Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Haqiqat Pasandi...??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Haqiqat Pasandi...??

    Originally posted by yellowsky View Post
    hmmm

    Mey ab sey bilkul khamosh hun............i wont say anything to anyone
    woh kioN jee KISI nay kuch kaha hai aap ko :blush:
    That's Enough...!!

    Comment

    • #47
      Re: Haqiqat Pasandi...??

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

      maiN man'nay say pehlay janta hoN, agar nahee manta to jan'nay ki koshish karta hoon, agar jaan jaoN to maan bhi layta hoon, magar jan'nay say pehlay nahee manta :blush:
      aap koi asan jumla nahi bole sakte kiya? bhot koshish k baad humain samjh lagi k aap man'ne se pehle jan'na zaruri samjhte hain tou yehi ham ney poocha tha na k kiya aap ne logon ki raye sun'ne k baad jaan aur maan liya?
      "All I have learned from Life is that I know nothing."

      Comment

      • #48
        Re: Haqiqat Pasandi...??

        Originally posted by Gul-e-Lala View Post
        aap koi asan jumla nahi bole sakte kiya? bhot koshish k baad humain samjh lagi k aap man'ne se pehle jan'na zaruri samjhte hain tou yehi ham ney poocha tha na k kiya aap ne logon ki raye sun'ne k baad jaan aur maan liya?
        :khi: abhi to KISI ka intezar hai (Masood: reply na karna )
        That's Enough...!!

        Comment

        • #49

          :tasali: Janein dein bacha hai. Aur bachey maneney sey pehley janena chahtey hain, jab jaan letey hain to maan bhi letey hain, jab jantey hi kuchh nahin to maan kaisey lein? Aur maaneney sey pehley unka janena zaroori hota hai.

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
          :khi: abhi to KISI ka intezar hai (Masood: reply na karna )
          KISI abhi KISI aur ka intizar kar raha hai :p (Scorpion: reply karna mana hai)
          Last edited by Masood; 7 February 2007, 14:25.
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #50
            Re: Haqiqat Pasandi...??

            Originally posted by Masood View Post
            KISI bhi KISI aur ka intizar kar raha hai :p (Scorpion: reply karna mana hai)
            is leay kehta hoon pappo yaar tang na kar
            That's Enough...!!

            Comment

            • #51
              Re: Haqiqat Pasandi...??

              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
              is leay kehta hoon pappo yaar tang na kar
              aaram sey hadiyaan nikal jaein gi phir plaster lagwaney parein gey...
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #52
                Re: Haqiqat Pasandi...??

                Originally posted by Masood View Post
                :tasali: Janein dein bacha hai. Aur bachey maneney sey pehley janena chahtey hain, jab jaan letey hain to maan bhi letey hain, jab jantey hi kuchh nahin to maan kaisey lein? Aur maaneney sey pehley unka janena zaroori hota hai.
                yeh bach'cha kisay kaha, bach'cha woh hota hai jis kay bhaijay maiN kuch bhaija na gaya hooN, aur jis kay bhaijay maiN Allah nay bhaija ho usay koi aur kaheeN nahee bhaij sakta, agar bhaijay bhi to bhaijay say kaam lay kar woh us bhaijnay walay ko he bhaij sakta hai :lpop: aaya kuch bhaijay maiN :wk
                Last edited by RulzZ; 7 February 2007, 14:41.
                That's Enough...!!

                Comment

                • #53
                  Re: Haqiqat Pasandi...??

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                  yeh bach'cha kisay kaha, bach'cha woh hota hai jis kay bhaijay maiN kuch bhaija na gaya hooN, aur jis kay bhaijay maiN Allah nay bhaija ho usay koi aur kaheeN nahee bhaij sakta, agar bhaijay bhi to bhaijay say kaam lay kar woh us bhaijnay walay ko he bhaij sakta hai :lpop: aaya kuch bhaijay maiN :wk
                  har samajh ko samajhna har samajh ki samajh ki baat nahin. Phir samajh larra kar jitni bhi samajhi jaey samajh mein nahin aati. Phir kisi samajh waley ko yeh samajh samjhaney ki zaroorat hoti hai. Chunkeh har samajh ko samajhna sehal nahin lehaza kuchh samajhein samjhani parti hain. Aaya samajh shareef mein :p
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #54
                    Re: Haqiqat Pasandi...??

                    Originally posted by Masood View Post
                    har samajh ko samajhna har samajh ki samajh ki baat nahin. Phir samajh larra kar jitni bhi samajhi jaey samajh mein nahin aati. Phir kisi samajh waley ko yeh samajh samjhaney ki zaroorat hoti hai. Chunkeh har samajh ko samajhna sehal nahin lehaza kuchh samajhein samjhani parti hain. Aaya samajh shareef mein :p
                    ab yeh hum sahrefoN ki sharafat hai kay tum jesay shararti ko shikar nahee kartay :lpop:
                    That's Enough...!!

                    Comment

                    • #55
                      Re: Haqiqat Pasandi...??

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                      woh kioN jee KISI nay kuch kaha hai aap ko :blush:
                      koi mujhey kuch kahey to sahih....:a stick:

                      :donno:
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #56
                        Re: Haqiqat Pasandi...??

                        [quote=ScorpioN_RulzZ;327728]
                        Assalam o Alaikum,

                        • yeh Haqiqat Pasandi kis bemari ka naam hai :cc:
                        bhayya ye wo beemari hai jo is qadar talkh hai ke jhoot ke marham se theek ho jaati hai .. general society jhoot pe qaim hai jo char log haqeeqat pasandi dikha den to un ki jagah qabr bana di jaati hai
                        • aur kia aap bhi is maiN mubtila haiN :mm:
                        yes ..
                        • jagti aankhoN say khuwab dekhnay walay ko aap kia kehtay haiN :hhh:
                        khuwab wo cheekh hai jo andheron ki dunya main doobi rehti hai
                        jaagti aankhen khuwab dekehn to wo wujood Lazy people ka hota hai

                        Visit My Early PS Work
                        You Are Welcome To Comment

                        Comment

                        Working...
                        X