Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kisi ne bhi mera haal nahi poocha

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ummid
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Aap baar baar achi larkiyon ki rutt kyoon laga rahi hein, aap ne jitni baar achi larkiyaan kaha ub to wo bhi buri larkiyaan lagnay lagi hein :kr:

    Joke apart, aap to sub se achi larki hein :blush:
    koi zarorat nahi:na: ... jo aap ne paihle kaih diya woh kaafi tha.. ab khabrdar jo hume kuch bhi kaha tu....

    Leave a comment:


  • shy
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    PG ke sabi gadhon aur bakriyon ko meri taraf se :slap:


    Yeh jaantay huay bhi ke mein aik musalsal acha aur lagataar be-zarar insaan hoon phir bhi kisi ko taufeeq nahi hui ke ke mera haal pooch sakay...aakhir mein ne aap loogon ka kia bigaara he :chair: :fuming: :a stick:


    Mujay eid ke doosray din jub mein bohat suj dhuj ke sham honay se pehlay apni gali se bahir nikla to aik bail (ox) ne mujay zoor daar taker maari

    aur mein yeh bhi jaanta hoon ke aap loog meri bajaye us bail ka haal poocho ge, is ke liye aap ko advance mein he :slap:

    koi baat nahi:comfort: aap ne shaed us bail ki ghaas kha li thi isi leay us ne mara:khi: next mat khaeay ga pleejj:na:

    Leave a comment:


  • aabi2cool
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    PG ke sabi gadhon aur bakriyon ko meri taraf se :slap:


    Yeh jaantay huay bhi ke mein aik musalsal acha aur lagataar be-zarar insaan hoon phir bhi kisi ko taufeeq nahi hui ke ke mera haal pooch sakay...aakhir mein ne aap loogon ka kia bigaara he :chair: :fuming: :a stick:


    Mujay eid ke doosray din jub mein bohat suj dhuj ke sham honay se pehlay apni gali se bahir nikla to aik bail (ox) ne mujay zoor daar taker maari

    aur mein yeh bhi jaanta hoon ke aap loog meri bajaye us bail ka haal poocho ge, is ke liye aap ko advance mein he :slap:

    hahahahahah kisi nay such hoi kaha hy k gaday aur bail ki apas main kabhi naheen banti...:kr: ..aap ny wo kahani to apni school ki kitab main zaroor parhi ho gi k jis main aik kisan ka aik gadha aur bail hoty hain aur gadha bail k marny ki dua karta .....lagta hy bail ny apni us baat ka bdla lia hy gaday se...:lpop:

    Leave a comment:


  • Eshaa Chaudhry
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by munda_sialkoty View Post


    Mujay eid ke doosray din jub mein bohat suj dhuj ke sham honay se pehlay apni gali se bahir nikla to aik bail (ox) ne mujay zoor daar taker maari

    aur mein yeh bhi jaanta hoon ke aap loog meri bajaye us bail ka haal poocho ge, is ke liye aap ko advance mein he :slap:

    :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:

    oooops Sorry Dear perh k hunsi aa gaeey thi :embarasse
    ....wessay wo bail baycharay nay aapko apna bhai band samjh k hee patkha hoga:khi: ........patakhnay ki game khelna chah raha hoga na baychara:D ........wessay hausla rakhieey :comfort: humein humdardee hay us bail se jis ney ek donkey ko patkha :kr: ...

    ab to us bail ka interview layna chahieey:khi: k ek gadhay ko patakhnay k baad us bail k kya jazbaat hain :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:
    Last edited by Eshaa Chaudhry; 5 January 2007, 02:15.

