Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

    Originally posted by Masood View Post
    Har toofan sey pehley khamoshi hoti hai bacha :)
    chalein phir toofaan ka inteyzaar rahey ga

    kuch toofaan aman pasand bhi to hotey hein :D
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #17
      Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
      jitna kehna tha keh dia ab paRhnay waloN ka imtehan hai :wk
      thek hai phri mey aap sey sawalaat ker sakti hun iss tehreek key baarey mey?
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #18
        Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

        Originally posted by Masood View Post
        :rose Hamara Pegham
        :clap:

        aap sey to mey baghair poochey bhi sawal ker sakti hun :P

        aap ney kaha hai na key log ab ye sochtey hien key "hamari sunta kaun hai"
        meyrey khayal mey shayad yahi aik reason hai key log ab infiradi taur per jeetey hein --wo nahi ab sochtey key un ki zindagi sey bohot saarey logon ki zindagi wabasta hai---boht saarey MaQaasid wabasta hain---un ka apney mulk sey bhi koi taa'luk hai ???
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #19
          Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
          aaa bhi jaa aaa bhi jaa, :blush:
          lagta hai members ko humari sanjeedgi kuch pasand nahee aai :hehe:
          :lol
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #20
            Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

            Originally posted by yellowsky View Post
            thek hai phri mey aap sey sawalaat ker sakti hun iss tehreek key baarey mey?
            jo chahaiN, kion kay yeh tehreek ratooN raat nahe bani :blush:, yeh to 2 bandoN ki tehreek the, jo aap ki wajah say ab manzar-e-aam par aagai hai
            That's Enough...!!

            Comment

            • #21
              Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
              jo chahaiN, kion kay yeh tehreek ratooN raat nahe bani :blush:, yeh to 2 bandoN ki tehreek the, jo aap ki wajah say ab manzar-e-aam par aagai hai
              shukran

              Tehreek ka maqsad bohot acha hai :thmbup:
              ab aap ney ye bhi batana hai key issey haasil kaisey kiya jaye

              diye sey diya kaisey jalaya ja sakta hai??
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #22
                Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

                jaisa naam wesay hi members hongay.....................................
                Last edited by Z.; 27 January 2007, 15:32.
                ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                Comment

                • #23
                  Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

                  Originally posted by yellowsky View Post
                  shukran

                  Tehreek ka maqsad bohot acha hai :thmbup:
                  ab aap ney ye bhi batana hai key issey haasil kaisey kiya jaye

                  diye sey diya kaisey jalaya ja sakta hai??
                  Tehreek ka maqsad usi waqt Hasil hoga jab loog har baat ko mazaq samajhna choR daiN gaiy :lpop:...
                  2nd deay say dia khud jalnay walay deay par munhasir hai, hum kisi deay kay peechay matches lay kar nahee bhagaiN gaiy :blush:, jis ko jalna hai khud jalay :hehe:

                  Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                  jaisa naam wesay hi members hongay.....................................
                  yaqinan jaisa naam wesay he members hongaiy , is maiN kehnay wali kia baat hai :mm:
                  That's Enough...!!

                  Comment

                  • #24
                    Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

                    Originally posted by yellowsky View Post
                    :clap:

                    aap sey to mey baghair poochey bhi sawal ker sakti hun :P

                    aap ney kaha hai na key log ab ye sochtey hien key "hamari sunta kaun hai"
                    meyrey khayal mey shayad yahi aik reason hai key log ab infiradi taur per jeetey hein --wo nahi ab sochtey key un ki zindagi sey bohot saarey logon ki zindagi wabasta hai---boht saarey MaQaasid wabasta hain---un ka apney mulk sey bhi koi taa'luk hai ???

                    Baat yeh hai Zinia keh logon ney siraf apney liyey jeena shuru kar diya hai. Hamari sochein siraf apney tak mehdood hoti hain ya phir ziyada sey ziyada ham chand aik dostiyaan paal letey hain aur phir unhi ko nibahan apni zindagi samajh letey hain. Hamari soch siraf aaj tak mehdood hai - hamein aaney waley kal ki koi fiker nahin. Yeh baat hamari aqal mein bithaa di gaii hai keh jo hai aaj hai aaney wala kal koi ahmiyat nahin rakhta - jabkeh har woh qom jo siraf aaj ka sochti hai - tabah ho jati hai - wohi ham kar rahey hain. Hamein tan aasaniyon ki taraf laga diya geya hai.

                    Aagey ki fiker kar naddan museebat aaney wali hai!!!!!!
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #25

                      very nice point, aaj ka sochna aur aaj sochna alag alag bataiN hain , aaj sochaiN takay fikr-e-farda bedar ho :lpop:
                      That's Enough...!!

                      Comment

                      • #26
                        Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                        very nice point, aaj ka sochna aur aaj sochna alag alag bataiN hain , aaj sochaiN takay fikr-e-farda bedar ho :lpop:

                        Angrez bohat bura hai!!!! 1857 mein usney soch liya tha keh agar 100 saal India per hakoomat karni hai to musalmano ko FARDA (aaney wala kal) ki bjaey IMROZ (aaj) mein phansa do - in ki aqlon mein yeh baat bitha do keh Farda ka tumhein patah nahin kya hoga - lehaza aaj jiyo aur aaj hi ka socho - jabkeh usney khud 1857 mein socha aur 1947 tak hakoomat ki :fuming:
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #27
                          Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

                          Originally posted by Masood View Post
                          Angrez bohat bura hai!!!! 1857 mein usney soch liya tha keh agar 100 saal India per hakoomat karni hai to musalmano ko FARDA (aaney wala kal) ki bjaey IMROZ (aaj) mein phansa do - in ki aqlon mein yeh baat bitha do keh Farda ka tumhein patah nahin kya hoga - lehaza aaj jiyo aur aaj hi ka socho - jabkeh usney khud 1857 mein socha aur 1947 tak hakoomat ki :fuming:
                          :tasali: itna ghussa nahee kartay, sab theek ho jaiyga, hum zaroor aazad hongaiy :blush:
                          That's Enough...!!

                          Comment

                          • #28
                            Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                            :tasali: itna ghussa nahee kartay, sab theek ho jaiyga, hum zaroor aazad hongaiy :blush:
                            Aazad to ham hain yaar magar ham aazadi ko mis-use kar rahey hain - hamein to aazadi ka mafhoom tak maloom nahin to hasil kya khaak karein gey?:comfort:
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #29
                              Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

                              Originally posted by Masood View Post
                              Aazad to ham hain yaar magar ham aazadi ko mis-use kar rahey hain - hamein to aazadi ka mafhoom tak maloom nahin to hasil kya khaak karein gey?:comfort:
                              misuse kaisay na ho jab tum kuch kartay nahee, woh kuch kartay nahee, yeh kuch kartay nahee :blush: jesay alfaz istemal hotay hooN :wk
                              That's Enough...!!

                              Comment

                              • #30
                                Re: Tehreek-e-Pegham-e-Amal...!!

                                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                                misuse kaisay na ho jab tum kuch kartay nahee, woh kuch kartay nahee, yeh kuch kartay nahee :blush: jesay alfaz istemal hotay hooN :wk
                                waisey to ham MAIN sey bahir nahin nikaltey - magar jab kuchh karney ka waqt aata hai to TU, WOH, AAP, HAM per kyun aa jatey hain???? Main ko khan dafan kar detey hain? :cc: :cc: :cc:

                                Working...
                                X