Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
    :a stick:کیا مہبت ضروری ھے
    g haan gi kiyaa roti khana zaroori hai agher zaroori hai tuu love karna bhi zaroori hai.

    :donno:BYE :donno:

    Comment


    • #47
      Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

      Originally posted by miss sng View Post
      meray khayal main izhaar karna chahiy

      @ topic meray pass ik nazam hy,

      Bohat he door wadiyoon say ye Sada ai
      k jab tum payaar krna to kabhi inkar ky dar say
      kisi ki jeet ky dar say ya apni haar k dar say
      kabhi bhe dil ki awazoon ko tum dil main nhi rekhna
      inhain hontoon ky zandanoon say phir azaad kr dyna
      k jo asa nhi karta,ussy afsoos rehta hy


      poem to bohat lambee hy,so yahan full nhi likh sakti,
      salaam mis sng g....
      poem bohat aachi lag rahee hai...kaya aap poori poem post kar sakti hein???
      i m waiting...
      adnan.s

      Comment


      • #48
        Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

        Originally posted by alveena View Post
        g haan gi kiyaa roti khana zaroori hai agher zaroori hai tuu love karna bhi zaroori hai.
        roti aur muhabbat maiN farq hota hai , suna nahee kay muhabbat say pait nahee bharta :lpop:
        That's Enough...!!

        Comment


        • #49
          Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
          roti aur muhabbat maiN farq hota hai , suna nahee kay muhabbat say pait nahee bharta :lpop:
          heelo dear iss ka matlib hai jisna piyaar karoo kaam hai iss say na dil barta hai nahee baait:ghug:

          :donno:BYE :donno:

          Comment


          • #50
            Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

            Originally posted by alveena View Post
            heelo dear iss ka matlib hai jisna piyaar karoo kaam hai iss say na dil barta hai nahee baait:ghug:
            aur bhi kaam hain dunia maiN muhabbat kay siva :lpop:
            That's Enough...!!

            Comment


            • #51
              Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
              aur bhi kaam hain dunia maiN muhabbat kay siva :lpop:
              karlo kssi say muhabat hoo jo faana :)

              :donno:BYE :donno:

              Comment


              • #52
                Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                Originally posted by alveena View Post
                karlo kssi say muhabat hoo jo faana :)
                apnay man maiN doob kar pa ja suragh-e-zindgee :lpop:, kisi dosray kayleay fana honay say behtar hai, insaan khud'shanasi kayleay jaan day day
                That's Enough...!!

                Comment


                • #53
                  Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                  karoo ishq kahan hai yah hud allah nay
                  tu kiya karay ga aaaaa bada be-nawh

                  :donno:BYE :donno:

                  Comment


                  • #54
                    Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                    Originally posted by alveena View Post
                    karoo ishq kahan hai yah hud allah nay
                    tu kiya karay ga aaaaa bada be-nawh
                    yahan sawal muhabbat par hai ishq par nahee :zuban:, baqool shair, kehtay haiN jis ko muhabbat khalal hai dimagh ka :budhu:
                    That's Enough...!!

                    Comment


                    • #55
                      Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                      yahan sawal muhabbat par hai ishq par nahee :zuban:, baqool shair, kehtay haiN jis ko muhabbat khalal hai dimagh ka :budhu:
                      bilkul theek kehty hian..................................i love you.

                      Comment


                      • #56
                        Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                        Originally posted by Khalil View Post
                        bilkul theek kehty hian..................................i love you.
                        kehtay haiN jis ko muhabbat khalal hai demagh ka
                        aur kehtay haiN jis ko ishq khalil hai demagh ka :blush:
                        That's Enough...!!

                        Comment


                        • #57
                          Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                          i think ker dena chaiye izhaar

                          Comment

                          Working...
                          X