    Leave a comment:


  • .
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    awwww :comfort:

    bail nay soucha hoo ga kay mujhay to qurban hona hi hai jatay jatay apna bailpan deekha jaoun or ratsay main aap mill gay houn gay usay :D


    chalian us bail ki qurbani hoo chuki hoo gee ab tak aap us kay tikkay bana kay us say badla lay laian :lol

    Leave a comment:


  • NaQsh
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    PG ke sabi gadhon aur bakriyon ko meri taraf se :slap:


    Yeh jaantay huay bhi ke mein aik musalsal acha aur lagataar be-zarar insaan hoon phir bhi kisi ko taufeeq nahi hui ke ke mera haal pooch sakay...aakhir mein ne aap loogon ka kia bigaara he :chair: :fuming: :a stick:


    Mujay eid ke doosray din jub mein bohat suj dhuj ke sham honay se pehlay apni gali se bahir nikla to aik bail (ox) ne mujay zoor daar taker maari

    aur mein yeh bhi jaanta hoon ke aap loog meri bajaye us bail ka haal poocho ge, is ke liye aap ko advance mein he :slap:


    bicharee bail se raha na gaya hoga na
    chchc poor bail

    Leave a comment:


  • Gul-e-Lala
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    Yeh siraf achhi nahin balkeh bhai ki jaan hain - aik bohat suljhi hui behna hain hamari :)
    humain yaqeen hai k esa he hai :)

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Gul-e-Lala View Post
    aap waquii achi larki ho aur ham ko achi lagti ho :):rose
    Yeh siraf achhi nahin balkeh bhai ki jaan hain - aik bohat suljhi hui behna hain hamari :)

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Gul-e-Lala View Post
    :lol
    gosh kabhi hamari awam bhi uss bail say sabq seekhte huwe na-ehal hukmurano ko esay he fershi salam karey :)
    :) madam aap khiyaalon sey nikal aaein - hanooz dili door ast :)

    Leave a comment:


  • Gul-e-Lala
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by ummid View Post
    hume :alhamd: koi aihsas-e-kamtari nahi hai.. aur na kabhi hoga... i know what i am
    aap waquii achi larki ho aur ham ko achi lagti ho :):rose

    Leave a comment:


  • Gul-e-Lala
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Nahi ager aisi baat hoti to subhu office nikaltay huay dail koi bail rastay mein mera wait ker raha hota :lpop:

    Bail ne ser neechay kia tha, mein samja shayad muj se aasheerbaad lene aaya he lekin mujay kia pata tha ke wo ke aan ki aan mein mujay apni sar aankhon pe bitha le ga
    :lol
    gosh kabhi hamari awam bhi uss bail say sabq seekhte huwe na-ehal hukmurano ko esay he fershi salam karey :)

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
    wesay aik baat bataon :hehe: yeh munda khod iqrar kar'chuka hai kay woh haiwanat maiN say hain, us nay aik jagah kaha hai kay "mery (yani munday) andar JIBLAT hai" jab kay hum insanooN main usay FITRAT kaha jata hai,
    Insani FITRAT = Haiwani JIBLAT :kr:
    very DUD kaafi achha point pakra hai - aur yeh uskey maneney ya na maneney ki baat nahin, sari makhlooq janti hai keh munda bhi aik makhooq hai magar chopayon wali :D

    Leave a comment:


  • RulzZ
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    Oho bhool geya tha main insaano ka aadi hoon na keh aqalmand ko ishara wala - magar sach hai keh gadhey ko jab tak danda na parey woh seedha nahin chalta :p
    wesay aik baat bataon :hehe: yeh munda khod iqrar kar'chuka hai kay woh haiwanat maiN say hain, us nay aik jagah kaha hai kay "mery (yani munday) andar JIBLAT hai" jab kay hum insanooN main usay FITRAT kaha jata hai,
    Insani FITRAT = Haiwani JIBLAT :kr:

    Leave a comment:


  • Masood
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
    seedha seedha mahavra bolo naa, gadha ch'la bail ki chaal apni chaal bhi bhool gaya :blush:
    Oho bhool geya tha main insaano ka aadi hoon na keh aqalmand ko ishara wala - magar sach hai keh gadhey ko jab tak danda na parey woh seedha nahin chalta :p

    Leave a comment:


  • RulzZ
    replied
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Masood View Post
    Ghalti sara-sar tumhari hai - tumhein maloom hona chahiyey tha keh badi Eid per siraf zabah honey waley janwar aham hotey hain, tum jaisey gadhey ko kisney kaha tha keh ghar sey bahir niklo?
    seedha seedha mahavra bolo naa, gadha ch'la bail ki chaal apni chaal bhi bhool gaya :blush:

    Leave a comment:

Working...
X