Originally posted by ScorpioN_RulzZ
View Post
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Bolay to URDU...!!
Collapse
X
-
Re: Bolay to URDU...!!
Originally posted by munda_sialkoty View Postmein jackall :tauba i mean jack of all trade jo thehra
Leave a comment:
-
Re: Bolay to URDU...!!
Originally posted by munda_sialkoty View PostAray sahib, sharm-o-heya ka packer honay ke saath saathinkesaari aur aajzri buchpan se hum mein koot koot ke bhari gai
yani pehlay nahi thi phir bharnay ke liye hamein koota gaya (bailan ke saath) :blush: aur aap apnay faraiz bakhoobi seranjaam dene ki kaameyaab kooshish ker rahi hein, aik taraf hamari awaam apnay zaati faraiz se mustashna ho ke khulay aam aur khulay bazaar goom rahi he aur doosri taraf aap hein ke puri koom ka fareeza bakalam khud apnay ser pe liye anjaam de rahi hein...ager mein ne fooji wardi pehni hoti :blush: aur neechay polish huay fooji boot bhi pehnay hotay :blush: to mein zameen per eerhi maar ke aap ko salute bhi ker sakta tha :salam: aap samaj rahi hein na mein kia keh raha hon :blush:
sare jahan ka dard hamare jiger mein hai.
aap ko nahi maloom k kaum k gham mein khurrna kaumi farz k sath sath as a Fashion bhi in hai. es liye ham ne socha k ham bhi ese he karen. wese bhi kisi ko tou barish ka pehla qatra ban'na he hai na. aur ager salami ka chabutra kahin hamare aas pass hota tou ham aap ko fauji werdi aur boot arrange ker dete salute k liye :lol aap samjh rahe hain na ham kiya keh rahe hain
Leave a comment:
-
Re: Bolay to URDU...!!
Originally posted by Eshaa Chaudhry View Postma pleasure dear
Umera Ahmed k novel mein is word ko Rishton ki meaning mein bhi use kiya gaya tha k Kuch Rishtay bhi Amr bel ki terha hotay hain, saath hotay hain lekin unka Hona hee insaan ko aahista aahits kha jata hay..khatam ker deta hay ya maar deta hay
Wessay hum khud soch rahay hain k aaj kya ho gaya humein.....inni serious baatein karnay lagay hum:tauba :tauba :tauba
kabhi kabhi serious batien bhi kar layni chahien...dimaag par asar nhi hoota:cc: ...:D
thnks again...ap nay hamari uljhan suljhaii....khush rahiay sadaa:)
Leave a comment:
-
Re: Bolay to URDU...!!
Originally posted by sumera View Posthamien maloom karna hay k..."amr bail" ka kya matlab hay.....
Leave a comment:
-
Re: Bolay to URDU...!!
Originally posted by sumera View Post:( :( :( :( itni gandi bail hay...kohji
thnku dear:rose ap nay boht achhay andaaz mien bataya.....thora thora to hum bhi jaantay thay....k kuchh aysa he ho ga
magar hum mazeed jaan'na chahtay hien...is lafz ka istemaal kahan kahan hota hay...kin manoo'n (meanings) mien
Umera Ahmed k novel mein is word ko Rishton ki meaning mein bhi use kiya gaya tha k Kuch Rishtay bhi Amr bel ki terha hotay hain, saath hotay hain lekin unka Hona hee insaan ko aahista aahits kha jata hay..khatam ker deta hay ya maar deta hay
Wessay hum khud soch rahay hain k aaj kya ho gaya humein.....inni serious baatein karnay lagay hum:tauba :tauba :tauba
Last edited by Eshaa Chaudhry; 19 April 2007, 07:00.
Leave a comment:
-
Re: Bolay to URDU...!!
Originally posted by Eshaa Chaudhry View PostDearoo:blush: hum koshish kertay hain batanay ki:blush: ....k "Amr bel" kya hoty hay...:wk
"Amr bel" ..ye bel darakhton waghera per lagty hay...greenish yellow see bel hoty hay jis bhi darakht per lagay usey kha jatee hay:( ...I mean wo thoray hee arsay mein apni haryaali kho k sookh jata hay .........
thnku dear:rose ap nay boht achhay andaaz mien bataya.....thora thora to hum bhi jaantay thay....k kuchh aysa he ho ga
magar hum mazeed jaan'na chahtay hien...is lafz ka istemaal kahan kahan hota hay...kin manoo'n (meanings) mien
Leave a comment:
-
Re: Bolay to URDU...!!
Originally posted by sumera View Posthamien maloom karna hay k..."amr bail" ka kya matlab hay.....
hum nay novel parha Umaira Ehmad ka uska naam tha.."amr bail" aur shaid Bano Qudsiya k ik novel ka naam bhi yeh he hay....magar hamien iska mafhoom maloom karna hay
"Amr bel" ..ye bel darakhton waghera per lagty hay...greenish yellow see bel hoty hay jis bhi darakht per lagay usey kha jatee hay:( ...I mean wo thoray hee arsay mein apni haryaali kho k sookh jata hay .........Last edited by Eshaa Chaudhry; 19 April 2007, 06:44.
Leave a comment:
-
Re: Bolay to URDU...!!
hamien maloom karna hay k..."amr bail" ka kya matlab hay.....
hum nay novel parha Umaira Ehmad ka uska naam tha.."amr bail" aur shaid Bano Qudsiya k ik novel ka naam bhi yeh he hay....magar hamien iska mafhoom maloom karna hay
Leave a comment:
-
Re: Bolay to URDU...!!
Originally posted by yellowsky View PostArz kiya hai :D
Khun key aansoo rulaeiN teyri guftugu
kabhi to khamosh reh liya karo :khi:
Itni sureeli baatein tum kerti ho
Itni sureeli baatein tum kerti ho
Khuda ka wasta he chup ho jao
Leave a comment:
-
Re: Bolay to URDU...!!
Originally posted by Gul-e-Lala View Posturdu k sath sath____ angrezi also comes to u :lol
Leave a comment:
-
Re: Bolay to URDU...!!
Originally posted by Gul-e-Lala View Postaap tou had derja inksari se kaam le rahe hain. akhir ko ham aik sahib e zaban kaum sey ta'aluq rakhte hain tou jahan koi apni zaban dani k johar dikhaye uss ko es kawish ko sarahna kaumi fareeza hua na. hai k nahi hai :khi:inkesaari aur aajzri buchpan se hum mein koot koot ke bhari gai