Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

    Originally posted by Masood View Post
    waisey to ham MAIN sey bahir nahin nikaltey - magar jab kuchh karney ka waqt aata hai to TU, WOH, AAP, HAM per kyun aa jatey hain???? Main ko khan dafan kar detey hain? :cc: :cc: :cc:
    Ajee hazrat aap theek kehtay hain, ab yeh he dekheay kay hum apnay HAQ kay chak'kar maiN FARAIZ bhula detay hain, kisi baat par aihtejaj karna humara HAQ hai laikin is ki wajah say hum FARZ ko bhi bhool jatay hain, aihtejaj maiN itna aagay baRhjatay hain kay humari wajah say dosray ko bhi roti kay lalay paR jatay hain, logoN kay pass aisa tareeqa kioN nahee hai kay woh apnay HAQ ko istemal karaiN laikin FARZ ko bhi na choRaiN, pahiya jaam he dekh lejeay....!!
    That's Enough...!!

    Comment

    • #32
      Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

      sab sey bada maslaa soch ka hai. Agar ham siraf aur siraf apney FARAIZ (aur is mein har insaan shamil hai) poorey kar dein to hamein haqooq key liye larrney ki koi zaroorat na rahey - yehi soch ham aagey ley ker bharrein gey apney haqooq ka rona tab rona chahiye jab apney faraiz poorey kar lein aur faraiz kab poorey hotey hain???
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #33

        jab insan amal karta hai, hum dosray kay faraiz to yaad karadetay hain par khud amal nahee kartay, baat phir woh he aajati hai kay hum sirf yeh sochtay hain kay "humaray kuch karnay say kia hota hai" ab is souch ko kaisay badla jaiy ??
        That's Enough...!!

        Comment

        • #34
          Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
          welcome , aap ki aamad say pata chalta hai kay humari tehreek main WAFA bhi hai :hehe: , aur serious is leay kay maqsad serious hai aur hum isay jari rakhna chahtay hain :rose,
          wesay koi naray sharay to banaiN :blush:
          tehreek me agar scorpion ho sakte hai to wafa kyu nahi ho sakte....:D inna serious nahi ....pyaar se samjhao to ziada samjh aate hai....:blush:
          aur naare mughe to koi yaad nahi .......haa aik yaad hai jab ham school me basket ball ka match khel rahe the.to hamare team naare laga rahe the.....:D
          "girti hoe dewaar ko aik dhaka aur do.."

          joke apart.:D ....ye maza ka naara hai........

          ham ho ge kaamiyaab , ham ho ge kaamiyaab
          ham ho ge kaamiyaab, aik dinnnnnnnnn
          man me hai wishwaas , poora hai wishwaas
          ham ho ge kaamyaab, aik dinnnnnnnn
          sigpic

          Comment

          • #35
            Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

            Originally posted by Wafa View Post
            ham ho ge kaamiyaab , ham ho ge kaamiyaab
            ham ho ge kaamiyaab, aik dinnnnnnnnn
            man me hai wishwaas , poora hai wishwaas
            ham ho ge kaamyaab, aik dinnnnnnnn
            :tauba
            oye pakistani naarey lagao naa

            hum hain pakistani
            hum tu jeetein gein
            han jeetein gein
            :hehe:

            Last edited by Madiha kanwal; 27 January 2007, 15:51.

            Comment

            • #36
              Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
              Tehreek ka maqsad usi waqt Hasil hoga jab loog har baat ko mazaq samajhna choR daiN gaiy :lpop:...
              2nd deay say dia khud jalnay walay deay par munhasir hai, hum kisi deay kay peechay matches lay kar nahee bhagaiN gaiy :blush:, jis ko jalna hai khud jalay :hehe:
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #37
                Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

                Originally posted by Wafa View Post
                tehreek me agar scorpion ho sakte hai to wafa kyu nahi ho sakte....:D inna serious nahi ....pyaar se samjhao to ziada samjh aate hai....:blush:
                aur naare mughe to koi yaad nahi .......haa aik yaad hai jab ham school me basket ball ka match khel rahe the.to hamare team naare laga rahe the.....:D
                "girti hoe dewaar ko aik dhaka aur do.."

                joke apart.:D ....ye maza ka naara hai........

                ham ho ge kaamiyaab , ham ho ge kaamiyaab
                ham ho ge kaamiyaab, aik dinnnnnnnnn
                man me hai wishwaas , poora hai wishwaas
                ham ho ge kaamyaab, aik dinnnnnnnn
                to hum kab ghussay say samjha rhay hain :blush:, aur aakhri nara sun kar to tery bin yaad aagaya :hehe: , girti hoi dewaroN ko aik dhakka aur do acha nara hai par yeh yahan mat lagana warna loog samjhaiN gaiy wafa nay bewafai kardi :embarasse, yeh mukhalfeen kay camp maiN ja kar lagana :D, per wahan ja kar aisi bataiN karnay ki ijazat he nahee :tauba, aik to is peelay aasman nay bhi ajeeb rules banaiy hain, rules banatay howay RulzZ say kuch pocha bhi nahee :blush:
                That's Enough...!!

