Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kuch khayal-e-pareshan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: kuch khayal-e-pareshan

    Originally posted by hamzad View Post
    ap kuch kahen plz may b mujhe sabar ajey kabhi lagta hey me apna hosla khatam kar bethi hun kuch din pehle zindagi ke sath hi to chal rahi thi ab lagta he kabhi nahi chal sakun gi meri behen kehti he likho kuch bhi likho ta key dil ki bharas nikal jaey or tum ko sabar ajey is leaye jo dil me ata ahe likhti rehti hun ghalat sahi sab likh deti hun
    Aap ka dukh samjh aata hai...kiun k isi dukh aur is takleef say mai bhi guzar chuka hoon...meree mom kahti hain..beta jab bhi koee dukh aur takleef tum mahsoos kero...tu koshish kero k apnay aap ko khush rakho hanso khoob hala gula kero...is tumhari takleef kahatm tu nahien ho gee laikin us main kami zaroor ho ho jaey gee...and i m experinced k mujhay jab bhi koee takleef, peraishani hoti hai tu main friends k saath mil ker khoob hangama kerta hoon aur kuch dair k liey apnay saray dukh bhool jaata hoon is tarha mujhay thori rahat mil jati hai...aap bhi kishish ker k daikho..Allah aap k dukh ka madawa keray
    sigpic

    Comment

    • #32
      Re: kuch khayal-e-pareshan

      Originally posted by sccorpion81 View Post

      :thmbup: :rose
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #33
        Re: kuch khayal-e-pareshan

        dunya to aik kahwab hai bas
        geet ka husan ho tum ho janay gahzal
        shairoon ki haseen shairee tum say hai
        maira gham aur mairee har khushi tum say hai
        janay maan ya mairee zindagi tum say hai

        Comment

        • #34
          Re: kuch khayal-e-pareshan

          Originally posted by sccorpion81 View Post
          Aap ka dukh samjh aata hai...kiun k isi dukh aur is takleef say mai bhi guzar chuka hoon...meree mom kahti hain..beta jab bhi koee dukh aur takleef tum mahsoos kero...tu koshish kero k apnay aap ko khush rakho hanso khoob hala gula kero...is tumhari takleef kahatm tu nahien ho gee laikin us main kami zaroor ho ho jaey gee...and i m experinced k mujhay jab bhi koee takleef, peraishani hoti hai tu main friends k saath mil ker khoob hangama kerta hoon aur kuch dair k liey apnay saray dukh bhool jaata hoon is tarha mujhay thori rahat mil jati hai...aap bhi kishish ker k daikho..Allah aap k dukh ka madawa keray
          ameen or i am trying as u said:)

          Comment

          • #35
            Re: kuch khayal-e-pareshan

            Attached Files

            Comment

            • #36
              Re: kuch khayal-e-pareshan

              ^^:thmbup: ^

              likhti raho aur khush raho:rose
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #37
                Re: kuch khayal-e-pareshan

                Originally posted by yellowsky View Post
                ^^:thmbup: ^

                likhti raho aur khush raho:rose
                han bas koshish he....likhne ki bhi or khush hone ki bhi.....parhne ka shurkia

                Comment

                • #38
                  Re: kuch khayal-e-pareshan

                  Originally posted by hamzad View Post
                  han bas koshish he....likhne ki bhi or khush hone ki bhi.....parhne ka shurkia
                  thats like a very good girl
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #39
                    Re: kuch khayal-e-pareshan

                    Ey Such Hay Humzad Waqt Hum Say Bohat Kutch Chean Layta Hay Laykin Humain Bohat Si Payri Yadain Bhi To Day Ker Jata Hay Na.kisi Kay Chaly Janay Say Dunia Nahi Badlati Tum Apni Purani Her Yad Sambhal Ker Rakho Or Nay Logon Kay Sath Nay Rishton Kay Sath Nai Yadain Bana Lo Koi Chala Jay To Us Ka Matem Nahi Kero Nay Any Walay Ko Khushamded Kero Jo Chal Gia Hay Us Ko Khoshgawr Yadain Hain Aap Kay Pass Jo Her Lamhain Aap Kay Sath Hain.jo Pass Na Rahay Na Wo Humrai Yadon Main Rah Jata Hay Humari Bataon Main.daykhna Porani Yadain Or Nai Yadain Mil Ker 1 Nea Ahsas 1 Nai Umeed La Ker Dain Gai.

                    Comment

                    • #40
                      Re: kuch khayal-e-pareshan

                      OR MAIN AAP KAY LEAY DHAAAAAAYYYYYYYYYYY SARI DOWA KERON GI KAY AAP JALD PHIR SAY WAYSAY HI HO JAO JAYSI AAP HO.DUKH OR TAKLEAF ZINDAGI KA HISA HAIN BUS ITNA YAD RAKHO allah JI SATH HAIN WO SUB SUNTAY HAIN UN KO DOST BANA LO APNA SUB SAY ACHA DOST PHIR DAYKHNA SUB KUTCH KAYSAY THEAK HOTA HAY.OR HUM SUB TO HAIN HIN NA.

                      Comment

                      Working...
                      X