Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*Addictions Chorney k Possible Solution??*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Sawaal ko bhi koon sa teri samaj aati he :lpop:
    yeh bee theek akhia hay u ny.....

    waisy yaar samja hee dy too mujy

    Comment


    • #17
      Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

      Koi bhi lat par jaey ussey nikalna bohat mushkil hota hai uskey liye quwat-e-irada ki zaroorat hai. Mujhey Alhamdolillah aisi ko lat nahin parii jissey khatam na kar sakoon - ya iski kabhi nobat nahin aaii..
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #18
        Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

        Originally posted by Saima sis

        Is ak simple aur aasan hal yahi hai ke apni ke kisi aur chiz ki aadat daal li jayeh
        is tarhan to doosri cheez ki adat perh jaye gi........phir ussey khatam kerney key liye teesri cheez ki adat perh sakti hai :)

        koi aur solution??
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #19
          Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

          Originally posted by Aania View Post
          Salam ..

          My Question is ..

          suppose kisi bhi cheez ki addiction ho jaaye ..
          for example : Internet, Friends ke saath time kill kerna, ziada sona ..

          to aiesey mein
          Addictions chorrney ke Possible Solutions kia ho saktey hein
          aap ke khyaal se ??


          (wo bhi zaroor bataye jo aap ne khud pe apply bhi kiye hon kabhi aur jin ke positive , negative results kia rahey?)


          walaikum salam Aani....

          good sawal

          aik hi adat raat ko deyr sey sona :D

          is ko khatam kerney key liye mey ney ye kiya "early to bed and early to rise"....magar pehley agar mey deyr sey soti thi to kam sey kam subha mey jaldi uth jaya kerti thi


          aaj kal ulta ho gaya hai ....comparatively pehley key mey raat ko jaldi so jati hun magar Subha deyr sey uthney lagni hun :lol
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #20
            Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

            Originally posted by Khalil View Post
            yeh bee theek akhia hay u ny.....

            waisy yaar samja hee dy too mujy
            Theek he yaar mein tujay samjanay ki kooshish kerne ki nakaam-kooshish kerta hoon :tauba

            Aania keh rahi he ke ager insaan ko kisi cheez ki buri lutt (yeh lutt leg ko na samaj lena :slap: ) per jaye to usay kese khatam kia jata he.

            Misaal ke toor pe to Khariyaan mein rehta he, aur tere aas paas to bohat se Jahaaz hoon ge (Wo jahaaz na samajna jo Petrol se chaltay hein bulke yeh wo jahaz hein jo Chars aur afheem se chaltay hein :slap: ) aur tu to jaanta he ke yeh jahaz nasha choornay pe he nahi aatay...aania ne kaha he ke aisay jahazon ko toor ker ager kisi achi si mersdeez mein convert kerna ho to us ke liye kia kia jaye...aisay loogon se un ki aadatein kese churi ja sakti hein...lagta he tujay ub bhi samaj nahi lagi...tujay youn samaj nahi lagay gi...mein samjata hoon tujay

            :a stick: :slap: :slap: :a stick: :chair: :chair:

            Chal baag ja, aur door ho ja meri nazron se, warna tujay bhi chars pe laga ke jahaaz bana doon ga :fuming:
            :thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

              yeh sary jehaz to main ny suna hay sialkot main export huty hian////
              aur wohan ka sab sy bada charci jehazon ka export manager bee koi munda hay

              Comment


              • #22
                Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

                Originally posted by Khalil View Post
                yeh sary jehaz to main ny suna hay sialkot main export huty hian////
                aur wohan ka sab sy bada charci jehazon ka export manager bee koi munda hay
                Fazool baatein mut ker...yeh bata tujay samaj aai ke nahi :na:
                :thmbup:

                Comment

                Working...
                X