Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kisi ne bhi mera haal nahi poocha

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

    Originally posted by Gul-e-Lala View Post
    humain yaqeen hai k esa he hai :)
    sunni sunai baaton per aitbar mut kijye gul jaani ... masood bhai humare bhai hai isi liye woh kabhi humari burai nahi kareinge... :blush:

    Comment


    • #92
      Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Yeh tum mera haal pooch rahi ho ya apne zehni haalat beyaan ker rahi ho :tauba
      app ka haal pouchwa rahi hon sab se.......:tasali: abb app inferiorty complex ka shikar hona ki wajha se:lpop: apni dimagi halat kharab kar bathay hain tu iss mai mera kiya kasoor ha:blush:

      Comment


      • #93
        Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

        phayli bar suna kay Ox nay Ghaday ko taker mari.:kr: :kr: :kr: :kr:
        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

        Comment


        • #94
          Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

          Originally posted by D@y W@lk3r View Post
          phayli bar suna kay Ox nay Ghaday ko taker mari.:kr: :kr: :kr: :kr:
          aaha day bhai aaj to aap bhi shubh shubh bolay hain :kr: :kr: :kr:
          sigpic

          Comment


          • #95
            Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
            aaha day bhai aaj to aap bhi shubh shubh bolay hain :kr: :kr: :kr:
            thanko thanko
            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

            Comment


            • #96
              Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

              Originally posted by Masood View Post
              Ghalti sara-sar tumhari hai - tumhein maloom hona chahiyey tha keh badi Eid per siraf zabah honey waley janwar aham hotey hain, tum jaisey gadhey ko kisney kaha tha keh ghar sey bahir niklo?
              Kahin tumharay kehnay ka matlab yeh to nahi ke tum ne saari eid ghar mein chup ke guzaari :mm:
              :thmbup:

              Comment


              • #97
                Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                PG ke sabi gadhon aur bakriyon ko meri taraf se :slap:


                Yeh jaantay huay bhi ke mein aik musalsal acha aur lagataar be-zarar insaan hoon phir bhi kisi ko taufeeq nahi hui ke ke mera haal pooch sakay...aakhir mein ne aap loogon ka kia bigaara he :chair: :fuming: :a stick:


                Mujay eid ke doosray din jub mein bohat suj dhuj ke sham honay se pehlay apni gali se bahir nikla to aik bail (ox) ne mujay zoor daar taker maari

                aur mein yeh bhi jaanta hoon ke aap loog meri bajaye us bail ka haal poocho ge, is ke liye aap ko advance mein he :slap:

                Wasalam n Happy Belated Eid & New Year .. 2007
                Well .. would you like to tell .. ke aap ko Eid per ham mein se kisi ki yaad aayee?? :na:
                Visit My Early PS Work
                You Are Welcome To Comment

                Comment


                • #98
                  Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

                  Originally posted by Masood View Post
                  Oho bhool geya tha main insaano ka aadi hoon na keh aqalmand ko ishara wala - magar sach hai keh gadhey ko jab tak danda na parey woh seedha nahin chalta :p
                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                  wesay aik baat bataon :hehe: yeh munda khod iqrar kar'chuka hai kay woh haiwanat maiN say hain, us nay aik jagah kaha hai kay "mery (yani munday) andar JIBLAT hai" jab kay hum insanooN main usay FITRAT kaha jata hai,
                  Insani FITRAT = Haiwani JIBLAT :kr:
                  Ager muj se yeh baatein do adad gadhay na ker rahay hotay to mein waqee bura maan sakta tha :blush:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #99
                    Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

                    Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                    :lol
                    gosh kabhi hamari awam bhi uss bail say sabq seekhte huwe na-ehal hukmurano ko esay he fershi salam karey :)
                    Lekin is tarah ke farshi salam se hukmaranon ko derd bhi ho sakta he
                    :thmbup:

                    Comment


                    • Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

                      Originally posted by NaQsh View Post
                      bicharee bail se raha na gaya hoga na
                      chchc poor bail
                      Poor bail or poor me

                      ager bail 2, 3 seeng aur maar deta to usay to kuch bhi nahi hona tha
                      :thmbup:

                      Comment


                      • Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        awwww :comfort:

                        bail nay soucha hoo ga kay mujhay to qurban hona hi hai jatay jatay apna bailpan deekha jaoun or ratsay main aap mill gay houn gay usay :D


                        chalian us bail ki qurbani hoo chuki hoo gee ab tak aap us kay tikkay bana kay us say badla lay laian :lol
                        Mujay sub se bara dukh yeh he ke us ki kurbaani nahi hui aur ub bhi wo galiyon mein dundanata phir raha he :fuming: wo actually bainson ka nazam he is liye loog usay zibah nahi kerte
                        :thmbup:

                        Comment


                        • Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

                          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                          :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:

                          oooops Sorry Dear perh k hunsi aa gaeey thi :embarasse
                          ....wessay wo bail baycharay nay aapko apna bhai band samjh k hee patkha hoga:khi: ........patakhnay ki game khelna chah raha hoga na baychara:D ........wessay hausla rakhieey :comfort: humein humdardee hay us bail se jis ney ek donkey ko patkha :kr: ...

                          ab to us bail ka interview layna chahieey:khi: k ek gadhay ko patakhnay k baad us bail k kya jazbaat hain :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:

                          Na to mujay tum yeh batao tumhein koi achi baat kiye huay kitnay saal ho gaye hein :a stick:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            hahahahahah kisi nay such hoi kaha hy k gaday aur bail ki apas main kabhi naheen banti...:kr: ..aap ny wo kahani to apni school ki kitab main zaroor parhi ho gi k jis main aik kisan ka aik gadha aur bail hoty hain aur gadha bail k marny ki dua karta .....lagta hy bail ny apni us baat ka bdla lia hy gaday se...:lpop:

                            hahahahahaha

                            teri baat ka zara bhi maza nahi aaya :slap:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

                              Originally posted by shy View Post
                              koi baat nahi:comfort: aap ne shaed us bail ki ghaas kha li thi isi leay us ne mara:khi: next mat khaeay ga pleejj:na:
                              Ji mein ne us bail ki ghaas khai nahi thi bulke apni SHY Bakri ke liye churai thi jis ki saza mujay mili :zuban:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • Re: kisi ne bhi mera haal nahi poocha

                                Originally posted by ummid View Post
                                koi zarorat nahi:na: ... jo aap ne paihle kaih diya woh kaafi tha.. ab khabrdar jo hume kuch bhi kaha tu....
                                Ub khabardaar aap ne achi larkiyon ka naam bhi liya tu, is se achi larkiyaan bura bhi maan sakti hein :na:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X