Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

    Originally posted by D@y W@lk3r View Post
    nice, thanx
    :salam: thnkoo

    Comment


    • #32
      Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

      hamary khayaal mein bina izhaar....mohabbat adhoori hy:)

      baqool Amjad islam amjad
      yaqeen ki aaakhri had tak dillon mein lehlahaati ho!
      nigahoon say tapakti ho,lahu mein jagmagaati ho!
      hazaaarooon tarha k dil mein haalay banaaati ho!
      issa izhaar k lafzoon ki haajat phir bhi rehti hy

      Mohabbat ki tabeeat mein ajab takraar ki khu hay
      k yeh iqraar k lafzooon ko sun-nay say nhi thakti
      bichharnay ki ghari ho ya koi milnay ki saa-at ho
      issay bas ik hi dhun hy
      kaho_____mujh say mohabbat hy
      tumhein mujh say mihabbat hay

      Comment


      • #33
        Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

        Originally posted by Masood View Post
        Muhabbat ka izhaar bohat zaroori hoti hai.
        Tum pathaan ho kia :khi:
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

          Originally posted by sumera View Post
          hamary khayaal mein bina izhaar....mohabbat adhoori hy:)

          baqool Amjad islam amjad
          yaqeen ki aaakhri had tak dillon mein lehlahaati ho!
          nigahoon say tapakti ho,lahu mein jagmagaati ho!
          hazaaarooon tarha k dil mein haalay banaaati ho!
          issa izhaar k lafzoon ki haajat phir bhi rehti hy

          Mohabbat ki tabeeat mein ajab takraar ki khu hay
          k yeh iqraar k lafzooon ko sun-nay say nhi thakti
          bichharnay ki ghari ho ya koi milnay ki saa-at ho
          issay bas ik hi dhun hy
          kaho_____mujh say mohabbat hy
          tumhein mujh say mihabbat hay

          :clap: :clap: :clap: :clap: :clap: :clap: :clap:
          :thmbup:

          Comment


          • #35
            Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

            Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
            bina ezhaar b muhabbat hoti hai


            par us ko ak tarfa muhabbat kahte hian



            jis man siraf ak hi traf aagh jalti hai jab k doosri traf pata hi nahi hota
            bilkul sahi kaha :thmbup:
            :thmbup:

            Comment


            • #36
              Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

              Originally posted by Khalil View Post
              thora asaan ker k batain:pagal:
              mein tera dukh nahi samaj sakta...ager mein tera dukh samaj sakta to mein bhi teri he tarah hota :a stick:
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                Originally posted by sumera View Post
                hamary khayaal mein bina izhaar....mohabbat adhoori hy:)

                baqool Amjad islam amjad
                yaqeen ki aaakhri had tak dillon mein lehlahaati ho!
                nigahoon say tapakti ho,lahu mein jagmagaati ho!
                hazaaarooon tarha k dil mein haalay banaaati ho!
                issa izhaar k lafzoon ki haajat phir bhi rehti hy

                Mohabbat ki tabeeat mein ajab takraar ki khu hay
                k yeh iqraar k lafzooon ko sun-nay say nhi thakti
                bichharnay ki ghari ho ya koi milnay ki saa-at ho
                issay bas ik hi dhun hy
                kaho_____mujh say mohabbat hy
                tumhein mujh say mihabbat hay
                Very nice Sumera

                Comment


                • #38
                  Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                  siraf aik jumla:

                  jab jeewan raat andheri ho - ik baar kaho tum meri ho
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #39
                    Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    mein tera dukh nahi samaj sakta...ager mein tera dukh samaj sakta to mein bhi teri he tarah hota :a stick:
                    :a stick:

                    Comment


                    • #40
                      Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                      Originally posted by Masood View Post
                      siraf aik jumla:

                      jab jeewan raat andheri ho - ik baar kaho tum meri ho
                      Tum mery ho. Tum mery hu:khi:

                      Comment


                      • #41
                        Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                        Originally posted by Masood View Post
                        siraf aik jumla:

                        jab jeewan raat andheri ho - ik baar kaho tum meri ho
                        aik baar kya aap tape kerwa lijyega...
                        aur baar baar sunte rahiyega....
                        Tum meri ho.. tum meri ho.. tum meri ho...:blush:
                        Last edited by ummid; 25 January 2007, 12:25.

                        Comment


                        • #42
                          Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                          Originally posted by ummid View Post

                          aik baar kya aap tape kerwa lijyega...
                          aur baar baar sunte rahiyega....
                          Tum meri ho.. tum meri ho.. tum meri ho...:blush:
                          tape hai merey paas aur gadi mein aksar yehi chalta hai CD - waisey:

                          mera dam dam karda virad tera :D
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #43
                            Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                            Originally posted by Masood View Post
                            tape hai merey paas aur gadi mein aksar yehi chalta hai CD - waisey:

                            mera dam dam karda virad tera :D
                            tum meri ho... tum meri ho....
                            :kr: :kr:
                            Last edited by ummid; 25 January 2007, 12:27.

                            Comment


                            • #44
                              Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                              Originally posted by ummid View Post
                              tum meri ho... tum meri ho....
                              :kr: :kr:
                              to aur kya woh bhi to aik 5 minut key gaaney mein koi 70 baar kehta hai tum meri ho tum meri ho tum meri ho - jaisey woh uksi mehbooba na hui oxygen ho gaii :D
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #45
                                Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                                Originally posted by champion_pakistani View Post
                                hi friends!

                                کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے
                                :a stick:کیا مہبت ضروری ھے
                                That's Enough...!!

                                Comment

                                Working...
                                X