic

          Comment


          • #35
            Re: sunon dil ki ya damagh ki

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            a man can't at all survive without brain.

            every part of human body is vital...you see, liver ke bagair insaan survive nahi ker sakta.

            we generally relate the emotional things to heart, but still it has nothing to do with emotions and ur thinking about any perticular matters
            haa pr phir bhi dil ki ehmiyat kum nahi hoti.....apni apni sooch hai

            Comment


            • #36
              Re: sunon dil ki ya damagh ki

              Originally posted by Raniya Asif View Post
              har ek ka apna point of view hota hai aur it dosnt matter k koi agree kare ya nhn...but i think dil b imp hota hai ...wo b decisions leta hai.....
              dil decision nahi leta :na:
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: sunon dil ki ya damagh ki

                Originally posted by aquari View Post
                haa pr phir bhi dil ki ehmiyat kum nahi hoti.....apni apni sooch hai
                ji dil ke ehmiyat kum ker ke merna he kia :)
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: sunon dil ki ya damagh ki

                  Originally posted by neha_ahmad View Post
                  :cc: kernay hon ger zindagi main fayslay.to kis ki sunain dil ki ya damagh ki:mm:
                  ma'rfat say pehlay dimagh aur ma'rfat hasil hojanay kay baad dil :lpop:
                  That's Enough...!!

                  Comment


                  • #39
                    Re: sunon dil ki ya damagh ki

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    ji dil ke ehmiyat kum ker ke merna he kia :)

                    kabhi ghaliti sey koshish bhi mut kejeya ga ..dil ki ahmiyat ko kum keney ki...
                    bara nazuk hota hai zara si baat pr bura man gaya tu foran dhrkna band kerdeyga..phir app chahoo gey bhi tu wapis nahi dharkey gaa

                    Comment


                    • #40
                      Re: sunon dil ki ya damagh ki

                      Originally posted by aquari View Post
                      kabhi ghaliti sey koshish bhi mut kejeya ga ..dil ki ahmiyat ko kum keney ki...
                      bara nazuk hota hai zara si baat pr bura man gaya tu foran dhrkna band kerdeyga..phir app chahoo gey bhi tu wapis nahi dharkey gaa
                      :thmbup: :phool:
                      sigpic

                      Comment


                      • #41
                        Re: sunon dil ki ya damagh ki

                        Originally posted by sccorpion81 View Post
                        :thmbup: :phool:

                        ...

                        Comment


                        • #42
                          Re: sunon dil ki ya damagh ki

                          Originally posted by aquari View Post
                          kabhi ghaliti sey koshish bhi mut kejeya ga ..dil ki ahmiyat ko kum keney ki...
                          bara nazuk hota hai zara si baat pr bura man gaya tu foran dhrkna band kerdeyga..phir app chahoo gey bhi tu wapis nahi dharkey gaa
                          kahin aap mujay daranay ki nakaam kooshish to nahi ker rahein :blush:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #43
                            Re: sunon dil ki ya damagh ki

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            kahin aap mujay daranay ki nakaam kooshish to nahi ker rahein :blush:

                            nahi ji main aisi koshish kabhi nahi kerti jub k mujhey apni nakami ka yaqeen hoo....
                            waisey bhi app main ku daraogii

                            Comment


                            • #44
                              Re: sunon dil ki ya damagh ki

                              Originally posted by neha_ahmad View Post
                              :cc: kernay hon ger zindagi main fayslay.to kis ki sunain dil ki ya damagh ki:mm:
                              dono ki suno

                              aur final decision kabhi damagh ka hota hai kabhi dil ka .....depending upon the situation...
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment


                              • #45
                                Re: sunon dil ki ya damagh ki

                                Originally posted by aquari View Post
                                nahi ji main aisi koshish kabhi nahi kerti jub k mujhey apni nakami ka yaqeen hoo....
                                waisey bhi app main ku daraogii
                                Goodie good, bari commited larki lagti hein aap
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X