Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*Addictions Chorney k Possible Solution??*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • *Addictions Chorney k Possible Solution??*

    Salam ..
    My Question is ..

    suppose kisi bhi cheez ki addiction ho jaaye ..
    for example : Internet, Friends ke saath time kill kerna, ziada sona ..

    to aiesey mein
    Addictions chorrney ke Possible Solutions kia ho saktey hein
    aap ke khyaal se ??


    (wo bhi zaroor bataye jo aap ne khud pe apply bhi kiye hon kabhi aur jin ke positive , negative results kia rahey?)

    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

  • #2
    Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

    Is ak simple aur aasan hal yahi hai ke apni ke kisi aur chiz ki aadat daal li jayeh ....... wese mei en paney per aisa kuch apply nahi kiya ....... kiu ke mujhe koi aadat mushkil se hi perti hai par jayeh to choot hi nahi sakti, is liyeh aisa kuch try nahi kiya ...........
    Haan yeh hai ek jab office se ghar jati hoon tab thaki hoti hoon dil chahta hai to have a nap ......... aur ager mei 15 min ke liyeh bhi so jaun to raat ko neend nahi aati ........ bas is ek aadat ko hataney ke liyeh khudh ko kisi aur kaam yaan Timepass mei busy ker leti hoon, yaan bahir chali jati hoon for walk ......... :lpop:
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

      kisi cheez ko adaat nahi banani chaye balkye try karo kay dosre ko app ki adaat ho jaye ...in cheezoon ko shook maat banoo kay ye ap ki zaroorat ban jaye .....jub app ye sooch kar koi b kaam karo gay tu us ka effect aacha hi ho ga:)

      Comment


      • #4
        Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

        well .. me to khud se promise kerti hoon .. ke time killin se low grades ke siwa kuj nahen milta .. aur doston mein inna interest nahen raha me ko .. :lol Job ke timings mein .. me ko Job ke siwa kisi cheez ki fursat nahen hoti :)
        ye sawal bohat se log me se poochtey hein .. specially Exams timing mein .. thats why main ne socha lets see sab kia kertey hon ge ..
        Visit My Early PS Work
        You Are Welcome To Comment

        Comment


        • #5
          Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

          aik buri aadat choornay ka hal poocho to bataon, ok...smoking aik buri aadat he, isay ager choorna ho to apne aap se commitment keejiye ke aaj 10 cigrate peenay hein, phir kul commitment keejiye ke aaj 9 peenay hein, is tarah gradually is ki tadaad kum kerte jaein aur wo aadat choot jati he, mere boss ne apni aadat aisay he choori

          mere mein koi buri aadat nahi he aur na koi thi jo choorta :blush:
          :thmbup:

          Comment


          • #6
            Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

            kuch log aur oun ki aadatein lailaaj hoti hain........................ :lol
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

              Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
              kuch log aur oun ki aadatein lailaaj hoti hain........................ :lol
              Good shot:kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:

              Comment


              • #8
                Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                aik buri aadat choornay ka hal poocho to bataon, ok...smoking aik buri aadat he, isay ager choorna ho to apne aap se commitment keejiye ke aaj 10 cigrate peenay hein, phir kul commitment keejiye ke aaj 9 peenay hein, is tarah gradually is ki tadaad kum kerte jaein aur wo aadat choot jati he, mere boss ne apni aadat aisay he choori

                mere mein koi buri aadat nahi he aur na koi thi jo choorta :blush:
                Smoking once in a blue /fancy moon .. not bad .. :lol
                Visit My Early PS Work
                You Are Welcome To Comment

                Comment


                • #9
                  Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

                  Originally posted by Aania View Post
                  Smoking once in a blue /fancy moon .. not bad .. :lol
                  Haan kabi kabi jub hum loog apne taaya aur baray cousins ke saath cards kheeltay hein na to apney Taya se cigrate le ke kabi kabi kush laga leta hoon :kr:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #10
                    Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Haan kabi kabi jub hum loog apne taaya aur baray cousins ke saath cards kheeltay hein na to apney Taya se cigrate le ke kabi kabi kush laga leta hoon :kr:
                    konsi brand achi lagi abhi tak :cc: ?? :lol
                    Visit My Early PS Work
                    You Are Welcome To Comment

                    Comment


                    • #11
                      Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

                      mujy to swal kee samaj hee nahi ai

                      Comment


                      • #12
                        Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

                        Originally posted by Khalil View Post
                        mujy to swal kee samaj hee nahi ai
                        Tuj mien samaj naam koi cheez ho tu hi smaaj aye duffer:D

                        Comment


                        • #13
                          Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

                          Originally posted by fari View Post
                          Good shot:kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:

                          :lpop:
                          sigpic

                          Comment


                          • #14
                            Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

                            Originally posted by Aania View Post
                            konsi brand achi lagi abhi tak :cc: ?? :lol
                            K-2 filter...peetay huay bari thund lagti he :kr: :kr: :kr:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #15
                              Re: *Addictions Chorney k Possible Solution??*

                              Originally posted by Khalil View Post
                              mujy to swal kee samaj hee nahi ai
                              Sawaal ko bhi koon sa teri samaj aati he :lpop:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X