                Comment

                • #38
                  Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

                  ye siggi banae hai...hamare party ke lea......:rose

                  Last edited by Wafa; 27 January 2007, 22:17.
                  sigpic

                  Comment

                  • #39
                    Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

                    Originally posted by Wafa View Post
                    tehreek me agar scorpion ho sakte hai to wafa kyu nahi ho sakte....:D inna serious nahi ....pyaar se samjhao to ziada samjh aate hai....:blush:
                    aur naare mughe to koi yaad nahi .......haa aik yaad hai jab ham school me basket ball ka match khel rahe the.to hamare team naare laga rahe the.....:D
                    "girti hoe dewaar ko aik dhaka aur do.."

                    joke apart.:D ....ye maza ka naara hai........

                    ham ho ge kaamiyaab , ham ho ge kaamiyaab
                    ham ho ge kaamiyaab, aik dinnnnnnnnn
                    man me hai wishwaas , poora hai wishwaas
                    ham ho ge kaamyaab, aik dinnnnnnnn
                    Wafa ji hamari soch aik muddat sey band dabey mein parri thi, yeh elections isko samney laney ka bahana sabit huwey - is bahaney sey hamein ilm huwa keh Wafa hamari soch sey itifaq karti hain, aik diya aur jal utha, phir Madiha aai to aik diyeye sey aik diya aur jal utha, udher Junaid ney aaney ki khawahish zahir ki - aik diya aur jal utha - aur jo sawal Zinia ney kahin poochha tha keh diyey sey diya kaisey jalta hai? aisey jalta hai :)
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #40
                      Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

                      Originally posted by Masood View Post
                      Baat yeh hai Zinia keh logon ney siraf apney liyey jeena shuru kar diya hai. Hamari sochein siraf apney tak mehdood hoti hain ya phir ziyada sey ziyada ham chand aik dostiyaan paal letey hain aur phir unhi ko nibahan apni zindagi samajh letey hain. Hamari soch siraf aaj tak mehdood hai - hamein aaney waley kal ki koi fiker nahin. Yeh baat hamari aqal mein bithaa di gaii hai keh jo hai aaj hai aaney wala kal koi ahmiyat nahin rakhta - jabkeh har woh qom jo siraf aaj ka sochti hai - tabah ho jati hai - wohi ham kar rahey hain. Hamein tan aasaniyon ki taraf laga diya geya hai.

                      Aagey ki fiker kar naddan museebat aaney wali hai!!!!!!
                      aur aap ki tehreek insaano ko jhanjhorna chahti hai??

                      kaisey?

                      aik do thappar laga ker :hehe:

                      ya koi hal??
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #41
                        Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

                        Originally posted by Masood View Post
                        waisey to ham MAIN sey bahir nahin nikaltey - magar jab kuchh karney ka waqt aata hai to TU, WOH, AAP, HAM per kyun aa jatey hain???? Main ko khan dafan kar detey hain? :cc: :cc: :cc:
                        good point
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #42
                          Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

                          Originally posted by Wafa View Post
                          ye siggi banae hai...hamare party ke lea......:rose

                          Comment

                          • #43
                            Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

                            Originally posted by yellowsky View Post
                            aur aap ki tehreek insaano ko jhanjhorna chahti hai??

                            kaisey?

                            aik do thappar laga ker :hehe:

                            ya koi hal??
                            Sari duniya janti hai keh paharron sey doodh nahn nikalta, magar Farhad key sar per ISHQ ka bhoot sawar tha, usney teeshey ka aisa waar kiya keh paharr sey doodh ki nehar jari ho gaii....

                            Jab jazbey mein sachaii ho to uski aik zarb - chahey woh teeshey ki ho ya alfaz ki - kaafi hoti hai aik moajzah pedah karney key liye...
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #44
                              Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

                              yeh bohot qeemti sawal hai ...
                              jis terhaN husn kay baray maiN kaha jata hai kay yeh dekhnay walay ki aankh maiN hota hai isi terhaaN yeh sha'ur ki baat hai... hum nay apni baat khool kar sab kay samnay rakh di hai, ab agar unhain is maiN husn nazar aata hai to yeh un ka husn-e-sha'ur hai :blush:.....
                              aur 2nd dia kitna roshan hona chaheay ?? mery khayal main dia mad'dham jalay ya taiz, mustaqil jalna shart hai ....!!

                              kioN masood :mm:
                              That's Enough...!!

                              Comment

                              • #45
                                Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

                                Originally posted by Madiha kanwal View Post
                                :tauba
                                oye pakistani naarey lagao naa

                                hum hain pakistani
                                hum tu jeetein gein
                                han jeetein gein
                                :hehe:
                                ye ziada acha rahe ga

                                ham to hai tehreek e pegham e amal ke
                                ham to jeete ge....haa jeete ge.....:D
                                Last edited by Wafa; 27 January 2007, 16:02.
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X