Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Haqiqat Pasandi...??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Haqiqat Pasandi...??

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
    1. haan jee dekha hai, aik to mery PC kay samnay he beTha hai :blush:
    2. :mm:
    3. woh kaam nahee sab kay bas ka, jo kaam dewanay kartay haiN , agar jaag jaiN to haqiqat pasand na ban jaiN :lpop:
    1. is ka jawab aap ko pc key saamney bethney waley hi yahan aa ker deytey hein :hehe:
    2. Mujhey aap ki baat nahi samaj ayi thi :$
    3. lol good point

    waisey

    aap ney kya kerna hai jaan ker Haqeeqat Pasandi ko?? aur aap issey beymaari keh rahey hein to kya is ka Ilaaj kerna hai?

    :mm:
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #17
      Re: Haqiqat Pasandi...??

      Originally posted by yellowsky View Post

      haan jee elaaj he karna hai :shh:, mujhay aisa lagnay laga hai kay hum zarorat say ziada he haqiqat pasand haiN, aur mujh jesay azeem aadmi ka qoul hai kay zarorat say ziada haqiqat pasandi madiyat parasti ki taraf lay jati hai :lpop:
      That's Enough...!!

      Comment

      • #18
        Re: Haqiqat Pasandi...??

        uthoo subha hogai
        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

        Comment

        • #19
          Re: Haqiqat Pasandi...??

          Originally posted by D@y W@lk3r View Post
          uthoo subha hogai
          is leay mana karta hooN kay ziada mat chala karo :blush:
          That's Enough...!!

          Comment

          • #20
            Re: Haqiqat Pasandi...??

            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
            jee aap nay bohot achay sawalat keay haiN :blush: par is kay jawab yahaN kisi ko nahee aatay :lpop:
            aata hai per jo nahi doo ga

            I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

            Comment

            • #21
              Re: Haqiqat Pasandi...??

              Mujy pata hay lakin bataonga Nahi...................

              Comment

              • #22
                Re: Haqiqat Pasandi...??

                Originally posted by champion_pakistani View Post
                aata hai per jo nahi doo ga
                Thank you

                Originally posted by Khalil View Post
                Mujy pata hay lakin bataonga Nahi...................
                waqai :mm:
                That's Enough...!!

                Comment

                • #23
                  Re: Haqiqat Pasandi...??

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                  haan jee elaaj he karna hai :shh:, mujhay aisa lagnay laga hai kay hum zarorat say ziada he haqiqat pasand haiN, aur mujh jesay azeem aadmi ka qoul hai kay zarorat say ziada haqiqat pasandi madiyat parasti ki taraf lay jati hai :lpop:
                  Haqeeqar pasandi ki limit kidher khatam hoti hai?
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #24
                    Re: Haqiqat Pasandi...??

                    Originally posted by yellowsky View Post
                    Haqeeqar pasandi ki limit kidher khatam hoti hai?
                    jahan say madiyat parasti shoro ho jati hai :blush:
                    That's Enough...!!

                    Comment

                    • #25
                      Re: Haqiqat Pasandi...??

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                      jahan say madiyat parasti shoro ho jati hai :blush:
                      Mmm
                      aur madiat parasti kahan sey shuru hoti hai
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #26
                        Re: Haqiqat Pasandi...??

                        Originally posted by yellowsky View Post
                        Mmm
                        aur madiat parasti kahan sey shuru hoti hai
                        jab haqiqat pasand shiddat ikhteyar kar jaiy :blush:
                        That's Enough...!!

                        Comment

                        • #27
                          Re: Haqiqat Pasandi...??

                          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                          jab haqiqat pasand shiddat ikhteyar kar jaiy :blush:
                          :tauba

                          ye beymaari la ilaaj hai
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #28
                            Re: Haqiqat Pasandi...??

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

                            waqai :mm:
                            es main sochny wali kia bat hay....mujy to her kisam kee batian pata hain...

                            Comment

                            • #29
                              Re: Haqiqat Pasandi...??

                              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                              Assalam o Alaikum,

                              • yeh Haqiqat Pasandi kis bemari ka naam hai :cc:
                              • aur kia aap bhi is maiN mubtila haiN :mm:
                              • jagti aankhoN say khuwab dekhnay walay ko aap kia kehtay haiN :hhh:

                              *Haqeeqat Pasandi realities ko dekhney, samjhney aur phir accept kerney ka naam hai. yeah aap es ko beemari keh saktey hai as an analogy. jesey jaan lewa beemaryan aakhir tak jan nahi chorrti hain waise he ager koi aik baar haqeeqat pasandi ikhtyar ker le tou hamesha practical approach he adopt kerta hai yani it's like malignant disease.

                              ** ji han ham bhot burri tarah say es mein mubtla hain

                              *** Shiekh Chilli/ Khyal Ch
                              "All I have learned from Life is that I know nothing."

                              Comment

                              • #30
                                Re: Haqiqat Pasandi...??

                                Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                                *Haqeeqat Pasandi realities ko dekhney, samjhney aur phir accept kerney ka naam hai. yeah aap es ko beemari keh saktey hai as an analogy. jesey jaan lewa beemaryan aakhir tak jan nahi chorrti hain waise he ager koi aik baar haqeeqat pasandi ikhtyar ker le tou hamesha practical approach he adopt kerta hai yani it's like malignant disease.

                                ** ji han ham bhot burri tarah say es mein mubtla hain

                                *** Shiekh Chilli/ Khyal Ch

                                yeh bimari nahi hay...................yehi to dunia kee hakeekat hay....jis sy loag darty hain....................

                                Comment

                                Working...
                                X